Posts

Showing posts with the label sohail farooki

Karam ka chand utra hai Janabe Aamena ke ghar Lyrics / करम का चाँद उतरा है जनाबे आमिना के घर / کرم کا چاند اُترا ہے جنابِ آمنہ کے گھر

aamena ke ghar chaand utra hai aamena ke ghar chaand utra hai wo dekho aamena ke ghar chaand utra hai wo dekho karam ka chaand utra hai janabe aamena ke ghar khuda ka noor faila hai janabe aamena ke ghar wo rehbar hai rasoolon ka wo hai sartaj nabiyon ka khuda ne jisko bheja hai janabe aamena ke ghar charaage shab jalane ki zarurat hi nahin padti muhammad jab se aaya hai janabe aamena ke ghar shabe jashne wiladat hai wo jibraeel ko dekho mubarak dene baitha hai janabe aamena ke ghar ye kiski roshni jaati hai neele aasmanon tak diya ye kaisa jalta hai janabe aamena ke ghar sawere sath lekar kaun aaya hai ye farooqi ke shab ko bhi ujala hai janabe aamena ke ghar आमिना के घर चाँद उतरा है आमिना के घर चाँद उतरा है वो देखो आमिना के घर चाँद उतरा है वो देखो करम का चाँद उतरा है जनाबे आमिना के घर ख़ुदा का नूर फैला है जनाबे आमिना के घर वो रहबर है रसू...

Ya Nabi karam kijiye Duriyon ne maara hai Lyrics / या नबी करम कीजिए, दूरियों ने मारा है / یا نبی کرم کیجیے، دوریوں نے مارا ہے

ya nabi karam kijiye duriyon ne maara hai habeebi ya rasulallah habeebi ya habiballah garibon par karam kijiye duriyon ne maara hai ya nabi karam kijiye duriyon ne maara hai hamko to faqat aaqa aap ka sahaara hai habeebi ya rasulallah... jis jagah se milta hai saeelon ko bin maange do jahan mein bas aisa aap ka daawara hai ya nabi karam kijiye... unka gumbad-e-khazra samne hai aankhon ke aaj to bulandi par waqt ka sitaara hai ya nabi karam kijiye... har ghadhi rulata hai bhoolta nahin mujhko mustafa ke qadmon mein waqt jo guzara hai ya nabi karam kijiye... hongi duniyadaron ko apni jaan hi pyaari shehre tayba ham ko to jaan se bhi pyaara hai ya nabi karam kijiye... socha hai madine se ham kabhi na lautenge unke shehr se doori kab hamein gavaara hai ya nabi karam kijiye... muflisi nahin aati unke ghar ke aangan mein panjatan ke t...

Arsh na kyun sajta Sarkar ne Aana tha || अर्श न क्यों सजता सरकार ने आना था || Lyrics || Sohail Farooki

Roman(ENG): Jashn ka Manzar tha Mahol Suhana tha Arsh na kyun sajta Sarkaar ne Aana tha Farsh pe Nagme the Aaqa ki Risaalat ke Arsh pe charche the Sarkaar ki Azmat ke Hooron ke Lab par Khushiyon ka taraana tha Arsh na kyun sajta Sarkar ne Aana tha Roop badal jaaye Ye Raat sanwar jaye Hukm Khuda ka hua ke Waqt thaher jaye Ruk gaya Foran jo Gardish mein zamaana tha Arsh na kyun sajta Sarkar ne Aana tha Masjide Aqsa mein kya Manzar the Pyaare Bich Kataaron mein Haazir the Nabi Saare Aage Musalle par Sultaane Zamaana tha Arsh na kyun sajta Sarkar ne Aana tha Arsh saja Sarkaar ke liye Arsh saja Sarkaar ke liye Manzil-e-Sidra par Jibreel ne arz kiya Shahe Do Aalam Mein aage nahin chal sakta Meri had ye hi thi Yehi Mera thikaana tha Arsh na kyun sajta Sarkar ne Aana tha Ek wasila hai Rabb se mulaakaton ka Aap ko Haq ne diya tohfa jo Namaazon ka Asal mein Ummat ki bakhshish ka bahaana tha Arsh na kyun sajta Sarkar ne Aana tha Noor mein Farooki duba ye Jahaan hoga Waqt wo kya hoga...

Qasam Khuda di Mera Imaan aye Lyrics || क़सम खुदा दी मेरा इमान अये || Sohail Farooki

Roman(Eng) : Qasam Khuda di Mera Imaan aye Ke har Zamaana Huzoor da aye Mein jinnu takna menu te lagdaaye Ke ee diwaana huzoor da aye Nabi di khairaat de sahaare Hayaati saadi guzar di paiye Nabi di Aulaad de sahaare Nabi di Zohra de sahaare Nabi de Shabbir de sahaare Hayaati saadi guzar di paiye Mein jo bhi pinna Huzoor da aye Mein jo bhi khaana Huzoor dha aye Imaan apne di Is do batti Daleel dewaan te kee Mein dewaan Nazar da Kaaba Nabi da Roza Ke dil Diwaana Huzoor da aye Jado wi mahefil Nabi di sajdi Falak to Qudsi pukaar dein re Oh bakhshe gayne jinna zabaana Te aj taraana Huzoor da aye Jadho wi mangeya Ali de bacheya Ne lod Meri toh wadh ke ditte Mein das nai sagdha Sohail kinna Sakhi Gharaana Huzoor da aye Nabi di Aulaad de sahaare Hayaati saadi guzar di paiye Mein jo bhi pinna Huzoor da aye Mein jo bhi khaana Huzoor dha aye हिंदी(Hind) : क़सम खुदा दी मेरा इमान अये के हर ज़माना हुज़ूर दा अये में जिन्नू तकना मेनू अये लगडाए के इ दीवाना हुज़ूर दा अये नबी दी ...

Mein hun Sarkar-e-Madina ka gada Lyrics

Roman(ENG): Mein hun Sarkar-e-Madina ka gada Jobhi mangu Mujhe Sarkar Ata karte hein Nisbat-e-Shahe Do Aalan ki qasam Unke naukar se Farishte bhi haya karte hein Aaj bhi khaima-e-Aflaq se aati hai sada Unko Jannat ki basharat dedo Jo Shahensha-e-Madina ki Sana karte hein Unke ho jaao to har cheez Tumhari hogi Saare Aezaaz Fazilat waale Mere Sarkar ki nisbat se mila karte hein Kaash wo lamha bhi aa jaaye ke ham sab se kahein Koo-e-Tayba hai thikana apna Aaj kal ham bhi Madine mein raha karte hein Meine dekhi hai fakiron ke nagar ki ronak Ye hakeekat hai ke Shaher-e-Dil par Hukmarani to Muhammad ke gada krte hein Jo bhi manga wo mila unke karam ka sadqa Zindagi jitni bhi ab baaqi hai Unke qadmon mein guzar jaaye dua karte hein Mera Imaan hai Maslaq hai yahi Farooqi Do jahan unka wafadar hai jo Sayyada Zahra ke bachon se wafa karte hein

Mere Hajatrawa Mere Mushkil-kusha Lyrics || Qari Shahid Mehmood

Mere Hajatrawa Mere Mushkil-kusha Sabhi Dukhiyon ke Gham-Gusar Aap hein Ghamon ki Dhup mein hai Saya Aap ka Dilon ka chain aur Karak Aap hein Tum na Manao Ye Marzi Tumhari Hashr Jis Din bapa hoga Logon Sari Khalkat kahegi Ya Mustafa Khairul wara Khuda ke Waste Shafa'at kijiye Ke Beshak Saiyyidul Abrar Aap hein Mere Hajatrawa Mere Mushkil-kusha Sabhi Dukhiyon ke Gham-Gusar Aap hein Aap na hote to Ya Muhammad Kuchh na hota Jahan mein Aap se Chand Suraj hai Roshan Noor hai Kehkasha mein Ya Mustafa KhairuWara SalleAla Jahan mein DilKashi hai Sari Aap se Hai Duniya Baag to Bahar Aap hein Mere Hajatrawa Mere Mushkil-kusha Sabhi Dukhiyon ke Gham-Gusar Aap hein Sidratul Muntaha Aapki hai Rahguzar Mere Aaqa Aapko Khud Khuda ne Bulaya Arsh par Mere Aaqa Ya Mustafa KhairuWara SalleAla Rasulon mein juda hai Azmat Aap ki Sabhi Nabiyon ke Taajdar Aap hein Mere Hajatrawa Mere Mushkil-kusha Sabhi Dukhiyon ke Gham-Gusar Aap hein Sare Nabiyon mein Farooki bari ...

Mere Nabi Lajpal diya kya baata ne Lyrics

Mere Nabi Lajpal diya kya baata ne Aamena paak de laal diya kya baata ne Chum ke Tere Nalain Zaminein kendi si Sohneya Teri Chal diya kya baata ne Aur bhi Aashiq ne par Mereya Mehbuba Tere Yaar Bilal diya kya baata ne Teri Aal nu mannan wale Janati ne Aaqa Teri Aal diya kya baat ne Husn de Jalwe wandan waleya Lajpala Tere Husno Jamal diya kya baata ne Aude Zikr wich jo Farooki kharch howe Us paise us maal diya kya baata ne

Yun mere dil main basi hai Hazri ki aarazu Lyrics

Yun mere dil main basi hai  Hazri ki aarazu Marne vale ko ho jaise zindagi ki aarazu Meri kismat dekhiye main us nabi ka hun gada Ki Rasulon ne bhi jiski naukari ki aarazu Yun mere dil main basi hai  Hazri ki aarazu Unke dar ki sham se jakar lipat jaate hain wo Jin andheron ko ho logon roshani ki aarzu Yun mere dil main basi hai  Hazri ki aarzu Karlo ahle bait ke dar ki gulami doston Hai agar dil me tumhare sarvari ki aarzu Yun mere dil main basi hai  Hazri ki aarzu Jis nagar main sar ke bal aate hain qudsi ba adab Mujko Farooki hai kab se us gali ki aarzu Yun mere dil main basi hai  Hazri ki aarazu Marne vale ko ho jaise zindagi ki aarazu

Aqa nu jo noor na manne by shahid mehmood Lyrics

Aqa nu jo noor na manne Samjo mandha kuchh vi naee Apne jeya jeda aadhe usnu Sada lagdha kuchh vi naee Aqa nu jo noor na.......... Even edhar odhar firne Palle bandh le gal meri Sohne dar chhadke chalya Tenu labna kuchh vi naee Aqa nu jo noor na.......... Ishk huzur dha jinne apne Dil dhe vich basaya naee Duniya otte us bande ne Loko khatya kuchh vi naee Aqa nu jo noor na.......... Sade rabb ne jo bhi sanu Duniya otte ditta ae Sab kuchh sohne dha sadka ae Sada apna kuchh vi naee Aqa nu jo noor na.......... Makte vich Sohail Farooki Mukdi gal mukaddi ki Ohna varga bandha jeda Oh dha bandha kuchh vi naee Aqa nu jo noor na..........

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics / क्या मुहम्मद का प्यारा नहीं हूँ / کیا محمد کا پیارا نہیں ہوں

Ya Husain Ibne Ali Lyrics / या हुसैन इब्ने अली / یا حسین ابن علی in English Hindi Urdu

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar Lyrics / मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर / مرحبا مرحبا، اے علی کے پسر

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics / शाह सवार-ए-कर्बला की शाह सवारी को सलाम / شاہ سوارِ کربلا کی شاہ سواری کو سلام

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics / उस हुसैन इब्न-ए-हैदर पे लाखों सलाम / اس حسین ابنِ حیدر پہ لاکھوں سلام

अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन / اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلا سَیَّدْنا و مَولانا مُحَمّدٍ / Allah humma Sallay Ala Sayyidina Maulana Muhammadin

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

अल-मदद पीरान-ए-पीर या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर / المدد پیران پیر، یا غوثُ الاعْظَم دستگیر / Al Madad Peerane Peer gaus-e-aa'zam dastageer Lyrics

husain zindabaad zindabaad rahega || हुसैन ज़िंदाबाद ज़िंदाबाद रहेगा || حسین زندہ باد زندہ باد رہیگا || Lyrics

Madine Qafile Jate hai Main bhi Aaunga / मदीने काफिले जाते हैं में भी आऊंगा / مدینے قافلے جاتے ہیں میں بھی آؤں گا