Shuru se hai bas is ummat ka naara Ya Rasulallah Naat Lyrics



Pukaro Ya Rasulallah ...
Hai mera naara , hai tera naara 
Pukaro Ya Rasulallah....

Be kaso ka hai sahara
Dubaton ka hai kinara
Naam e naami isme girami
Ya Rasulallah.........

Mushkil me kaam ane vala
Pyara pyara ek naara
Naam e naami isme girami
Ya Rasulallah.........

Shuru se hai bas is ummat ka naara
Ya Rasulallah
Badi tehkik se ham ne pukara 
Ya Rasulallah.........

Sahih Muslim me likha hai
Sahaba ne lagaya tha
Madine ki gali kuncho me naara
Ya Rasulallah.........

Umar ke shehzade ka sun
Hua tha paav Tayba mai
Madad ke vaste tha unka naara
Ya Rasulallah..........

Ali farmate hai jab ham
Nabi ke sath chalte the
Pahadon pakarone bhi pukara
Ya Rasulallah..........

Yamama jang me kuffar bhi
Takbir padte the
Farak tha momin aur kafir me naara
Ya Rasulallah..........

Nahi hai kaam buzdil ka
Nidar hai jo vo karta hai
Mere Mumtaz gazi ka hai naara
Ya Rasulallah...........

Tashahhud mai nida ka siga
Ata hai ke munkir bhi 
Badi majburi mai goya pukara
Ya Rasulallah..........

Zamee simti hui hai unke
Aage haath ki manind
Unhe pehchan hai kisne pukara
Ya Rasulallah...........


Comments

Job

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Al Madad Peerane Peer Gaus-e-Aazam Dastageer lyrics in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics by Hafiz Tahir Qadri in English HINDI URDU ~ Islamic Naat Lyrics

Wo Mera Nabi hai - Wo Jiske liye Mehfil e Konain saji hai - Lyrics - English Hindi Urdu

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu

Faslo ko khudara mita do Jaliyon par Nigahe Jami hai Lyrics in English Hindi Urud by Hafiz Tahir Qadri ~ Islamic Naat Lyrics

Sikka Chalega Amena ka Laal ka Lyrics || Gulam Mustafa Qadri || Roman(ENG) & हिंदी(HINDI)

Tera Khawan Mein Tere Geet gawan Ya Rasool Allah Lyrics || तेरा खावां में तेरे गीत गावां या रसूलल्लाह || Owais Raza Qadri

Peshe Haq Muzda Shafaat ka Sunate Jaaeinge Lyrics || Roman(ENG) & हिंदी (HINDI)

Maula Ya Salli wa Sallim || Salam Lyrics || मौला या सल्ली व सल्लिम || مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ دَائِمًا أَبَدًا || Danish & Dawar || Roman(ENG) & हिंदी(HINDI) & (URDU) اردو