Madine ke Zair Salam Unse kehna Lyrics \ मदीने के ज़ाएर सलाम उनसे कहना \ مدینے کے زائر سلام اُن سے کہنا
madine ke zaair salaam unse kehna madine ke zaair salaam unse kehna tadapte hain tere gulaam unse kehna ho jab samne sabz gumbad tumhare nihayat aqeedat se daaman pasaare hai haazir tumhara gulaam unse kehna madine ke zaair salaam unse kehna badi chaahaton se hai is dar ko paaya padha hi rahun dar na chhoote tumhara na jaaunga ab tishna-kam unse kehna madine ke zaair salaam unse kehna firein kab talak dar-badar be-thikane kahan jaayein hum apne dil ki sunaane tumhi to banaate ho kaam unse kehna madine ke zaair salaam unse kehna isi aarzu mein guzarte rahein din ke pahunchain diyaare nabi hum bhi lekin nahin hai koi intezaam unse kehna madine ke zaair salaam unse kehna guma is tarah shah apni wila mein khumaar-e-muhabbat ho har ek ada mein yunhi ho basar subh-o-shaam unse kehna madine ke zaair salaam unse kehna shari'at pe uthe mera jo qadam ho wazifa tere naam ka dam-ba-dam ho ye ho umr yunhi tamaam unse kehna madine ke zaair salaam unse kehna dikha do ana...