Wo mahe farozan wo nayyare taaban by shahid mehmood Lyrics

Wo mahe farozan wo nayyare taaban
Mera mera mustafa hai mera mustafa hai
Wo barah Rabi-ul-awwal ko aaya
Jo awwal bana hai mera mustafa hai

To kya tune dekha wo mausam ka badalna
Wo pathar zameen par fulon ka khilna
Wo arshe ula ka zameen par utarna
Jo haan utra hai mera mustafa hai



To kya tune dekha hai qur'aan ko chalte
Ke sehra mein jaise dariya hein bahete
Wo tareek raton mein suraj nikalte 
Jo haan nikla hai mera mustafa hai

To kya tune dekha wo rehmat ka manzar
Idhar se duaein udhar se hein patthar
Wo taeef ki waadi wo dawar ka dilbar
Jo tanha khada hai mera mustafa hai

To kya tune dekha wo aana wo jaana
Ke hairat mein hai ab talak ye zamana
Wo rabb ka bulana wo sab ko dikhana
Ye jo aa raha hai mera mustafa hai

To kya tune dekhi hai aisi kabaein
Ke maaho maher bhi len jinse ziyaein
Wo pehwand ke jaisi saji kehkashaein
Jo ye pahenta hai mera mustafa hai


Comments

Post a Comment

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye Sare Gulam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Fatima Teri Chadar ka kya puchhna || फातिमा तेरी चादर का क्या पूछना || فاطمہ تیری چادر کا کیا پوچھنا || Lyrics

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar || मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर || Lyrics || Sandali Ahmad

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics Eng & hindi || Ahmed Raza Qadri

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

Hussain Ibn e Ali ne karbala me Ghar lutaya hai Lyrics

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu