Mere Aaqa ka taraana Dekho gaayega Zamaana Lyrics


Roman(ENG):

marhaba , marhaba , marhaba , ya mustafa !
marhaba , marhaba , marhaba , ya mustafa !

mere aaqa ka taraana dekho gaayega zamaana
aaj mai.n bhi sunau.n , aaj tum bhi sunaana

aaqa ka taraana , aaqa ka taraana , aaqa ka taraana
aaqa ka taraana , aaqa ka taraana , aaqa ka taraana

mere aaqa ka taraana , dekho gaayega zamana
sun ke aashiq machaltaa rahega, noor wale ka danka bajega

aaqa ka taraana , aaqa ka taraana , aaqa ka taraana

dil ka gunchaa khila , ruh ko sukh milaa
aaj tashreef laye habeeb-e-KHuda
zikr-e-mehboob kar , naat-e-sarkar pad
shab ko milad ki mehfilo.n se sajaa

ye zamane ko sunaa do , sari duniya ko batado
ab to aaqa ka sikka chalega , noor waale ka danka bajega

mere aaqa ka taraana , dekho gaayega zamana
aaj mai.n bhi sunau.n , aaj tum bhi sunaana

aaqa ka taraana , aaqa ka taraana , aaqa ka taraana

unka sikka to jaari kahaa.n na hua ? 
is zamee.n me.n hua , aasamaa.n me.n hua
kya arab , kya ajam , har jagaah me.n hua
unka charchaa rahegaa rahegaa sadaa

ye zamane ko sunaa do , sari duniya ko batado
ab to aaqa ka sikka chalega , noor waale ka danka bajega

mere aaqa ka taraana , dekho gaayega zamana
aaj mai.n bhi sunau.n , aaj tum bhi sunaana

aaqa ka taraana , aaqa ka taraana , aaqa ka taraana

noor waale ka nagma sunaate raho , leke naam-e-nabi muskuraate raho
yu.n risaalat ka naara lagaate raho , jalne waalo.n ko hardam jalaate raho

ye zamane ko sunaa do , sari duniya ko batado
ab to aaqa ka sikka chalega , noor waale ka danka bajega

mere aaqa ka taraana , dekho gaayega zamana
aaj mai.n bhi sunau.n , aaj tum bhi sunaana

aaqa ka taraana , aaqa ka taraana , aaqa ka taraana

hai munawwar ke dil ki yahi bas dua , ishq-e-ahmad me.n hi jaan nikle KHuda
jab janaaza utthe sab kahe.n ba hawa , noor waale ka dekho diwaana chalaa

ye zamane ko sunaa do , sari duniya ko batado
ab to aaqa ka sikka chalega , noor waale ka danka bajega

mere aaqa ka taraana , dekho gaayega zamana
aaj mai.n bhi sunau.n , aaj tum bhi sunaana

aaqa ka taraana , aaqa ka taraana , aaqa ka taraana




For More Miladunnabi naat
Click here

Comments

Post a Comment

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics / क्या मुहम्मद का प्यारा नहीं हूँ / کیا محمد کا پیارا نہیں ہوں

Ya Husain Ibne Ali Lyrics / या हुसैन इब्ने अली / یا حسین ابن علی in English Hindi Urdu

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar Lyrics / मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर / مرحبا مرحبا، اے علی کے پسر

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics / शाह सवार-ए-कर्बला की शाह सवारी को सलाम / شاہ سوارِ کربلا کی شاہ سواری کو سلام

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics / उस हुसैन इब्न-ए-हैदर पे लाखों सलाम / اس حسین ابنِ حیدر پہ لاکھوں سلام

अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन / اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلا سَیَّدْنا و مَولانا مُحَمّدٍ / Allah humma Sallay Ala Sayyidina Maulana Muhammadin

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

अल-मदद पीरान-ए-पीर या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर / المدد پیران پیر، یا غوثُ الاعْظَم دستگیر / Al Madad Peerane Peer gaus-e-aa'zam dastageer Lyrics

husain zindabaad zindabaad rahega || हुसैन ज़िंदाबाद ज़िंदाबाद रहेगा || حسین زندہ باد زندہ باد رہیگا || Lyrics

Madine Qafile Jate hai Main bhi Aaunga / मदीने काफिले जाते हैं में भी आऊंगा / مدینے قافلے جاتے ہیں میں بھی آؤں گا