Posts

Showing posts with the label syed husain farooki

Tu Aaqa Aur Mein hun Ghulam Lyrics

Mein hun Ghulam Mein hun Ghulaam Tu Aaqa Aur Mein hun Ghulaam Kaise na Lab pe ho Tera Naam Tu Aaqa Aur Mein hun Ghulam Mujhko Pilaa de Ishq ka Jaam Tu Aaqa Aur Mein hun Ghulaam Mere Nabi Mere Nabi Mere Nabi Mere Nabi Rabb ke Dulaare Tum hi to ho Jag se Niraale Tum hi to ho Aaye Nabi Jitne Duniya mein Unmein Pyaare Tum hi to ho Bheje Khuda hai Tujko Salaam Tu Aaqa Aur Mein hun Ghulaam Kaise na Lab pe ho Tera Naam Tu Aaqa Aur Mein hun Ghulaam Dooba Suraj Fir se Palte Aur Shajar Aa Jaye Chalke Judo Sakhaa ka Kya Kehnaa hai Jo bhi gayaa Wo Layaa bhar ke Allah hi Jaane Tera Makaam Tu Aaqa Aur Mein hun Ghulaam Mujhko Pilaa de Ishq ka Jaam Tu Aaqa Aur Mein hun Ghulaam Sidra pe Ja ke Pyaare Nabi se Bulbule Sidra Bole Nabi se Aage gaye to Jal Jayeinge Aap Akele Jayein Yahan se Arshe Bari pe hoga Qayaam Tu Aaqa Aur Mein hun Ghulaam Mujhko Pilaa de Ishq ka Jaam Tu Aaqa Aur Mein hun Ghulaam Mere Nabi Mere Nabi Mere Nabi Mere Nabi Jab Ye bataate Hamko hein ...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Hajiyon Mustafa se keh dena Lyrics / हाजियों मुस्तफा से कह देना / حاجیوں مصطفیٰ سے کہ دینا

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Madine ke Aaqa Salamun Alaik Lyrics / मदीने के आक़ा, सलामुन अलैक / مدینے کے آقا سَلاَمٌ عَلَيْكَ

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Kaaba Dikhade Maula Maula Lyrics / काबा दिखा दे मौला मौला