Posts

Showing posts with the label aazam naat

Mujh Khatakar sa Insan Madine mein rahe Lyrics / मुझ ख़ताख़ार सा इंसान मदीने में रहे

mujh khatakar sa insan madine mein rahe madina madina madina madina madina madina madina madina badi door madina tora yahan jiya na lage mora baitha hun main aas lagaye mori kis din hogi hazari mora jiwan bita jaye mujh khatakar sa insan madine mein rahe banke sarkar ka mehman madine mein rahe yaad aati hai mujhe ahl-e-madina ki wo baat zinda rehna ho to insan madine mein rahe badi door madina tora yahan jiya na lage mora yun ada karte hein usshaq mohabbat ki namaz sajda kaabe mein ho aur dhyan madine mein rahe mujh khatakar sa insan madine mein rahe unki shafqat gham-e-konain bhula deti hai jitne din aapka mehman madine mein rahe badi door madina tora yahan jiya na lage mora door reh kar bhi uthata hun huzoori ke maze main yahan aur meri jaan madine mein rahe mujh khatakar sa insan madine mein rahe chhod aaya hun dil-o-jaan ye kehkar aazam aa raha hun mera saman madine mein rahe badi door madina tor...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Mere Muhammad Pyaare Bane hein Dulha || मेरे मुहम्मद प्यारे बने हैं दूल्हा || Qasida-e-Meraaj || Lyrics || Hafiz Tahir Qadri

Ya Nabi Mujh pe bhi Ek Nigahe Karam Lyrics / तुझको भेजा गया है करम के लिए

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Sare Nabiyon ke Ohday bade hein Lyrics / सारे नबियों के ओहदे बड़े हैं

Sare La-Makaan se Talab hui Lyrics | Balaghal Ula bi Kamalihi Lyrics / सर-ए-ला-मकाँ से तलब हुई