Chehra Lage Suhana Mere Azhari Miyan ka Lyrics / चेहरा लगे सुहाना मेरे अजहरी मियाँ का / چہرہ لگے سہانا میرے اَزهری میاں کا
chehra lage suhana mere azhari miyaan ka chehra lage suhana mere azhari miyaan ka har sunni hai deewana mere azhari miyaan ka bat'ta hai sadqa mufti-e-aazam ke naam ka luto ye hai khazana mere azhari miyaan ka ta'zime ala hazrat jis dil mein bas gayi hai us dil mein hai tarana mere azhari miyaan ka roshan charaag sunniyat hai jinke khoon dil se kya khoob hai gharana mere azhari miyaan ka baghdad se madina ajmer se bareli roohani aana jaana mere azhari miyaan ka jutlaye lakh koi lekin hai ye haqeeqat logon hai ye zamaana mere azhari miyaan ka chishti hein qadri hein noori bhi ashrafi bhi aesa hai shaamiyaana mere azhari miyaan ka is waste mein khalid karta hoon pyaar tumse padte ho tum tarana mere azhari miyaan ka चेहरा लगे सुहाना मेरे अजहरी मियाँ का ...