Al-Baqrah : Ruku'a 1 (Ayat 1-7)



(Urdu-Roman)
Allah ke Naam se Shuru jo nihayat maherban rahem wala

(English)
ALLAH in the name of, the Most Affectionate, the Merciful


(1)


(2)

(Urdu-Roman)
Wo Buland rutba Qitab (Quran) koi shaq ki jagah nahin , Isme Hidayat hai darwalon ko

(English)
 That high rankered Book (Quran) whereof there is no place of doubt in it; there is guidance to the God-fearing.


(3)

(Urdu-Roman)
Wo Jo be-dekhe Imaan layeein , Aur Namaz qayam rakhein , Aur Hamari di hui Rozi mein se Hamari rah mein kuchh uthayein .

(English)
 Who believe without seeing, and establish prayer and spend in Our path, out of Our provided subsistence. 

(4)

(Urdu-Roman)
Aur Wo ke Iman layein us par jo Aye Mehboob Tumhari taraf utra aur jo Tumse pahele utra , Aur Aakhirat par yaqeen rakhein .

(English)
 And who believe in what has been sent down towards you, O beloved prophet! And what has been sent down before you and are convinced of the Last Day.

(5)

(Urdu_Roman)
Waho log Apne Rabb ki taraf se hidayat par hein aur wahi muad ko pahunchne wale .

(English)
 They alone are on the guidance from their Lord and they alone are the gainers. 

(6)

(Urdu-Roman)
Beshak wo jin ki qismat mein kufr hai , Unhe barabar hai chahe Tum unhe darao ya na darao , Wo Imaan lane ke nahin

(English)
 Surely as to those who are destined to infidelity, it is alike whether you warn them or warn them not, they will never believe.

(7)

(Urdu-Roman)
Allah ne un ke dilon par aur kanon par mahor kar di aur unki aankhon par ghata top hai , Aur unke liye bada azab .

(English)
 Allah has set a seal on their hearts and on their ears; and over their eyes, there is a dark covering, and for them is great torment.

Comments

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Alwada Alwada Mahe Ramzan Lyrics / अलवदा अलवदा माहे रमज़ान / by Owais Raza Qadri in English ~ Hindi

Madine ke Aaqa Salamun Alaik Lyrics / मदीने के आक़ा, सलामुन अलैक / مدینے کے آقا سَلاَمٌ عَلَيْكَ

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Hajiyon Mustafa se keh dena Lyrics / हाजियों मुस्तफा से कह देना / حاجیوں مصطفیٰ سے کہ دینا