Posts

Showing posts with the label Shahbaz Qamar Fareedi

Naat Sarkar Ki Parta hoon Main Lyrics / नात सरकार की पढ़ता हूँ मैं

naat sarkar ki padhta hun mein - English naat sarkar ki padhta hun mein bas isi baat se ghar mein mere rehmat hogi ek tera naam waseela hai mera ranj-o-gham mein bhi isi naam se rahat hogi ye suna hai ke bohot ghor andheri hogi qabr ka khauf na rakhna aye dil wahan sarkar-e-do aalam ki ziyarat hogi unko mukhtar banaya hai mere maula ne khuld mein bas wahi ja sakta hai jisko hasanain ke baba ki ijazat hogi hashr ka din bhi ajab dekhne wala hoga zulf lehra ke wo jab aayenge phir qayamat mein bhi ek aur qayamat hogi kahin yaseen kahin taha kahin wash-shams aaya jinki qasme mera rab khata hai kitni dilkash mere sarkar ki soorat hogi mera daman to gunahon se bhara hai altaaf ek sahara hai ke mein unka hun isi nisbat se sar-e-hashr shafa'at hogi नात सरकार की पढ़ता हूँ मैं - Hindi नात सरकार की पढ़ता हूँ मैं बस इसी बात से घर में मेरे रहमत होगी एक तेरा नाम वसीला है मेरा रंजो-ग़म में भी इ...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Sikka Chalega Amena ka Laal ka Lyrics / सिक्का चलेगा आमेना के लाल का / سکہ چلے گا آمنہ کے لال کا

Hum Apne Nabi Pak se yun Pyar karenge Lyrics / हम अपने नबी पाक से यूँ प्यार करेंगे

Gali Gali Saj gayi Shaher Shaher Saj gaya Lyrics / गली गली सज गयी, शहर शहर सज गया

Sohna Aaya Te saj gaye ne Galiyan Bazar Lyrics / सोहना आया ते सज गए ने गालियां बाज़ार

Dekhte kya ho Ahle Safa Lyrics / देखते क्या हो अहले सफ़ा / دیکھتے کیا ہو اہلِ صفا

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ