Posts

Showing posts with the label dawat e islami

इज़्न-ए-तैबा मुझे सरकार-ए-मदीना दे दो / Izn-e-Taiba Mujhe Sarkar-e-Madina dedo Lyrics / اِذنِ طیبہ مجھے سرکارِ مدینہ

izn-e-taiba mujhe sarkar-e-madina dedo izn-e-taiba mujhe sarkar-e-madina dedo le chale mujhko jo tayba wo safeena dedo yaad-e-tayba mein tadapne ka kareena dedo chashm-e-tar soze jigar shahe madina dedo chaar yaaron ka tujhe wasita deta hoon shaha apna gham mujhko shahensha-e-madina dedo sadqa shahzadi-e-kaunain ka pyare aaqa mujhko dedo mere sarkar-e-madina dedo waqt-e-akhir hai chali jaan rasool-e-akram ik jhalak apni shahensha-e-madina dedo kasrat-e-maal ki aadat se bacha kar aaqa apne attar ko ulfat ka khazeena dedo इज़्न-ए-तैबा मुझे सरकार-ए-मदीना दे दो इज़्न-ए-तैबा मुझे सरकार-ए-मदीना दे दो ले चलें मुझको जो तैबा वो सफीना दे दो याद-ए-तैबा में तड़पने का करीना दे दो चश्म-ए-तर, सोज़-ए-जिगर, शाह-ए-मदीना दे दो चार यारों का तुझे वसीला देता हूं शाहा अपना ग़म मुझको शहंशाह-ए-मदीना दे दो सदक़ा शहज़ादी-ए-कौनैन का प्यारे आका मुझको दे दो, मेरे ...

Afsos bahot door hun gulzare nabi se Lyrics / अफ़सोस बहुत दूर हूँ गुलज़ार-ए-नबी से / افسوس بہت دور ہوں گلزارِ نبی سے

afsos bahot door hun gulzare nabi se afsos bahot door hun gulzare nabi se kaash aaye bulawa muje darbare nabi se ulfat hai muje gaisu-e-khamdare nabi se abru o palak aankh se rukhsare nabi se sadke mein mere gaus ke ho door andhera turbat ho munawwar meri anwar-e-nabi se ae zaeer-e-tayba ye dua kar mere haq mein mujko bhi bulawa mile darbar-e-nabi se ushshaq ke aansu nahin thamte dame rukhsat jab suu-e-watan jate hein darbar-e-nabi se jalwon se khudaya mera sina ho madina aankhen bhi hon thandi meri deedar-e-nabi se attar hai imaan ki hifazat ka sawali khali nahin jayega ye darbare nabi se अफ़सोस बहुत दूर हूँ गुलज़ार-ए-नबी से अफ़सोस बहुत दूर हूँ गुलज़ार-ए-नबी से काश आए बुलावा मुझे दरबार-ए-नबी से उल्फ़त है मुझे गेसू-ए-ख़मदार-ए-नबी से अब्रू ओ पलक आँख से रुख़सार-ए-नबी से सदके में मेरे ग़ौस के हो दूर अंधेरा तुरबत हो मुनव्वर मेरी अनवार-ए-न...

Alwada Alwada Mahe Ramzan Lyrics / अलवदा अलवदा माहे रमज़ान / by Owais Raza Qadri in English ~ Hindi

qalb-e-aashik hai ab paara-paara qalb-e-aashik hai ab paara-paara alwada alwada maah-e-ramzaan ulfat-e-hijr-o-furkat ne maara alwada alwada maah-e-ramzaan tere aane se dil khush hua tha aur zaukq-e-'ibaadat badhaa tha aah ! ab dil pe hai gham ka ghalba alwada alwada maah-e-ramzaan bazm-e-iftaar sajti thi kaisi khub saheri ki ronak bhi hoti ho gaya sab sama suna-suna alwada alwada maah-e-ramzaan be-karaari badhi jaa rahi hai hijr ki ab gadi aa rahi hai dil hua jaata hai paara-paara alwada alwada maah-e-ramzaan kuchh na husn-e-'amal kar saka hu.n nazr chand ashk mei.n kar raha hu.n bas yahi hai mera kul asaasa alwada alwada maah-e-ramzaan tujhpe laakho.n salaam maah-e-ramzaa.n tumpe laakho.n salaam maah-e-ghufraan jaao haafiz KHuda ab tumhaara alwada alwada maah-e-ramzaan jab guzar jaaeinge maah gyaaraah teri aamad ka phir shor hoga kya meri zindagi ka bharosa alwada alwada maah-e-ramzaan waasta tujhko pyaare nabi ka roz-e-maheshar hamei.n na bhul jaana roz-e-maheshar hamei.n...

Ya Rasool allahi Unzur ha lana Lyrics English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

ya rasulallahi unzurha lana ya rasulallahi unzurha lana ya habiballahi isma-kaalana innani fi bahri hammim mugraqan khuziyati sahillana ashkaalama ya nabi chashme karam farmaiye darguzar har ek khata farmaiye gumbade khazra ke jalwe ho naseeb ye karam ya mustafa farmaiye aapke qadmon mein ho jaaun shahid aur kuchh sabak aesa shaha farmaiye ya rasulallah meri magfirat ho khuda se ye dua farmaiye istikaamat deen par ham ko ata az paye gauso raza farmaiye nei-mate akhlaak kar dijiye ata ye karam ya mustafa farmaiye geebato chugli ki aadat se bachein ye karam ya mustafa farmaiye ham riyaakari se bachte hi rahein ye karam ya mustafa farmaiye nafso shaytaan ki sharaarat door ho ye karam ya mustafa farmaiye apne aasee ki shafa-at hashr mein shaafa-e-roze jaza farmaiye madani burka pahene sab bahenein karam fatima ka waasita farmaiye door hon aafato masaaib ya nabi bahere shaahe karbala farmaiye dam labon par aa gaya attar ka ab kadam ranja shaha farmaiye

मसलक का तु इमाम है ,इल्यास क़ादरी / مسلک کا تو امام ہے ، الیاس قادری / Maslak ka Tu Imam hai Ilyas Qadri Lyrics

maslak ka tu imam hai ilyaas qaadri maslak ka tu imaam hai ilyaas qaadri tadbeer teri taam hai ilyaas qaadri fikr-e-raza ko kar diya 'aalam pe aashkar ye tera uncha kaam hai ilyaas qaadri sar masti-e-raza ki ye 'aalam me.n dhoom hai saaki-e-daur-e-jaam hai ilyaas qaadri sunnat ki khushbuo.n se zamaana mahek utha faizaan tera aam hai ilyaas qaadri amrica , europ , asia , africa har zamee.n karti tujhe salaam hai ilyaas qaadri tanha chala tu saath tere ho gaya jahaa.n mitha tera kalaam hai ilyaas qaadri sar par imaama , maathe pe sajdo.n ka noor hai jo bhi tera ghulaam hai ilyaas qaadri hai badr-e-razvi bhi tere kirdaar ka aseer iska tujhe salaam hai ilyaas qaadri मसलक का तु इमाम है ,इल्यास क़ादरी मसलक का तु इमाम है , इल्यास क़ादरी तदबीर तेरी ताम है ,इल्यास क़ादरी फ़िक्र-ए-रज़ा को कर दिया 'आलम में आशकार ये तेरा ऊँचा काम है , इल्यास क़ादरी सर मस्ती-ए-रज़ा की ये 'आलम में धूम है साकी-ए-दौर-ए-जाम है , इल्यास क़ादरी सुन्...

Mujhko darspesh hai phir Mubarak safar Naat Lyrics / मुझको दरपेश है फिर मुबारक सफर / in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

mujhko darspesh hai phir mubaarak safar mujhko darspesh hai phir mubaarak safar qaafila phir madine ka tayyaaar hai nekiyon ka nahin koi tosha fakat meri jholi mein ashkon ka ek haar hai koi sajdon ki sogaat hai na koi zohd-o-taqwa mere paas sarkaar hai chal pada hun madine ki jaanib magar haae ! sar par gunaahon ka ambaar hai jurmon isyaan pe apne lajaata hua aur 'ashke nadaamat bahaata hua teri rahmat pe nazrein jamaata hua dar pe haazir ye tera gunahgaar hai tera saani kahaan shaah-e-kaun-o-makaa.n mujhsa aasi bhi ummat mein hoga kahaa.n tere 'afw-o-karam ka shah-e-do jahaa.n kya koi mujhse bad kar bhi haqdaar hai mujrimo.n ko shaha ! bakhshwaata hai tu saari ummat ki bigdi banaata hai tu gham ke maaro.n ko sine lagaata hai tu gham-zado.n be-kaso.n ka tu gham-khwaar hai do tadapne ka aaqa kareena mujhe dedo khasta jigar chaak sina mujhe chashm-e-tar de do shaah-e-madina mujhe tere gham ka ye banda talabgar hai aatash-e-shauq mein kash jalta rahu.n aur khayal-e-madina m...

Tajdar e haram Aye Shahenshah e deen Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu

Image
taajdar-e-haram ! aye shahensha-e-dee.n ! taajdar-e-haram ! aye shahensha-e-dee.n ! tumpe har-dam karodo.n durood-o-salaam ho nigaah-e-karam , ham pe sultaan-e-dee.n ! tumpe har-dam karodo.n durood-o-salaam door reh kar na dam toot jaaye kahi.n kaash taiba me.n aye mere maah-e-mubeen dafn hone ko mil jaaye do-gaz zamee.n tumpe har-dam karodo.n durood-o-salaam teri yaado.n se ma'moor seena rahe lab pe har dam madina madina rahe bas mai.n deewaana ban jaau.n sultan-e-dee.n tumpe har-dam karodo.n durood-o-salaam hoi husn-e-'amal paas mere nahi.n fas na jaau.n qayaamat me.n maula ! kahi.n aye shafee'-e-umam ! laaj rakhna tumhi tumpe har-dam karodo.n durood-o-salaam maut ke waqt kardo nigaah-e-karam kaash is shaan se ye nikal jaaye dam sang-e-dar pe tumhaare ho meri zabee.n tumpe har-dam karodo.n durood-o-salaam fikr-e-ummat me.n raato.n ko rote rahe aasiyo.n ke gunaaho.n ko dhote rahe tumpe qurbaan , aye mere maah-e-mubee.n ! Tumpe hardam karodo.n Durood-o-Salam   fir bulaalo ...

Marhaba aaj chalenge shahe Abrar ke pas Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu

marhaba aaj chale.nge shah-e-abraar ke paas marhaba aaj chale.nge shah-e-abraar ke paas insha.allah pahunch jaaenge sarkaar ke paas pesh karne ke liye kuchh nahi.n badkaar ke paas dhero.n isyaa.n hei.n gunahgaaro.n ke sardaar ke paas mil chuka izn, mubaarak ho madine ka safar kaafile waalo.n ! chalo dilbar-o-dildaar ke paas mai.n gunahgaar gunaaho.n ke siwa kya lata nekiyaa.n hoti hei.n sarkaar ! nekokaar ke paas aankh jab gumbad-e-khazra ka nazaara kar le dam nikal jaaye mera kaash ! dar-e-yaar ke paas dono.n 'aalam ki bhalaayi ka suwaali ban kar ek bhikaari hai khada aap ke darbaar ke paas shaah-e-waala ! ye madine ka bane deewaana ek bhikaari hai khada aap ke darbaar ke paas apna gham, chashm-e-nam aur riqqat-e-qalbi dijiye ek bhikaari hai khada aap ke darbaar ke paas hai madine mei.n shahaadat ka ye mangata maula ! ek bhikaari hai khada aap ke darbaar ke paas isko jannat mei.n jawaar apna 'ata ho daata ! ek bhikaari hai khada aap ke darbaar ke paas qabr mei.n yu.n hi naki...

mujhe dar pe fir bulaana , madani madine waale || मुझे दर पे फिर बुलाना , मदनी मदीने वाले || مجھے در پے پھر بلانا ، مدنی مدینے والے

  Roman(ENG): mujhe dar pe fir bulaana , madani madine waale ! ma-e-'ishq bhi pilaana , madani madine waale ! meri aankh me.n samaana , madani madine waale ! bane dil tera thikaana , madani madine waale ! teri jabke deed hogi , jabhi meri 'eed hogi mere khwaab me.n tum aana , madani madine waale ! mujhe gham sataa rahe he.n , meri jaan khaa rahe he.n tumhi.n hosla badhaana , madani madine waale ! mere sab 'azeez chhute.n , mere dost bhi go ruthe.n shahaa ! tum na ruth jaana , madani madine waale ! mai.n agarche hu.n kameena , tera hu.n shah-e-madina ! mujhe qadmo.n se lagaana , madani madine waale ! ye mareez mar raha hai . tere haath me.n shifa hai aye tabeeb ! jald aana , madani madine waale ! kahu.n kis se aah ! jaa kar , sune kaun mere sarwar ! mere dard ka fasaanaa , madani madine waale ! mai.n ghareeb be-sahaara , kahaa.n aur hai guzaara mujhe aap hi nibhaana , madani madine waale ! ye karam bada karam hai , tere haath me.n bharam hai sar-e-hashr bakhshwaana , madani ...

Hazir hai Dare Daulat pe Gada, Sarkar Tawajjoh farmain Lyrics || हाज़िर है दरे दौलत पे गदा, सरकार तवज्जोह फरमाएं

Roman(ENG): haazir hai dar-e-daulat pe gada, sarkaar tawajjoh farmaae.n mohtaj-e-nazar hai haal mera, sarkaar tawajjoh farmaae.n mai.n kab aane ke qaabil tha, rahmat ne yahaa.n tak pahu.nchaya sarkaar pe tan-man-jaan fida, sarkaar tawajjoh farmaae.n aansu aansu he.n fariyaadi, aur 'arz-e-karam hichki-hichki dhadkan-dhadkan deti hai sada, sarkar tawajjoh farmaae.n ek mai.n hi nahi.n puri ummat, sari duniya sari khalqat takti hai rasta rahmat ka,  sarkaar tawajjoh farmaae.n Same Lyrics with different styles: haazir hai dar-e-daulat pe gada, sarkaar tawajjoh farmaae.n mohtaj-e-nazar hai haal mera, sarkaar tawajjoh farmaae.n mai.n kab aane ke qaabil tha, rahmat ne yahaa.n tak pahu.nchaya sarkaar pe tan-man-jaan fida, sarkaar tawajjoh farmaae.n mohtaj-e-nazar hai haal mera, sarkaar tawajjoh farmaae.n mai.n kar ke sitam apni jaa.n par, quraan se "jaauu-k" padh kar aaya hu.n bahot sharmi.nda sa, sarkaar tawajjoh farmaae.n koi sajdo.n ki saugaat hai na koi zohd-o-t...

Zaeere Taiba Roze pe jaa kar Lyrics || जाइरे तैबा रोज़े पे जा कर in English Hindi Urdu

Roman(Eng) : zaaeer-e-taiba roze pe jaa kar , tu salaam unse ro-ro ke kehna mere gham ka fasaana suna kar, tu salaam unse ro-ro ke kehna teri qismat pe rashk aa raha hai, tu madine ko tu jaa raha hai aah ! jaata hai mujhko rula kar, tu salaam unse ro-ro ke kehna jab pahunch jaaye tera safeena, jab nazar aaye meetha madina ba-adab apne sar ko juka kar, tu salaam unse ro-ro ke kehna jab ke aaye nazar pyaara makka, chum lena nazar se tu kaa'ba ho sake gar to har jaa pe jaa kar, tu salaam unse ro-ro ke kehna tu 'arab ki hasee.n waadiyo.n ko, regzaaro.n ko aabadiyo.n ko meri jaaneeb se palke.n bichha kar, tu salaam unse ro-ro ke kehna jab ke pesh-e-nazar jaaliyaa.n ho.n, teri aankho.n se aansu rawaa.n ho.n mere gham ki kahaani suna kar, Tu Salam Unse ro ro ke kehna aamena ke dulaare ko pahele, ba'ad shaikhain ko bhi tu keh le fir baqee-e-mubaarak pe jaakar, tu salaam unse ro-ro ke kehna maangana mat tu duniya ki daulat, maangana unse bas unki ulfat Khub deewaane dil ko laga...

Mere Aaqa ka taraana Dekho gaayega Zamaana Lyrics

Roman(ENG): marhaba , marhaba , marhaba , ya mustafa ! marhaba , marhaba , marhaba , ya mustafa ! mere aaqa ka taraana dekho gaayega zamaana aaj mai.n bhi sunau.n , aaj tum bhi sunaana aaqa ka taraana , aaqa ka taraana , aaqa ka taraana aaqa ka taraana , aaqa ka taraana , aaqa ka taraana mere aaqa ka taraana , dekho gaayega zamana sun ke aashiq machaltaa rahega, noor wale ka danka bajega aaqa ka taraana , aaqa ka taraana , aaqa ka taraana dil ka gunchaa khila , ruh ko sukh milaa aaj tashreef laye habeeb-e-KHuda zikr-e-mehboob kar , naat-e-sarkar pad shab ko milad ki mehfilo.n se sajaa ye zamane ko sunaa do , sari duniya ko batado ab to aaqa ka sikka chalega , noor waale ka danka bajega mere aaqa ka taraana , dekho gaayega zamana aaj mai.n bhi sunau.n , aaj tum bhi sunaana aaqa ka taraana , aaqa ka taraana , aaqa ka taraana unka sikka to jaari kahaa.n na hua ?  is zamee.n me.n hua , aasamaa.n me.n hua kya arab , kya ajam , har jagaah me.n hua unka charchaa rahegaa rahegaa s...

Aye Madine ke Tajdar Tuje, Ahle Imaa.n Salam kehte hein Lyrics || अये मदीने के ताजदार तुजे, अहले इमां सलाम कहते हैं

Image
aye madine ke taajdar tujhe, ahl-e-imaa.n salaam kehte he.n Roman(ENG): aye madine ke taajdar tujhe, ahl-e-imaa.n salaam kehte he.n tere ushhaaq tere diwaane, jaan-e-jaanaa.n salaam kehte he.n jo madine se door rehte he.n, hijr-o-furkat ka ranj sehte he.n wo talabgaar-e-deed ro ro kar, aye meri jaa.n salaam kehte he.n tere ushhaaq tere diwaane, jaan-e-jaanaa.n salaam kehte he.n aarazu-e-Haram hai sine me.n , ab to bulwaaiye madine me.n tujhse tujhi ko maangate he.n jo, wo musalmaa.n salaam kehte he.n izn-e-taiba ki aas mein aaqa ! wo pura armaa.n salaam kehte he.n tere roze ki jaaliyo.n ke paas, aaqa ! rahm-o-karam ki lekar aas kitne dukhiyaare roz aa aa ke, shah-e-zi-shaa.n salaam kehte he.n tere ushhaaq tere diwaane, jaan-e-jaanaa.n salaam kehte he.n aap attar kyu.n pareshaa.n he.n, bad se badtar bhi zer-e-daamaa.n he.n un pe rahhmat wo khaas karte he.n, jo musalmaa.n salaam kehte he.n tere ushhaaq tere diwaane, jaan-e-jaanaa.n salaam kehte he.n अये मदीने के ताजदार ...

Mere Sarwar Imam Husain Lyrics

Aaqa ke pyare Husain Siddiq ke pyare Husain Farooq ke pyare Husain Usman ke pyare Husain Haider ke pyare Husain Mere Hasan ke pyare Husain Zahra ke pyare Husain Fatima ka chand hai Husain Fatima ka chand hai Husain Murtaza ki shan hai Husain Fatima ka chand hai Husain Mere Sarwar Imam Husain Mere Dilbar Imam Husain Sarwar Imam Husain hai, Sultan Imam Husain Khud Deen-e-Haq hai Deen ke nigehbaan Imam Husain Mere Sarwar Imam Husain Mere Dilbar Imam Husain Hein Aap ke hi usba-e-kamil ke faiz se Toheed ke chaman mein bahaara Imam Husain Mere Sarwar Imam Husain Mere Dilbar Imam Husain Maula ki sarfarazi ka manzar nazar mein hai Palkon pe kar raha hun charagan Imam Husain Mere Sarwar Imam Husain Mere Dilbar Imam Husain Kijiye ata Rasheed ko Zille Liwa-e-Paak Jab tap raha ho Hashr ka maidan Imam Husain Mere Sarwar Imam Husain Mere Dilbar Imam Husain

Noor har su chha gaya hai Din khushi ka aa gaya Lyrics || Roman(ENG) & हिंदी(HINDI)

Roman(ENG): Marhaba ya Mustafa Marhaba ya Mustafa Marhaba ya Mustafa Marhaba ya Mustafa Noor har su chha gaya hai Din khushi ka aa gaya Aaye Pyaare Mustafa Ahlanwwa Sahlan Marhaba Sub-h Taybaah mein hui Bant-ta hai baada Noor ka Sadqaa lene Noor ka Aaya hai taara Noor ka Noor har su chha gaya hai Din khushi ka aa gaya Aaye Pyaare Mustafa Ahlanwwa Sahlan Marhaba Baarwih ke chand ka mujra hai sajdaa Noor ka Baarah burzon se juka ek ek sitaara Noor ka Noor har su chha gaya hai Din khushi ka aa gaya Aaye Pyaare Mustafa Ahlanwwa Sahlan Marhaba Taaj waale dekh kar Tera Imaama Noor ka Sar jukate hein Ilaahi bol baala Noor ka Noor har su chha gaya hai Din khushi ka aa gaya Aaye Pyaare Mustafa Ahlanwwa Sahlan Marhaba Aye Raza ye Ahmade Noori ka faize Noor hai Ho gai Meri gazal pad kar kaseeda Noor ka Noor har su chha gaya hai Din khushi ka aa gaya Aaye Pyaare Mustafa Ahlanwwa Sahlan Marhaba हिंदी(HINDI): मरहबा या मुस्तफा मरहब...

Aashikane Mustafa ko Eide Miladunnabi Lyrics || Roman(ENG) & हिंदी (HINDI)

Roman(ENG): Aashikane Mustafa ko Eide Miladunnabi Ho Mubarak ho Mubarak Eide Miladunnabi Aaqa ki Aamad hai Marhaba Marhaba Jaana ki Aamad hai Marhaba Marhaba Ho Mubarak Ahle Imaan Eide Miladunnabi Ho gaee Qismat darakhshaa Eide Miladunnabi Chaar Jaanib dhoom hai Sarkar ke Milaad ki Jumta hai har Musalmaa Eide Miladunnabi Aaqa ki Aamad hai Marhaba Marhaba Jaana ki Aamad hai Marhaba Marhaba Aashikaane Mustafa ko Eide Miladunnabi Ho Mubarak ho Mubarak Eide Miladunnabi Gunche chatkhe phool mehke Har taraf aaee bahaar Ho gaee sub-he Bahaaraan Eide Miladunnabi Kyun na Ham Roshan karein Ghar Ghar diye Milaad ke Khud kare Jab Haq charaagaan Eide Miladunnabi Aaqa ki Aamad hai Marhaba Marhaba Jaana ki Aamad hai Marhaba Marhaba Aashikaane Mustafa ko Eide Miladunnabi Ho Mubarak ho Mubarak Eide Miladunnabi Eide Miladunnabi to Eidon ki bhi Eid hai Bil yakeen hai Eide Eedaan Eid e Miladunnabi Eide Miladunnabi par Jo bhi karta hai khushi Us pe gurraata hai Shaitaan Eide Miladunn...

Mein Sadqe jaoon waari jaoon Muhammad aa gaye Lyrics || में सदक़े जाऊं वारी जाऊं मुहम्मद आ गए

Roman(ENG): Mein Sadqe jaoon waari jaoon Muhammad aa gaye Mein Sadqe jaoon waari jaoon Muhammad aa gaye Sarkaar ke Diwaane Khushiyaan manaa rahe hein Jande lagaa rahe hein Ghar ko Sajaa rahe hein Naara laga rahe hein  Mein Sadqe jaoon waari jaoon Muhammad aa gaye Mein Sadqe jaoon waari jaoon Muhammad aa gaye Noor waala Aamena Bibi ke ghar mein ayaa hai Haq ne paida Aaj Apne Pyaare ko farmaaya hai Mein Sadqe jaoon waari jaoon Muhammad aa gaye Mein Sadqe jaoon waari jaoon Muhammad aa gaye Sarkaar ke Diwaane Khushiyaan manaa rahe hein Jande lagaa rahe hein Ghar ko Sajaa rahe hein Naara laga rahe hein  Is taraf bhi Us taraf bhi Har taraf hi Noor hai Aa gaya hai Noor walaa Noor walaa ayaa hai Mein Sadqe jaoon waari jaoon Muhammad aa gaye Mein Sadqe jaoon waari jaoon Muhammad aa gaye Sarkaar ke Diwaane Khushiyaan manaa rahe hein Jande lagaa rahe hein Ghar ko Sajaa rahe hein Naara laga rahe hein  Noor waale ke Rukhe Roshan ki bhi Kya Baat hai Chehra-e-Anwar ke a...

Nabi ka Jashn Aaya hai Fida hein Aashiqaane Rasool Lyrics || Roman(ENG) & हिंदी (HINDI)

Roman(ENG): Nabi ka Jashn Aaya hai Fida hein Aasqaane Rasool Jashne Aaqa se Hamein to Ishq hai aur Pyaar hai Joom Jaao Aashikon fir Aamade Sarkar hai Nabi ka Jashn Aaya hai Fida hein Aashiqaane Rasool Aaj hein har Jagaah Aashikaane Rasool Mehme Naato Sana Aashikaane Rasool Nabi ka Jashn Aaya hai Fida hein Aasqaane Rasool Jashne Aaqa se Hamein to Ishq hai aur Pyaar hai Joom Jaao Aashikon fir Aamade Sarkar hai Jashne Milaad ka Sab rahe hein manaa Bandagaane Khuda Aashikane Rasool Nabi ka Jashn Aaya hai Fida hein Aasqaane Rasool Jashne Aaqa se Hamein to Ishq hai aur Pyaar hai Joom Jaao Aashikon fir Aamade Sarkar hai Jashne Milaad se Ishq hai Pyaar hai Hein manaate sadaa Aashiqaane Rasool Nabi ka Jashn Aaya hai Fida hein Aasqaane Rasool Jashne Aaqa se Hamein to Ishq hai aur Pyaar hai Joom Jaao Aashikon fir Aamade Sarkar hai Maahe Milaad mein khub lehraeeiye Ghar pe Janda Haraa Aashiqaane Rasool Nabi ka Jashn Aaya hai Fida hein Aasqaane Rasool Jashne Aaqa se Hamein to I...

Duniya ka Sabse bada Jashn manaaeinge Ham Lyrics || Roman(ENG) & हिंदी (HINDI)

Roman(ENG): Ye Jashn Mustafa ka hai Badi dhoom se manaaeing Duniya ko ye bataeinge Duniya ko ye dikhaaeinge InshaAllah hul Aziz InshaAllah hul Aziz Ham Hashr tak manaaeinge Milaad Pyaare Nabi ka Duniya ka Sabse bada Jashn manaaeinge Ham Milaade Mustafa hai Sab ko bataaeinge Ham Jashne Miladunnabi Sab Aashikon ki Jaan hai Har Musalmaan Shadmaan hai Ghamzada Shaitan hai Ye Jashn Mustafa ka hai Badi dhoom se manaaeing Duniya ko ye bataeinge Duniya ko ye dikhaaeinge InshaAllah hul Aziz InshaAllah hul Aziz Ham Hashr tak manaaeinge Milaad Pyaare Nabi ka Aaj hai Jashne Wilaadat Us Shahe Laulak ka Jispe naazil Haq taa-ala ne kiya Qaraan hai Ye Jashn Mustafa ka hai Badi dhoom se manaaeing Duniya ko ye bataeinge Duniya ko ye dikhaaeinge InshaAllah hul Aziz InshaAllah hul Aziz Ham Hashr tak manaaeinge Milaad Pyaare Nabi ka Sabz Parcham har taraf lehraao Pyaare Bhaiyon Aaj Us ka Jashn hai  Imaan ki Jo Jaan hai Ye Jashn Mustafa ka hai Badi dhoom se manaaeing Duniya ko ye ...

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics / क्या मुहम्मद का प्यारा नहीं हूँ / کیا محمد کا پیارا نہیں ہوں

Ya Husain Ibne Ali Lyrics / या हुसैन इब्ने अली / یا حسین ابن علی in English Hindi Urdu

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar Lyrics / मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर / مرحبا مرحبا، اے علی کے پسر

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics / शाह सवार-ए-कर्बला की शाह सवारी को सलाम / شاہ سوارِ کربلا کی شاہ سواری کو سلام

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics / उस हुसैन इब्न-ए-हैदर पे लाखों सलाम / اس حسین ابنِ حیدر پہ لاکھوں سلام

अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन / اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلا سَیَّدْنا و مَولانا مُحَمّدٍ / Allah humma Sallay Ala Sayyidina Maulana Muhammadin

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

अल-मदद पीरान-ए-पीर या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर / المدد پیران پیر، یا غوثُ الاعْظَم دستگیر / Al Madad Peerane Peer gaus-e-aa'zam dastageer Lyrics

husain zindabaad zindabaad rahega || हुसैन ज़िंदाबाद ज़िंदाबाद रहेगा || حسین زندہ باد زندہ باد رہیگا || Lyrics

Madine Qafile Jate hai Main bhi Aaunga / मदीने काफिले जाते हैं में भी आऊंगा / مدینے قافلے جاتے ہیں میں بھی آؤں گا