Pushton se mein naseer hun mangata Husain ka Lyrics
Pushton se mein naseer hun mangata Husain ka
Wirse mein maine paya hai sadka Husain ka
Nabiyon ki roze hashr ye farmaishen na hon
Azan ho Bilal ki Sajda Husain ka
Iska subut de diya Asgar ki jang ne
Sheron ka Sher hota hai bacha Husain ka
Maidan-e-Hashr ki muje kya fikr ho Naseer
Bhari hamesha raheta hai palda Husain ka
Comments
Post a Comment