Mein Husain Hun Mein Husain Hun Lyrics

Pisre Shahe Kaunain hun
Mein Husain Hun Mein Husain Hun
Zahra ka noor-e-a'yan hun
Mein Husain Hun Mein Husain Hun


Kisne kaha ke mein aam hun
Mein Imame ibne Imam hun
Mein Hurmat-e-Haramain hun
Mein Husain Hun Mein Husain Hun

Nana mera Shahe Zaman
Baba mera Khaibar Shikan
In do ke mein ma'bayn hun
Mein Husain Hun Mein Husain Hun


Comments

Popular Naat Lyrics

Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Lyrics

Shahe Do alam Salam Assalam Lyrics

Ya Rabbe Mustafa Tu Muje Hajj pe bula Lyrics || Hafiz Tahir Qadri