Dalde apni Rehmat ka saya Lyrics

Dalde apni Rehmat ka saya
Aaj tera gunahgar banda
Gham se gabra ke sajde mein aaya
Tayba wale ke sadke mein Ya Rabb
Dalde apni Rehmat ka saya

Tu hai sabse badi shan wala
Tune girte huon ko sambhala
Bhula bhatka hua ek musafir
Laut kar apni manzil pe aaya


Tayba wale ke sadke mein Ya Rabb
Dal de apni Rehmat ka saya

Tera Insaaf apni jagah hai
Jo hamesha se hota raha hai
Jisne dil se pukara hai Tujko
Uski bigdi ko tune banaya

Tayba wale ke sadke mein Ya Rabb
Dalde apni Rehmat ka saya

Sun le Ya Rabb tu meri duaein
Bakhsh de meri sari khataein
Hun sazawar par tu karam kar
Jisne jaisa kiya waisa paya

Tayba wale ke sadke mein Ya Rabb
Dalde apni Rehmat ka saya



Comments

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye Sare Gulam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Fatima Teri Chadar ka kya puchhna || फातिमा तेरी चादर का क्या पूछना || فاطمہ تیری چادر کا کیا پوچھنا || Lyrics

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar || मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर || Lyrics || Sandali Ahmad

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics Eng & hindi || Ahmed Raza Qadri

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

Hussain Ibn e Ali ne karbala me Ghar lutaya hai Lyrics

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu