Posts

Showing posts with the label miladunnabi

Nahi hai Amena ke laal ki misal nahi Lyrics / नहीं है आमेना के लाल की मिसाल नहीं / نہیں ہے آمنہ کے لال کی مثال نہیں

nahi hai amena ke laal ki misaal nahi nahi hai amena ke laal ki misaal nahi jamaal-e-mustafa ka to kahi jamaal nahi sabhi zubaano ki tareekh pad ke dekh liya zamaane bhar mein kahi teri ek bhi misaal nahi urooz aapke jood-o-karam ne bakhsha hai kasam khuda ki mera zarra bhi kamaal nahi tumhaare hurmato namaus par nikal aaye nahi hai degh koi, neza koi dhaal nahi har ek urooz ko humne zawaal dekha hai ye ek naat ka sooraj hai jise zawaal nahi tumhaari mohr-e-nubuwwat ka raag taari hai nigahein kaise uthaaye, koi majaal nahi ada ne dohre nabi ki misaal kaise ho ghulaam laakhon hain lekin koi bilaal nahi hasan husain hain jannat ke dono shahzaade nabi ki aal se badhkar to koi aal nahi ajab nahi hai ujagar vo roz haazir-e-dar mere nabi ke liye kuchh bhi to muhaal nahi नहीं है आमेना के लाल की मिसाल नहीं नहीं है आमेना के लाल की मिसाल नहीं जमाल-ए-मुस्तफा का तो कहीं जमाल नहीं सभी ज़ुबानों की तारीख़ पढ़ के देख लिया ज़माने भर में ...

Sarkar ka Milad Hamesha hi Saje ga Lyrics / सरकार का मिलाद हमेशा ही सजेगा / سرکار کا میلاد ہمیشہ ہی سجے گا

sarkar ka milaad hamesha hi saje ga Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri aaye aaye mere sarkar aaye mere dildar aaye mere ghamkhaar aaye sadiyon se ho raha hai ye kaise rukega sarkar ka milaad hamesha hi saje ga khushiyon ka sama hai masti mein jahaan hai milade nabi par har koi fida hai hamesha hamesha hamesha hi saje ga hamesha hamesha hamesha hi saje ga sarkar ka milaad hamesha hi saje ga chahat hai lagan hai duniya hi magan hai ghar ghar milaad ho sunni ka mission hai hamesha hamesha hamesha hi saje ga hamesha hamesha hamesha hi saje ga yun sarware aalam ka milaad manayein aaqa ki har ada ko zindagi mein layein apne nabi ki sunnat chehre pe bhi sajaayein ghairon ki mahobbat ko ab dil se nikaalein khushiyon ka sama hai masti mein jahaan hai milade nabi par har koi fida hai hamesha hamesha hamesha hi saje ga hamesha hamesha hamesha hi...

Aye Jalwaa-e-Janaana Lyrics / ऐ जल्वा-ए-जानाना / اے جلوۂ جانانا

aye jalwaa-e-janaana Naat-Khwaan: Gulam Mustafa aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana ek baar karam farmaana mere khwaab mein aajana aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana hasrat hai ke anwaar-e-sarkaare umam dekhein aankhein bhi to hon aisi jin aankhon se ham dekhein aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana roze ke tasawwur mein noor noor hai chehre par aaeena hamein dekhe aaeene ko ham dekhein aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana ham chhod ke is dar ko barbaad hue kya kya is dar se lipat jaayein fir unka karam dekhein aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana har naksh hi roze ka hai jannati nazaara kis naksh ko ham chumein kis naksh ko ham dekhein aye jalwaa-...

Jashne Aamade Rasool Allah hi Allah Lyrics / जश्न-ए-आमद-ए-रसूल अल्लाह ही अल्लाह / جشنِ آمدِ رسول اللہ ہی اللہ

jashne aamad-e-rasool allah hi allah jashne aamad-e-rasool allah hi allah bibi aamena ke phool allah hi allah jabke sarkaar tashrif laane lage hooro gilmaan bhi khushiyaan manaane lage har taraf noor ki roshni chhaa gayi mustafa kya mile zindagi mil gayi aye halima teri god mein aa gaye donon aalam ke rasool allah hi allah chehra-e-mustafa jab dikhaya gaya juk gaye taare aur chaand sharma gaya aamena dekh kar muskaraane lagi hawwa mariyam bhi khushiyaan manaane lagi aamena bibi sab se ye kehne lagi dua ho gayi qubool allah hi allah shaadiyaane khushi ke bajaaye gaye shaad ke nagme sab ko sunaaye gaye har taraf shor salle ‘ala ho gaya aaj paida habeebe khuda ho gaya fir to jibreel ne bhi ye aelaan kiya ye khuda ke hain rasool allah hi allah jinka saaya zameen par na paaya gaya noor se noor dekho juda na hua ham ko abid nabi par bada naaz hai ky...

Muhammad Nabina Bi Nooru Hadeena / मुहम्मद नबिना बि नूरु हदीना / محمد نبینا بِنُورُ حدینا

muhammad nabina bi nooru hadeena Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri ya shaahe madina ya shaahe madina ya shaahe madina ya shaahe madina tere dar pe shaha main aaun, aur jholi ko failaaun sab mann ki muraadein paaun, is dar se kahin naa jaaun ya mustafa... ya mustafa muhammad nabina bi nooru hadeena mim-makka habibee nooru sata-al madina ya shaahe madina ya shaahe madina teri judaai mein aaqa jhaltaa hai ye seena ya mustafa... ya mustafa ya mustafa... ya mustafa ya shaahe madina ya shaahe madina ye betaab nigaahen, ab to ashq bahaayen dil deta hai sadaayein, qadmon mein bulaayen gardish mein hai sitaara, mushkil ho gaya jeena muhammad nabina bi nooru hadeena mim-makka habibee nooru sata-al madina ya shaahe madina ya shaahe madina ya mustafa... ya mustafa tez bahot hai dhaara, mera kaun sahaara kardo ek ishaara, tufaan bane kinaar...

rab ne arz-o-samaan hai sajaaye Lyrics / रब ने अर्ज़-ओ-समां है सजाए / رب نے ارض و سماں ہے سجائے

rab ne arz-o-samaan hai sajaaye Naat-Khwaan: Imran Shaikh Attari noor wala aamina bibi ke ghar mein aaya hai haq ne paida aaj apne pyaare ko farmaaya hai aaye aaye aaye aaye nabi aaye nabi aaye aaye rab ne arz-o-samaan hai sajaaye qudsiyon ne qaside hai gaaye aashiqon ne ye naare lagaaye nabi aaye aaye nabi aaye aaye jinki aamad ki nabiyon ne di hai khabar chaand wal fajr ka ho gaya jalwagar aaye makke mein jab rashk-e-shams-o-qamar saj gayi har gali har gali har nagar nabi aaye aaye nabi aaye aaye rab ne arz-o-samaan hai sajaaye... ban ke noor-ul-huda aa gaye mustafa un ki tazeem mein khaana-e-kaaba jhuka mere lajpaal aaqa ke hi noor se zarra zarra har ek jagmagaane laga nabi aaye aaye nabi aaye aaye rab ne arz-o-samaan hai sajaaye... zinda dar gor karti thi jo betiyan un se milne laga betiyon ko amaan zaat-e-baa...

Nabi ka Jashna Aaya Chand Taaron Jhumte rehna Lyrics / नबी का जश्न आया चाँद तारों झूमते रहना / نبی کا جشن آیا چاند تاروں جھومتے رہنا

nabi ka jashn aaya chaand taaron jhumte rehna marhaba marhaba marhaba ya mustafa marhaba marhaba marhaba marhaba ya mustafa marhaba nabi ka jashn aaya chaand taaron jhumte rehna nabi ke naam par aye naam-daaron jhumte rehna marhaba marhaba marhaba ya mustafa marhaba jahaan mein noor le kar noor waala aane waala hai mere hamrah tum bhi dil ke taaron jhumte rehna marhaba marhaba marhaba ya mustafa marhaba marhaba aaqa ki aamad marhaba daata ki aamad marhaba maula ki aamad marhaba manja ki aamad marhaba aala ki aamad marhaba aula ki aamad marhaba sohne ki aamad marhaba jaana ki aamad marhaba marhaba marhaba marhaba ya mustafa marhaba gali kunche saja dena hare jhande laga dena taqaaza ishq ka hai mere yaaron jhumte rehna marhaba marhaba marhaba ya mustafa marhaba nabi-e-sarware kaunain ki aamad ke lamhon mein duroode paak padte padte saron jhumte...

Duniya ka Sabse bada Jashn hai Lyrics / दुनिया का सबसे बड़ा जश्न है / دنیا کا سب سے بڑا جشن ہے

duniya ka sabse bada sabse bada jashn hai Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri assalamu alayk ya ya rasulallah assalamu alayk ya habeebi ya nabiyallah saj gayi hai ye zameen, saj gaya hai aasmaan mustafa ke noor se saj gaya hai kul jahaan marhaba marhaba marhaba ya mustafa salle ala duniya ka sabse bada sabse bada jashn hai mere sarkaar ke milaad ka ye jashn hai aaqa ka jashn hai, maula ka jashn hai pyaare ka jashn hai jashn hai jab baarwi ka chaand zamaane pe chha gaya but gir gaye zameen pe shaitaan ro pada taare bhi joom joom ke qadmon mein gir gaye kaaba bhi mustafa ki salaami ko jhuk gaya saj gayi hai ye zameen, saj gaya hai aasmaan mustafa ke noor se saj gaya hai kul jahaan marhaba marhaba marhaba ya mustafa salle ala duniya ka sabse bada sabse bada jashn hai mere sarkaar ke milaad ka ye jashn hai sabse bada hai jashn khuda ke habeeb ka jinke tu...

Ho Karam Sarkar ab to ho gaye gam beshumar Lyrics / हो करम सरकार अब तो हो गए गम बे-शुमार / ہو کرم سرکاراب تو ہو گئے غم بے شمار

ho karam sarkar ! ab to ho gae Gam be-shumaar Naat-Khwaan:  Owais Raza Qadri ho karam sarkar ! ab to ho gae Gam be-shumaar jaan-o-dil tum par fidaa, aye do jahaa.n ke taajdaar ! ho karam sarkar ! ab to ho gae Gam be-shumaar mai.n akela aur masaaeel zindagi ke be-shumaar aap hi kuchh kijiye na aye shahe aali waQaar ! ho karam sarkar ! ab to ho gae Gam be-shumaar yaad aata hai tawaaf-e-KHaana-e-Ka'ba mujhe aur lipatna multazam se waalehana baar-baar ho karam sarkar ! ab to ho gae Gam be-shumaar sang-e-aswad chum kar milta mujhe kayf-o-suroor chain paata dekh kar dil mustajaab -o- mustajaar ho karam sarkar ! ab to ho gae Gam be-shumaar ya KHuda ! dikhla hateem-e-paak meezab-o-makaam aur safa marwaah mujhe baher-e-rasool-e-zee-waqaar ho karam sarkar ! ab to ho gae Gam be-shumaar ja raha hai Kafila taybaah nagar rota hua mai.n raha jaata hu.n tanha aye habeeb-e-kirdagaar ! ho karam sarkar ! ab to ho gae Ga...

Noor wale Mustafa Aa gaye Chha gaye Lyrics / नूर वाले मुस्तफ़ा आ गए छा गए / نور والے مصطفیٰ آ گئے چھا گئے

noor wale mustafa aa gaye chha gaye Naat-Khwaan:  Hafiz Tahir Qadri noor wale mustafa aa gaye chha gaye noor wale mustafa aa gaye chha gaye noor wale mustafa shehre aalam mein aa gaye dekhte hi dekhte saare jahan pe chha gaye jagmagaai hai ye duniya mustafa ke noor se mehr chamka maag chamka mustafa ke noor se jashne aaqa par sajin galiyaan sitaron ki tarha dil mein khushiyan raks karti hein bahaaron ki tarha doston dekho to sahi kaisi galiyaan saji hui hein kaisi ronakein lagi hui hein har taraf khushiyan hi khushiyan hein har taraf jande hi jande hein har jagah marhaba ya mustafa ki sadaein buland ho rahi hein marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa sarkar ki aamad ...... marhaba dildar ki aamad ...... marhaba huzur ki aamad ...... marhaba purnoor ki aamad ...... marhaba mubarak ho wo shah parde se bah...

Lahu ka katra katra Baha deinge kasam se Lyrics in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

lahu ka katra katra baha deinge kasam se lahu ka katra katra baha deinge kasam se nabi pe jaan apni luta deinge kasam se mustafa ki shaan pe na aanch aane deinge ham ba khuda sehna pada jo bhi hamein seh leinge ham gulam-e-mustafa hein bata deinge kasam se nabi pe jaan apni luta deinge kasam se mustafa ke dushmanon ko khoon mein nehlaaeinge har taraf se kaafiron pe maut ban ke aaeinge sabak ham munkiron ko sikha deinge kasam se nabi pe jaan apni luta deinge kasam se zindagaani mein fakat hai aap se hi roshni the andhere hi andhere aap ne di roshni shahaadat ke diye ham jala deinge kasam se nabi pe jaan apni luta deinge kasam se maut se kya khauf hamko hai kafan se dosti hai sada-e-haq labon pe hai gulaamaan-e-nabi nishaan saare tumhare mita deinge kasam se nabi pe jaan apni luta deinge kasam se daulat-e-imaan se seene chamakte hein suno ham se na uljo nabi ke deen ke aye dushmanon rakkhoge yaad aesi saza deinge kasam se nabi pe jaan apni luta deinge kasam se sabz gumbad ke khayaalon m...

Main Aesi Ummat se hun jiska naara Ya Rsulallah Lyrics in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

main aesi ummat se hun jiska naara ya rasulallah main aesi ummat se hun jiska naara ya rasulallah bada badbakht bada munkir jo is naare se jalta hai ye naara ya rasulallah lagana ham na chhodeinge pukaaro ya rasulallah pukaaro ya rasulallah ham unke ummati hein jinke aaqa rehmat-e-aalam qayaamat mein hamari jo shafaa-at bhi karaayeinge abhi bhi waqt hai aaja mere aaqa ki chokhat par ye keh do mein tumhara hun tumhara ya rasulallah

लब पे सल्ले अला के तराने / لب پہ صل علی کے ترانے / Lab pe Salle Ala ke Tarane Lyrics

lab pe salle ala ke taraane Naat-Khwaan: Owais Raza Qadri lab pe salle ala ke taraane ashk aankhon mein aaye hue hain ye hawa ye faza keh rahi hai aap tashreef laaye hue hain jinki khaatir ye aalam banaya laamakaan jin ko rab ne bulaaya aye halima ye tera muqaddar wo tere ghar mein aaye hue hain main madine ki galiyon pe qurbaan jin se guzre hain shahe madina is tarah se mehak rahe hain raaste itr jaise lagaye hue hain aaj poori hui dil ki hasrat kyun na jee bhar ke kar lun ziyaarat qabr mein apna jalwa dikhaane mere sarkar aaye hue hain hai hasan mehwe jamaal-e-ru-e-dost aye nakirain is se phir lena jawab qabr mein apna jalwa dikhaane mere sarkar aaye hue hain naam nabiyon ke beshak bade hain azmaton ke nageene jade hain muqtadi banke pichhe khade hain wo jo pehle se aaye hue hain ye hawa ye faza keh rahi hai aap tashreef laaye hue hain लब पे सल्ले अला के तराने लब पे सल्ले अला के तराने अश्क आँखों में आये हुए हैं ये हवा ये फ़ज़ा कह रही है आप तशरीफ़ लाये हुए हैं जिनकी खातिर ये ...

Madine ke Aaqa Salamun Alaik Lyrics / मदीने के आक़ा, सलामुन अलैक / مدینے کے آقا سَلاَمٌ عَلَيْكَ

Image
madine ke aaqa ! salamun 'alaik madine ke aaqa ! salamun 'alaik do 'aalam ke daata ! salamun 'alaik zamee.n me.n muhammad, zamaa.n me.n muhammad makee.n me.n muhammad, makaa.n mein Muhammad har ek shay me.n jalwa rasool-e-KHuda ka salamun 'alayk, salamun 'alayk madine ke aaqa ! salamun 'alaik do 'aalam ke daata ! salamun 'alaik gunaaho.n ne gera . khataao.n ne gera musibat ne gera , balaao.n ne gera bacha lijiyega , bacha lijiyega salamun 'alayk, salamun 'alayk madine ke aaqa ! salamun 'alaik do 'aalam ke daata ! salamun 'alaik hamari bhi qismat banaado nabiji nasibaa.n bhi soya jagaado nabiji hame.n apna roza dikhaa-dijiyega hame.n fir madina bula lijiyega salamun 'alayk, salamun 'alayk madine ke aaqa ! salamun 'alaik do 'aalam ke daata ! salamun 'alaik na daulat talab hai , na shohrat talab ha...

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics / हमने आँखों से देखा नहीं है मगर / in English Hindi and Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

Image
humne aa.nkho.n se dekha nahi.n hai magar humne aa.nkho.n se dekha nahi.n hai magar, unki taswiir siine me.n maujuud hai, jis ne laa kar kalaam-e-ilaahii diya, wo mohammad madine me.n maujuud hai, hai nazar me.n jamaal -e-habiib-e-KHuda, unki taswiir siine mei.n maujuud hai, jis ne laa kar kalaam-e-ilaahii diya, wo mohammad madine mei.n maujuud hai, humne aa.nkho.n se dekha nahi.n hai magar, unki taswiir siine me.n maujuud hai, jis ne laa kar kalaam-e-ilaahii diya, wo mohammad madine me.n maujuud hai, phool khilte he.n pa.D karke salle-'ala, ...

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics / क्या मुहम्मद का प्यारा नहीं हूँ / کیا محمد کا پیارا نہیں ہوں

Ya Husain Ibne Ali Lyrics / या हुसैन इब्ने अली / یا حسین ابن علی in English Hindi Urdu

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar Lyrics / मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर / مرحبا مرحبا، اے علی کے پسر

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics / शाह सवार-ए-कर्बला की शाह सवारी को सलाम / شاہ سوارِ کربلا کی شاہ سواری کو سلام

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics / उस हुसैन इब्न-ए-हैदर पे लाखों सलाम / اس حسین ابنِ حیدر پہ لاکھوں سلام

अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन / اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلا سَیَّدْنا و مَولانا مُحَمّدٍ / Allah humma Sallay Ala Sayyidina Maulana Muhammadin

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

अल-मदद पीरान-ए-पीर या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर / المدد پیران پیر، یا غوثُ الاعْظَم دستگیر / Al Madad Peerane Peer gaus-e-aa'zam dastageer Lyrics

husain zindabaad zindabaad rahega || हुसैन ज़िंदाबाद ज़िंदाबाद रहेगा || حسین زندہ باد زندہ باد رہیگا || Lyrics

Madine Qafile Jate hai Main bhi Aaunga / मदीने काफिले जाते हैं में भी आऊंगा / مدینے قافلے جاتے ہیں میں بھی آؤں گا