Hota Agar Zameen Par Saaya Rasool Ka

Hota Agar Zameen Par Saaya Rasool Ka
Phir Paon Ummati Kahan Rakhta Rasool Ka

Pardhte Hain Yun To Gair Bhi Kalama Rasool Ka
Jannat Usse Milegi Jo Hoga Rasool Ka

Karte Hain Ahteram Janaza Ka Isliye
Jo Jaraha Hai Dekhne Chehra Rasool Ka

Duniya Ko Dekhna Bhi Gawara Nahi Kiya
Jab Tak Ali Ne Dekha Na Chehra Rasool Ka

Shehr-E-Khuda Na Banta To Banta Bhi Aur Kya
Bachpan Hi Se Jo Pala Huwa Tha Rasool Ka

Naara Raza Ka Lagta Hai Duniya Main Isliye
Ahmed Raza Ke Lab Pe Tha Naara Rasool Ka

Comments

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye Sare Gulam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Fatima Teri Chadar ka kya puchhna || फातिमा तेरी चादर का क्या पूछना || فاطمہ تیری چادر کا کیا پوچھنا || Lyrics

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar || मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर || Lyrics || Sandali Ahmad

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics Eng & hindi || Ahmed Raza Qadri

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

Hussain Ibn e Ali ne karbala me Ghar lutaya hai Lyrics

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu