Khwaro Bimar Khatawar ..... SharahBack To Full Naat


Khwaro Bimar Khatawar Gunahgar hun mein 
Raafe'a , wa Nafe'a wa Shafe'a laqab Aaqa Tera


Mushkil Alfaz :


Khwar : Zaleel wa Ruswa
Khatawar : Mujrimo badkar
Raafe'a : Buland karne wala
Nafe'a : Nafa Pahunchane wala
Shafe'a : sifarish wa shafa'at karne wala
Laqab : wasfi naam jo achhai ki wajeh se kisi ka padh jaaye
Aaqa : Malik wa hakim .

Mafhoom wa Tashreeh :


Ya Rasulallah (Sallalallahu Alayhi Wasllam) ! Agarch mein gunehgar wa siyakar sahi magar Aap to girton ko uthane wale , bimaron ko apni nigahe karam se acchha karne wale , aur gunahgaron ki shafa'at farmane  wale (jaise ) ba barkat naam rakhte hein .

Hazrate Abu Bakar ko Siddike Akbar kisne banaya ? Umar ko Farooke Aazam kis ne banaya ? Usmane Gani ko Zunnurain kis ne banaya ? Ali-e-Murtaza ko shere khuda aur Haidare Karrar kis ne banaya ? Be Zar ko Bu-zar kis ne banaya aur Habas ke Bilal ki Rashke kamar kisne banaya ? Sirf wa sirf Aapki zaat ne Is liye ....

Ab Meri Nigahon mein Janchta nahin koi
Jaise Mere Sarkar hein Aesa nahin koi 

Comments

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu

Allah humma Sallay Ala Sayyidina Maulana Muhammad Lyrics in English Hindi Urdu

Wo Mera Nabi hai - Wo Jiske liye Mehfil e Konain saji hai - Lyrics - English Hindi Urdu

Aakhri Roze hein Dil gham-nak muztar Jaan hai Lyrics || Roman (Eng) & हिंदी (Hindi)

Madine ke Aaqa Salamun Alaik Lyrics || मदीने के आक़ा , सलामुन अलैक || مدینے کے آقا سَلاَمٌ عَلَيْكَ

Alwada Alwada Mahe Ramzan Lyrics by Owais Raza Qadri in English ~ Hindi

Hajiyon Mustafa se keh dena Lyrics || हाजियों मुस्तफा से कह देना || حاجیوں ! مصطفیٰ سے کہ دینا

Madina yaad aata hai Lyrics ~ dare aqdas pe haal e dil Lyrics ~ in English ~ HINDI ~ URDU

Maslak ka Tu Imaam hai Ilyas Qadri Lyrics || मसलक का तु इमाम है , इल्यास क़ादरी || مسلک کا تو امام ہے ، الیاس قادری || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Aye Shahenshah e Madina As-salat-o-Was-salam Lyrics in English Hindi Urdu