Muzda Bad Aye Aasiyo Shafe e Shahe Abrar hai Lyrics



Muzda Bad Aye Aasiyo Shafe e Shahe Abrar hai
Teheniyat Aye mujrimo zate Khuda Gaffar hai

Chand Shak ho Ped Bole Janavar Sajda kare
Barakallah Marja-e-Alam yahi sarkar hai

Jinko su-e-Aasama faila ke jal thal bhar diye
Sadka un hatho ka pyare hamko bhi darkar hai

Ghore Ghore Paao chamka do khuda ke vaste
Noor Ka Tadka Ho Pyare Ghor Ki Shab Ki Taar Hai

Tere Hi Daaman Pe Har Aasi Ki Padti Hai Nazar
Ek Jaan-e-Be Khata Par Do Jaha Ka Baar Hai

Rehamatullil Aalami Teri Duhaee Dab Gaya
Ab To Maula Be Tarha Sar Per Gunaho Ka Baar Hai

Ghunj Ghunj Uthe hai Nagmat-e-Raza Se Bostan
Kyu Na Ho Kis Fool Ki Mid'hat Mai Vaminkaar hai


Comments

  1. mashallah bahut khubsourAT NAAT
    KALAME ALA HAZRAT PADHNE KA ANDAZ GHAZAB HE HOTA HAI

    ReplyDelete
  2. Joshe toofan Behr-e-be Payaañ hawaa na saazgaar
    Nooh ke mawla karam kar de to beda paar he

    ReplyDelete
  3. Hadaiqe bakshih dekh kar phir se upload kare isme bohat si galti hai

    ReplyDelete
  4. Muzdabaad aye ashiyon ala hazrat ka kalam haina.. just wanna confirm it

    ReplyDelete
    Replies
    1. Ji haa bhai ☺.. MAQTE MEIN RAZA LIKHA HAI NAA TOH USSE BHI AAP PATA KAR SAKHTE HO

      Delete
  5. There is need to correction, Bostan , Boostan - fool , phool , - mai , main - vaminkaar , waaminqaar

    ReplyDelete
  6. Mashaa allah

    ReplyDelete

Post a Comment

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye Sare Gulam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Fatima Teri Chadar ka kya puchhna || फातिमा तेरी चादर का क्या पूछना || فاطمہ تیری چادر کا کیا پوچھنا || Lyrics

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar || मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर || Lyrics || Sandali Ahmad

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics Eng & hindi || Ahmed Raza Qadri

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

Hussain Ibn e Ali ne karbala me Ghar lutaya hai Lyrics

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu