Mujhe Ajmer me mar jane do Lyrics / मुझे अजमेर में मर जाने दो / in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics
mujhe ajmer mein mar jane do mastano ke rele mein das roz ke mele mein din kitne suhaane the khush sare diwane the jab khatm hua mela aankhon mein nami aayi khwaja se bichhdne ki jis waqt gaadi aayi rota tha machalta tha chokhat pe tadapta tha dehliz pe khwaja ki diwana ye kehta tha aaj taqdeer sanwar jane do mujhe ajmer mein mar jane do sochta hun ke bahana kar dun jane walon ko rawana kar dun mein kisi ko bhi nazar na aaun damane khwaja mein mein chhup jaun zindagi bhar ko taher jane do muje ajmer mein mar jane do hathon se mere chishtiya daman na chhudao mein dar pe pada hun tumhe jana ho to jao is dar se uthunga to kahin ka na rahunga mujko mere mueen ke dar se na uthao aaj taqdeer sanwar jane do muje ajmer mein mar jane do mera dil meri jaan mera arman hai mein hun nirdhan mera khwaja dhanwan hai hind mein sare waliyon ka sultan hai meri har saans khwaja pe qurban hai aaj taqdeer sanwar jane do muje ajmer mein mar jane do roze ka naqsha zehen mein gumbad pe nazar hai ye sab me...