Posts

Mere Aaqa Madine mein Muje bhi ab bula lijiye Lyrics / मेरे आका मदीने में मुझे भी अब बुला लीजिए / میرے آقا مدینے میں مجھے بھی اب بلا لیجیے

mere aaqa madine mein muje bhi ab bula lijiye Naat-Khwaan:  Shahana Shaikh mere aaqa madine mein muje bhi ab bula lijiye tarasti hein meri aankhein muje roza dikha dijiye mahekti hein wo rahein jinse aaqa aap hein guzre muje bhi un gali kuchon mein rehne ki jagah dijiye ladi sanson ki ye aaqa na jaane kab bikhar jaye bula lijiye madine aur kadmon mein basa lijiye dukhon ne gair rakha hai gamon ki dhoop hai sar par thikaana gumbade khazra ke saaye mein ata kijiye mawaja samne ho jis hadi ye dam nikal jaye baqi-e-paak hi aaqa mera madfan bana dijiye aqidat se bhi la nalayn jis dar saiyyeda aayi mujhe bhi saiyedo shohda ki wo chokhat dikha dijiye kabhi mein jhaliyan thamun basa kar panjatan dil mein ali o fatima hasanain ka sadqa ata kijiye sitaaron kehkashaon se madine ki gubaar achchhi muyassar ho agar kaatib to aankhon se laga lijiye मेरे आका मदीने में मुझ...

Meri Aankhein Tarasti hein Ya Rabb Lyrics / मेरी आंखें तरसती हैं या रब / میری آنکھیں ترستی ہیں یا رب

meri aankhein tarasti hain ya rabb meri aankhein tarasti hain ya rabb mujhko baagh-e-madina dikha de pyaar se zindagi dene waale mujhko pyaare nabi se mila de leke talwaar farooq ghar se qatl karne chale the nabi ko paas pahunche to ki arz ro kar mere mehboob kalma padha dein tan pe kha kha ke zaalim ke kode hans ke bole bilaal-e-habashi main na chhodunga daaman nabi ka be-haya chahe jitni saza de karbala mein husain ibn-e-haidar haq se farmaya khoon mein naha kar taaj-e-shaahi yazeedon ko de kar mujhko jaam-e-shahaadat pila de मेरी आंखें तरसती हैं या रब मेरी आंखें तरसती हैं या रब मुझको बाग़-ए-मदीना दिखा दे प्यार से ज़िंदगी देने वाले मुझको प्यारे नबी से मिला दे लेके तलवार फ़ारूक़ घर से क़त्ल करने चले थे नबी को पास पहुँचे तो की अर्ज़ रो कर मेरे महबूब कलमा पढ़ा दें तन पे खा खा के ज़ालिम के कोड़े हँस के बोले बिलाल-ए-हब...

Fatima ki Dua ka Asar hai Husain Lyrics / फ़ातिमा की दुआ का असर है हुसैन / فاطمہ کی دعا کا اثر ہے حسین

fatima ki dua ka asar hai husain ya husain! maula husain! ya husain! maula husain! nabi ka lakhte jigar, noor-e-‘ain likh dena ali ka laadla, zahra ka chain likh dena kisi bhi daur mein mazloom ki himayat mein zameen-e-zulm-o-sitam par husain likh dena fatima ki dua ka asar hai husain haidari sher hai aur nidar hai husain hai gawaah ispe maidan-e-karbobala aa rahi hai ye tareekh se bhi sada zer gustakh hai aur zabar hai husain haidari sher hai aur nidar hai husain maula imaam husain, maula imaam husain maula imaam husain, maula imaam husain ho bayaan kaise fazl-o-kamaal-e-husain har jagah hai nabi ko khayaal-e-husain hain nabi sajde mein, pusht par hain husain haidari sher hai aur nidar hai husain ibn-e-saad o shimr ho ya ibn-e-ziyaad ibn-e-haidar ke dushman hain sab bad-nihaad mar gaye saare, zinda magar hai husain haidari sher hai aur nidar hai h...

Mera Badshah Husain hai Lyrics / मेरा बादशाह हुसैन है / میرا بادشاہ حسین ہے

mera badshah husain hai shah ast husain badshah ast husain deen ast husain deen panah ast husain sar daad na daad dast dar dast-e-yazeed hakkā ke binā-e lā ilāha ast husain ye baat kis qadar haseen jo keh gaye mueenuddin ke deen ki panah husain hai mera husain hai mera badshah husain hai aman ka mehromāh bhi jo shāhon ka hai shāh bhi aisa badshah husain hai mera husain hai mera badshah husain hai kare koi jo hamsāri kisi ki kya majāl hai husain har lihāz se jahāñ mein be-misāl hai ye ho chukā hai faislā na koi dusrā hasan na koi dusrā husain hai mera husain hai mera badshah husain hai hidāyat-e-husain par amal karo ai mo’minon raheñge ham bahisht mein yaqīn rakho ai mo’minon qabool hogi har du'ā kisi se kyun dareñ bhala hamārā wāsta husain hai mera husain hai mera badshah husain hai du’āoñ mein nidāoñ mein jo wāsta ise banāyega bahisht ki jo rāhoñ kā rāstā ise banāyega na wāste mein toṛ hai na rāste mein moṛ hai aisi sīdhi rāh husa...

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics / उस हुसैन इब्न-ए-हैदर पे लाखों सलाम / اس حسین ابنِ حیدر پہ لاکھوں سلام

us husain ibn-e-haidar pe laakhon salaam ya husain ya husain ya husain ya husain kar liya nosh jisne shahadat ka jaam us husain ibn-e-haidar pe laakhon salaam assalaam aye husain ibn-e-haidar assalaam aye husain ibn-e-haidar jinko dhokhe se kufe bulaya gaya jinko baithe bithaye sataya gaya jinke bachon ko pyasa rulaya gaya jinki gardan pe khanjar chalaya gaya us husain ibn-e-haidar pe laakhon salaam assalaam ya husain, assalaam ya husain assalaam ya husain, assalaam ya husain jinka jannat se joda mangaya gaya jinko dosh-e-nabi pe bithaya gaya zeher bhai ko jiske pilaya gaya jisko teeron se chhalli karaya gaya assalaam aye husain ibn-e-haidar assalaam aye husain ibn-e-haidar jisne haq karbala mein ada kar diya apne nana ka wada wafa kar diya sab kuch ummat ki khaatir fida kar diya ghar ka ghar bhi supurde khuda kar diya us husain ibn-e-hai...

Badshah Husain Husain Badshah Husain Lyrics / बादशाह हुसैन हुसैन बादशाह हुसैन /بادشاہ حسین حسین بادشاہ حسین || Nadeem Sarwar

badshah husain husain badshah husain Naat-Khwaan: Nadeem Sarwar badshah husain husain badshah husain badshah husain husain badshah husain ye deen panahi ka sharaf kisko mila hai ye kiska lakab hai jo saare arsh likha hai badshah husain husain badshah husain badshah husain husain badshah husain ajmer ke khwaja ne ye sach khoob kaha hai la-rayb ke shabbir hi kalme ki baqa hai badshah husain husain badshah husain badshah husain husain badshah husain shah ast husain badshah ast husain deen ast husain deen panah ast husain sar daad na daad dast dar daste yazeed haqqaqe bina-e-lailaha ast husain badshah husain husain badshah husain badshah husain husain badshah husain karbo bala ishq-e-khuda ishq ka tu sultan husain shah husain badshah husain deen ast husain deen panah ast husain maula bada kaam kiya deen-e-khuda aam kiya kar na saka k...

Mera Maula Maula Husain hai Lyrics / मेरा मौला मौला हुसैन है / میرا مولا مولا حسین ہے

mera maula maula husain hai Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri mera maula maula husain hai mera maula maula husain hai jo hua nawasa-e-mustafa wo ali ka beta husain hai jo yazidiyat ko fanaah kare shahe karbala wo husain hai bibi fatima ka wo ladla mera badshah wo husain hai mera maula maula husain hai mera maula maula husain hai kya sunaun waqia-e-karbala haaye teer neza kahaan laga jise chumte rahe mustafa wo husaini sar tha kata hua saara ghar ka ghar bhi luta diya wo jo kar gaya wo husain hai mera maula maula husain hai mera maula maula husain hai yahi bole hazrat-e-hurr shaha ya husain aap ka shukriya ke yazidiyon se nikal kar jo husainiyon mein bitha diya mujhe manzilon ka pata diya mera rehnuma wo husain hai mera maula maula husain hai mera maula maula husain hai wo bhi banda kitna ajeeb hai jo kahe yazeed...

Husain Mere hein Lyrics /हुसैन मेरे हैं / حسین میرے ہیں

husain mere hain Naat-Khwaan: Hafiz Ahmed Raza Qadri maula husain hai mera maula husain hai husaino minni wa ana minal husain husaino minni wa ana minal husain mujhe hai naaz ke maula husain mere hain yahi to kehti hai duniya husain mere hain husain mere hain husain mere hain husain mere hain husain mere hain ye rukh hawa-e-zamana ka jisne fera hai tera wo ek hi sajda husain mere hain husain mere hain husain mere hain husain mere hain husain mere hain qaza ke baad fir mujhe nayi hayat mil gayi azaab se aur taab se mujhe nijaat mil gayi sawaal jab kiya gaya to maine keh diya husain hain maula husain hai mera maula husain hai unhi ke naam ka taweez pahenu khushboo kar milega deen ka jazba husain mere hain husain mere hain husain mere hain husain mere hain husain mere hain dahan husain ka aur thi zabaan aaqa ki labon ka lete the bosa husain m...

main husain hoon Lyrics / मैं हुसैन हूं / میں حسین ہوں

main husain hoon, main husain hoon main husain hoon, main husain hoon main husain hoon, main husain hoon main ghula-e-shaah-e-kaunain hoon main husain hoon, main husain hoon dil-e-murtaza ka main chain hoon main husain hoon, main husain hoon main shabiha-e-sarwar-e-do jahan mera lafz lafz hai haq nishaan haan main shaah-e-khuld-e-bari bhi hoon main ali ki rooh ka chain hoon main husain hoon, main husain hoon kis ne kaha ke main aam hoon main imaam ibne imaam hoon main hurmat-e-haramain hoon main husain hoon, main husain hoon main khuda ke sher ka laal hoon shaah-e-do jahan ki main aal hoon mera baba ilm ka baab hai dil-e-fatima ka main chain hoon main husain hoon, main husain hoon main husain hoon, main husain hoon main husain hoon, main husain hoon main sawaar-e-dosh-e-rasool hoon chaman-e-ali ka main phool hoon mere sar p...

Ali ke Lakhte Jigar Lyrics / अली के लख़्त-ए-जिगर / علی کے لختِ جگر

tera husain mera husain Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri tera husain mera husain sabka husain maula husain ya shaheede karbala ya shaheede karbala mere khuda ki riza hai ali ke lakhte jigar nabi ke deen pe fida hai ali ke lakhte jigar shehzaada ali ka pyaara hai nabi ka zahra ka ladla mahboob sabhi ka faqeeron aayo sadaa de rahe hain ye abbas sarapa baabe sakha hain ali ke lakhte jigar shehzaada ali ka pyaara hai nabi ka zahra ka ladla mahboob sabhi ka husaini khoon se wo inqilab aaya hai mita hai kufr baqa hai ali ke lakhte jigar tera husain mera husain sabka husain maula husain mere rasool ne sardaar-e-khuld inko chuna tabhi to sabse juda hain ali ke lakhte jigar shehzaada ali ka pyaara hai nabi ka zahra ka ladla mahboob sabhi ka ukhaad phenko jahaan se yazeediyat ka alam tumhare saath sadaa hain ali ke lakhte jigar ...

Meri Jaan Husain imaan husain Lyrics / मेरी जान हुसैन, ईमान हुसैन / میری جان حسین، ایمان حسین

meri jaan husain imaan husain Naat-Khwaan: Hafiz Ahmed Raza Qadri husain husain husain husain meri jaan husain imaan husain mera maan husain pahechaan husain wo dil hi kya ke jisme samoya nahin husain behtar hai wo ke jisne khoya nahin husain meri jaan husain... meri jaan husain... meri jaan husain... meri jaan... kehdo hawa se jaa kar ab shor naa kare tayba se karbala tak soyaa nahin husain libaas hai fataa hua ghubaar mein ataa hua tamaam jism-e-naazneen chhida hua kataa hua ye kaun zee-waqaar hai bala ka shah-sawaar hai ke hai hazaaron qaatilon ke samne dataa hua ye bil-yaqeen husain hai nabi ka noor-e-‘ain hai ke jiski ek zarb se kamaale fann-e-harb se kai shaqeen gire hue tadap rahe hain qarb se ye kaun haqq-parast hai maa-e-raza se mast hai ke jiske samne koi buland hai na past hai udhar hazaar ghaat hain magar ajeeb baat hai ke ek s...

Dare Nabi Par Ye Umar Beetay Lyrics / दर-ए-नबी पर ये उम्र बीते / درِ نبی پر یہ عمر بیتے

dar-e-nabi par ye umar beete, ho hampe lutf-e-dawaam aisa Naat Khwan :  Hafiz Tahir Qadri Hafiz Ahmad Raza Qadri dar-e-nabi par ye umar beete, ho hampe lutf-e-dawaam aisa madine waale kahei.n makaami, ho unke dar pe qayaam aisa dar-e-nabi par ye umar beete, ho hampe lutf-e-dawaam aisa bilaal tujh par nisaar jaau.n, ke khud nabi ne tujhe kharida naseeb ho to naseeb aisa, ghulaam ho to ghulaam aisa dar-e-nabi par ye umar beete, ho hampe lutf-e-dawaam aisa namaaz aqsa mei.n jab padaaee, to ambiya aur rusool ye bole namaaz ho to namaaz aisi, imaam ho to imaam aisa dar-e-nabi par ye umar beete, ho hampe lutf-e-dawaam aisa labo.n pe naam-e-nabi jab aaya, gurez-paa haadaso.n ko paaya jo Taal deta hai mushki...

Jo Dar Kaabe ka khulwaae Use Farooq kehte hein Lyrics / जो दर काबे का खुलवाए उसे फ़ारूक़ कहते हैं / جو درِ کعبہ کا کھلوائے اُسے فاروق کہتے ہیں

jo dar kaabe ka khulwaaye use farooq kehte hain salaam salaam salaam ya umar salaam salaam salaam ya umar ya umar... ya umar... umar ka daman na chhodenge umar ka daman na chhodenge zamaana jaanta hai ke muraade mustafa hai wo niraali shaan hai uski khalifa dusra hai wo ali bhi jiska ho jaaye use farooq kehte hain jo dar kaabe ka khulwaaye use farooq kehte hain gali gali nagar nagar umar umar umar umar gali gali nagar nagar umar umar umar umar sitaaron ke barabar nekiyaan jiski bataate hain jise siddiq-e-akbar jaan-nasheen apna banaate hain jise farooq keh kar pyaar se aaqa bulaate hain jise duniya mein jannat ki bashaarat bhi sunaate hain naseeban aisa jo paaye use farooq kehte hain jo dar kaabe ka khulwaaye use farooq kehte hain jidhar se dekhiye farooq ek dafaa guzar jaaye nahin shaitaan ki himmat ke bhoole se udhar jaaye umar to naam hai aisa munaafiq su...

All Time Favorite

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics / क्या मुहम्मद का प्यारा नहीं हूँ / کیا محمد کا پیارا نہیں ہوں

Ya Husain Ibne Ali Lyrics / या हुसैन इब्ने अली / یا حسین ابن علی in English Hindi Urdu

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar Lyrics / मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर / مرحبا مرحبا، اے علی کے پسر

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics / शाह सवार-ए-कर्बला की शाह सवारी को सलाम / شاہ سوارِ کربلا کی شاہ سواری کو سلام

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics / उस हुसैन इब्न-ए-हैदर पे लाखों सलाम / اس حسین ابنِ حیدر پہ لاکھوں سلام

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

Al Madad Peerane Peer / अल-मदद पीरान-ए-पीर / Lyrics in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

husain zindabaad zindabaad rahega || हुसैन ज़िंदाबाद ज़िंदाबाद रहेगा || حسین زندہ باد زندہ باد رہیگا || Lyrics

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से / Lyrics in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics