Posts

Showing posts from February, 2016

Tere siwa ma'bood hakeeki Koi nahi hai Koi nahi Lyrics

Lailaha Illallah Lailaha Illallah Lailaha Illallah Lailaha Illallah Tere siwa ma'bood hakeeki  Koi nahi hai Koi nahi Tere siwa maksoode hakeeki Koi nahi hai Koi nahi Tere siwa mash'hood hakeeki  Koi nahi hai Koi nahi Ab to rahe bas ta dame akhir Wirde zaban ae mere ilahi Lailaha Illallah Lailaha Illallah Lailaha Illallah Lailaha Illallah Yaad mein teri sab ko bhula dun Koi na mujko yaad rahe Tujpe sab ghar bar luta dun Khana dile abad rahe Sab khushiyon ko aag laga dun Gham se tere dil shaad rahe Ab to rahe bas ta dame akhir Wirde zaban ae mere ilahi Lailaha Illallah Lailaha Illallah Lailaha Illallah Lailaha Illallah Mujko sarapa zikr bana de Zikr tera ae mere khuda Nikle mere har din muh se Zikr tera ae mere khuda Halk se nikle saans ke badle  Zikr tera ae mere khuda Ab to rahe bas ta dame akhir Wirde zaban ae mere ilahi Lailaha Illallah Lailaha Illallah Lailaha Illallah Lailaha Illallah pahelu mein jab tak qalb rahe Aur Tan mein jab tak jaan rahe...

Mere sir dhi thandi chhan Lyrics

Mere sir dhi thandi chhan  Meri jannat meri maa Kaliyan chhad de tur gayi ae Mere sir dhi thandi chhan  Meri jannat meri maa Jo bhi menu jag te miliyan Maa dhiya khain duaavan Even nai mein kendha firdha Maawan thandiya chhavan Mere sir dhi thandi chhan  Meri jannat meri maa Kaliyan chhad de tur gayi ae Mere sir dhi thandi chhan  Meri jannat meri maa Maa dha sath jahan nu vakhra Keh gaye log siyane Maa dha rutba ki ae sajno Sohna Allah hi jaane Mere sir dhi thandi chhan  Meri jannat meri maa

Noore nigahe aamina shokato shane Fatima Lyrics

Salle Ala Nabiyena Salle Ala Muhammadin Salle Ala Shafiyena Salle Ala Muhammadin Noore nigahe aamina shokato shane Fatima Tere hi dam kadam se hai   Ronake daare Aayesha Salle Ala Nabiyena Salle Ala Muhammadin Salle Ala Shafiyena Salle Ala Muhammadin Tujsa koi shakil hai Aur na koi jameel hai Tere hi dar ka paswa Hazrate Jibraeel hai Salle Ala Nabiyena Salle Ala Muhammadin Salle Ala Shafiyena Salle Ala Muhammadin Tujse zamana sha'd sha'd sabke dilon mein teri yaad Teri janab se kabhi koi gaya na na-murad Salle Ala Nabiyena Salle Ala Muhammadin Salle Ala Shafiyena Salle Ala Muhammadin Apne dukhon ki dastan leke Niyaze khasta jaan Aaya bahot hi door se dar pe tere shahe shahan Salle Ala Nabiyena Salle Ala Muhammadin Salle Ala Shafiyena Salle Ala Muhammadin

Hua jaata hai rukhsat maahe Ramzaan Ya Rasulallah Lyrics

Hua jaata hai rukhsat maahe Ramzaan Ya Rasulallah Raha ab chand gadiyon ka ye mahemaan Ye Rasulallah Khushi ki  laherein dodi har taraf Ramzaan jab aaya Hai ab ranjida ranjida musalmaan Ya Rasulallah Musarrat hi musarrat aur khushi hi thi khushi jis dam Nazar aaya hilale mahe Ramzaan Ya Rasulallah Khuda ke nek bande nekiyon mein lag gaye lekin Gunah karta raha Attar e naadan Ya Rasyuallah

Ye desh hai mere khwaja ka Lyrics

Ye desh hai mere khwaja ka Khwaja ka mere khwaja ka Ye desh hai mere khwaja ka Khwaja hind ke raja ka Ye desh to ala hazrat ka Ye desh nizamuddin ka hai Shahe alam shahe meena Ye desh to kutbu ddeen ka hai Makhdoom ali aur haji ali Ye desh to taajuddin ka hai Ye desh hai mere khwaja ka Khwaja ka mere khwaja ka Ye desh hai mere khwaja ka Khwaja hind ke raja ka

Meri Aarazu Madina Meri Justaju Madina

Meri Aarazu Madina  Meri Justaju Madina Dil mein khwahishe Madina  ke dil bhi ho jaye Madina Muje bulalo shahe Madina  ye hijr ka gham sata raha hai Mein dar pe aau yahi to armaan Dil mein tufaan macha raha hai Meri Aarazu Madina  Meri Justaju Madina Dil mein khwahishe Madina  ke dil bhi ho jaye Madina Hai joli khali ae shahe aali Hai arz karta tera sawali Zaleel mangata muraden lene Ko hath gande badah raha hai Meri Aarazu Madina  Meri Justaju Madina Dil mein khwahishe Madina  ke dil bhi ho jaye Madina Hai sahena dushwar ye judai Meri hudar tak shaha rasai Nahin bharosa hai zindagi ka Ye dil mera duba ja raha hai Meri Aarazu Madina  Meri Justaju Madina Dil mein khwahishe Madina  ke dil bhi ho jaye Madina

Dozakh mein me to kya Mera Saya bhi na jayega Lyrics

Dozakh mein me to kya   Mera Saya bhi na jayega Kyunki Rasoole paak se  Dekha na jayega Jab tak bike na the koi puchhta na tha Aqa aapne kharid kar anmol kar diya Gumbad e Khazra ke daman ki hawa mangi hai Ham fakiron ne madine ki dua mangi hai Zindagi mangi kisi ne to kisi ne Jannat Hamne marne ki madine mein dua mangi hai

Allah ke ghar mein hun Lyrics

Allah ne bulaya hai  Allah ke ghar mein hun Kaabe ka nazara hai Allah ke ghar mein hun Darbar ye kesa hai Peshani se pahele dil Sajde mein jukaya hai Allah ke ghar mein hun Allah ne bulaya hai  Allah ke ghar mein hun Kaabe ka nazara hai Allah ke ghar mein hun Wo rukne yumani ho ya rukne Iraqi ho Har kaune ko chuma hai Allah ke ghar mein hun Allah ne bulaya hai  Allah ke ghar mein hun Kaabe ka nazara hai Allah ke ghar mein hun Ye wakt hai izzat ka mizab hai rahemat ka Sar par yahi saya hai Allah ke ghar mein hun Allah ne bulaya hai  Allah ke ghar mein hun Kaabe ka nazara hai Allah ke ghar mein hun Sajde mein Ujagar hai aur samane Kaaba hai Maula ne nawaza hai Allah ke ghar mein hun Allah ne bulaya hai  Allah ke ghar mein hun Kaabe ka nazara hai Allah ke ghar mein hun

Ramzaan hai amaan Lyrics

Kaliyon ke Tabassum mein Bulbul ke tarannum mein Ramazaan ki tajalli hai Har lab ke takallum mein Sahera hai khayama Gulzar hai maidaan Ramzaan Ramzaan Ramzaan hai amaan Saheri ki sajawat hai Iftaar karawat hai Har khane ki khushbu mein Imaan ki harawat hai Shadabi e Imaan Sar shada o farmaan Ramzaan Ramzaan Ramzaan hai amaan Din raat ibadat hai Sub'ha sham tilawat hai Roze bhi namazein bhi Imaan mein halawat hai Kaheta hai ye wijdaan Shaitan hai pareshan Ramzaan Ramzaan Ramzaan hai amaan Ye mah aman bhi hai Ye Rashk e chaman bhi hai Saya figan numa ho Ameer ki lagan bhi hai  Har lab ki ye muskaan Har shakhs ki amaan Ramzaan Ramzaan Ramzaan hai amaan

Kya khabar kya saza mujko milti Lyrics

Kya khabar kya saza mujko milti Mere Aqa ne izzat bachali Farde isyaan meri mujse le kar Kali kamli mein apni chhupali Wo ata par ata karne wale Aur ham bhi nahin talne wale Jaisi dewdi hai waise bhikhari Jaisa data hai waise sawali Mein gada hun magar kiske dar ka Wo jo sultan e Kauno makan hein Ye gulami badi mustanad hai Mere sar par hai taaje bilali Mein madine se kya aa gaya hun Zindagi jaise buj si gayi hai Ghar ke andar faza suni suni Ghar ke bahar sama khali khali Meri umar e rawan bas thaher jaa Ab safar ki zarurat nahi hai Unke kadmon mein meri zabeen hai Aur haathon mein roze ki jaali Mein fakat naam leva hun unka Unki tausif mein kya karunga Mein na Iqbal khusru na Sa'di Mein na Kudsi Jaami na Haali Kya khabar kya saza mujko milti Mere Aqa ne izzat bachali Farde isyaan meri mujse le kar Kali kamli mein apni chhupali

Aa gaye sarkar mein bismillah karan Lyrics

Aa gaye sarkar mein bismillah karan Nabiyan de sardar mein bismillah karan Aamena dha raaj dulara aa gaya Khid pei gulzar mein bismillah karan Nabiyan de sardar mein bismillah karan Akheya rabb ne ae raat mein raaj bhi  Aaja mere yaar mein bismilaah karan Nabiyan de sardar mein bismillah karan God vich leke Halima ne keya Aaja mere laal mein bismillah karan Nabiyan de sardar mein bismillah karan Oh dhiyan shaana Niyazi ki dase Jo nabiyan dha sardar mein bismillah karan Nabiyan de sardar mein bismillah karan

Aa gaye sarkar By Farhan Qadri Lyrics

Aa gaye Sarkar Khushiya manao dhoomein machao Aa gaye sarkar Khushiya manao dhoomein machao Aamad hui hai unki sab zulmatein chhati hein Aaj diwanon milkar bolo aa gaye Sarkar Khushiya manao dhoomein machao Aa gaye sarkar Poor noor hai ye aalam sab muskura rahe hein Unki amad ke charche hein aa gaye sarkar Khushiya manao dhoomein machao  Aa gaye sarkar Aaqa ki amad se toh soye naseeb jaage Kul nabiyon ke sarwar aaye aa gaye sarkar Khushiya manao dhoomein machao Aa gaye sarkar Maheshar ke roz jinse pahechan jayenge Kyun gabhrate ho diwanon aa gaye sarkar Khushiya manao dhoomein machao Aa gaye sarkar Ghar ghar charaga karlo galiyon ko jagmagao Milke lagao naara khushi ka aa gaye sarkar Khushiya manao dhoomein machao Aa gaye sarkar Nazrana e akeedat jo pesh kar raha hun Naat likhi hai aaj ali ne aa gaye sarkar Khushiya manao dhoomein machao Aa gaye sarkar

Ye Naara hamari Jaan Ya Rasulallah Lyrics || Hafiz Tahir Qadri

Image
Ya Rasulallah Ya Habiballah Ya Rasulallah Ya Habiballah Ye naara hamari jaan Ye naara hamari shan Ye hai apni pahechan Ham sab is par qurbaan Naara e risalat Ya Rasulallah..... Ya Rasulallah Ya Habiballah Ya Rasulallah Ya Habiballah Darde dil ki dawa is naare se hai LaMaraz ko shifa is naare se hai Apne jiwan ki sab khushiyan Naara e Rasulallah se hai Ye naara hamari jaan Ye naara hamari shan Ye hai apni pahechan Ham sab is par qurbaan Naara e risalat Ya Rasulallah..... Ya Rasulallah Ya Habiballah Ya Rasulallah Ya Habiballah Magfirat Aafiyat Ma'refat ka payam Bekason bebason ke liye hai inaam Is naara e paak ki barkat se Paya hai hamne uncha makam Ye naara hamari jaan Ye naara hamari shan Ye hai apni pahechan Ham sab is par qurbaan Naara e risalat Ya Rasulallah..... Ya Rasulallah Ya Habiballah Ya Rasulallah Ya Habiballah Abu bakro Umar Usman Haidar Farzand e Ali Zahra ke jigar Hua inke wasile ham ko ata Ye naara lagaye Jinno bashar Ye na...

Mera toh sab kuchh mera nabi hai Lyrics || Hafiz Tahir Qadri

Image
Nabi ke chahne walon ka hai Yahi Naara Nabi ke chahne walon ka hai Yahi Naara Mera toh Sab kuchh mera nabi hai Mera toh Sab kuchh mera nabi hai Kalma padhaya Mere Nabi ne Muslim banaya Mere Nabi ne Haq pe chalaya Mere Nabi ne Quraan sikhaya Mere Nabi ne Rabb se milaya Mere Nabi ne Mera toh sab kuchh mera nabi hai Mera toh sab kuchh mera nabi hai   Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Wo Meri Jaan Meri Zindagi hai Mera to sab kuchh Mera Nabi hai Unhi se hasil har ek khushi hai Mera to sab kuchh Mera Nabi hai Mera to sab kuchh Mera Nabi hai Mera to sab kuchh Mera Nabi hai Kalma padhaya Mere Nabi ne Muslim banaya Mere Nabi ne Haq pe chalaya Mere Nabi ne Quraan sikhaya Mere Nabi ne Rabb se milaya Mere Nabi ne Mera to sab kuchh Mera Nabi hai Mera to sab kuchh Mera Nabi hai Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Gamon mein roka Unhe pukara Dukhon ne gera Unhe pukara Hamesha Uns...

Our Application

Our Application
Google Play Application

All Time Favorite

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Hajiyon Mustafa se keh dena Lyrics / हाजियों मुस्तफा से कह देना / in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से / Lyrics in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

Al Madad Peerane Peer / अल-मदद पीरान-ए-पीर / Lyrics in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

Labbayk Allahumma Labbayk Nasheed Lyrics || Owais Raza Qadri

Are Hajiyo Tum Haram ja rahe ho Lyrics in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics / हमने आँखों से देखा नहीं है मगर / in English Hindi and Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

Juki hui ye jabeen hai, huzoor dekhein na Lyrics / झुकी हुई ये ज़बीं है, हुज़ूर देखें ना / in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

Wo Mera Nabi hai Wo Jiske liye Mehfil e Konain saji hai Lyrics / वो जिसके लिए महफ़िल-ए-कौनैन सजी है / in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

Zaeere Taiba Roze pe jaa kar Lyrics || जाइरे तैबा रोज़े पे जा कर in English Hindi Urdu