Mai bekas hun Mai bebas hun gause azam jilani Lyrics / मैं बेक़स हूँ मैं बेबस हूँ गौसे आज़म जीलानी / میں بے کس ہوں میں بے بس ہوں غوثِ اعظم جیلانی
mai bekas hun mai bebas hun gause azam jilani Naat-Khwaan: Yusuf Memon mai bekas hun mai bebas hun sun lo meri pukar meeran gause azam jilani dar pe bulalo bigdi bana do bagdadi sarkar meeran gause azam jilani dur hun mai bagdad nagar se dur karo ye duri aaj dikhado apna jalva hasrat kardo poori hadio rehbar muniso yavar waliyon ke sardar hazrat gause azam jilani barah baras ki dubi kasti tumne pal mai ubhari mehboobe sub'hani ho tum ye hai shan tumhari waliyon ke gulshan mai aayi aap ke dam se bahar hazrat gause azam jilani allah allah unka rutba sab waliyon mai aala sab nabiyon mai jaise afzal kaali kamli waala esa rutba esi azmat kaun kare inkar hazrat gause azam jilani gaus kutab abdal kalandar aap ke dar ke sawaali jisne jo manga wo paaya lauta na koi khaali bat ta hai hasanain ka sadka haz...