Meri Baat ban gayi hai Lyrics || Hafiz Tahir Qadri
Is karam ka karun Shukr kaise ada
Jo karam Mujpe Mere Nabi kar diya
Mein sajata hun Sarkar ki Mehfilein
Mujko Har gham se Rab ne bari kar diya
Meri Baat ban gayi hai Teri baat karte karte
Tere Shaher mein Mein aaun Teri Naat padhte padhte
Tere Ishq ki badolat Muje Zindagi mili hai
Muje maut aaye Aaqa Tera zikr karte karte
Mere sune sune ghar mein kabhi ronakein ata ho
Suna hai Aap har aashiq ke ghar tashreef late hein
Mere Ghar mein bhi ho jaye charagan Ya Rasulallah

Mein Diwana ho hi jaun Teri raah takte takte

Kisi cheez ki talab hai na hai aarzu bhi koi
Tune itna bhar diya Kashkol bharte bharte

Meri aesi hazri ho ke kabhi na wapsi ho
Mile sadqa Panjtan ka Teri naat padhte padhte

Subhan allah
ReplyDeleteSubhan allah
ReplyDelete