Posts

Showing posts with the label naseer

पुश्तों से मैं नसीर हूँ, मंगता हुसैन का / پُشتوں سے میں نصیر ہوں، منگتا حسین کا / Pushton se Main Naseer hun Mangtaa Hussain ka Lyrics

pushton se mein naseer hun, mangtaa hussain ka Naat-Khwaan:  Gulam Mustafa Qadri pushton se mein naseer hun, mangtaa hussain ka wirse mein maine paaya hai, sadqaa hussain ka nabiyon ki roze hashr ye farmaishein na ho azaan ho bilaal ki, sajdaa hussain ka pushton se mein naseer hun, mangtaa hussain ka kaafi hai mere waaste, naqle ghame hussain chaltaa hai har jahaan mein sikka hussain ka pushton se mein naseer hun, mangtaa hussain ka iska saboot de diya asgar ki jhang ne sheron ka sher hotaa hai baccha hussain ka pushton se mein naseer hun, mangtaa hussain ka maidaane hashr ki muje kya fikr ho naseer bhaari hameshaa rehtaa hai paldaa hussain ka pushton se mein naseer hun, mangtaa hussain ka पुश्तों से मैं नसीर हूँ, मंगता हुसैन का पुश्तों से मैं नसीर हूँ, मंगता हुसैन का विरसे में मैंने पाया है, सदक़ा हुसैन का नबियों की रोज़े हश्र ये फ़रमाइशें ...

Ek Main hi nahi Un par Qurban Zamana hai Lyrics in English Hindi and Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

ek main hi nahin un par qurbaan zamaana hai ek main hi nahin un par qurbaan zamaana hai jo rabb-e-do aa'lam ka mahboob yagaana hai kal pul se hamein jisne, khud paar lagaana hai zahra ka wo baaba hai, hasnain ka naana hai ek main hi nahin un par qurbaan zamaana hai jo rabb-e-do aa'lam ka mahboob yagaana hai aao dar-e-zahra par failaaye hue daaman hai nasl kareemon ki, lajpaal gharaana hai ek main hi nahin un par qurbaan zamaana hai jo rabb-e-do aa'lam ka mahboob yagaana hai izzat se na mar jaayein, kyun naam-e-muhammad par yunhi kisi din humne duniya se toh jaana hai ek main hi nahin un par qurbaan zamaana hai jo rabb-e-do aa'lam ka mahboob yagaana hai sarkaar-e-madina ki hun pasht-e-panaahi mein duniya ki hai kya parwaah, dushman jo zamaana hai ek main hi nahin un par qurbaan zamaana hai jo rabb-e-do aa'lam ka mahboob yagaana hai ye kehke dare haq se, li m...

Ab Tangi-e-Damaan pe na ja aur bhi kuchh mang || Lyrics || अब तंगी-ए-दामां पे न जा और भी कुछ मांग || اب تنگی ے داماں پے نہ جا ، اور بھی کچھ مانگ

Roman(ENG): ab tangi-e-daamaa.n pe na ja aur bhi kuchh maang he.n aaj wo ma.il ba-'ata aur bhi kuchh maang har-chand ke aaqa ne bhara hai tera kashkol kam-zarf na ban haath bada Aur bhi kuchh maang sultaan-e-madina ki ziyaarat ki du'aa kar jannat ki talab chiz hai kya, aur bhi kuchh maang maana ke isi dar se ghani hoke utha hai fir bhi dar-e-sarkar pe ja aur bhi kuchh maang jin logo.n ko ye shaq hai karam unka hai mahdood un logo.n ki baato.n pe na jaa aur bhi kuchh maang de sakte he.n kya kuchh ke wo kuchh de nahi.n sakte ye bahes na kar, hosh me.n aa, aur bhi kuchh maang us dar pe ye anjaam hua husn-e-talab ka joli meri bhar bhar ke kaha, aur bhi kuchh maang pahuncha hai jo is dar pe tu reh-reh ke naseer aaj aawaaz pe aawaaz laga aur bhi kuchh maang Naat-Khwaan:  Yusuf Memon Owais Raza Qadri हिंदी (HINDI): अब तंगी-ए-दामां पे न जा और भी कुछ मांग हैं आज वो मा'इल ब-'अता , और भी कुछ मांग हर-चंद के आक़ा ने भरा है तेरा कश्कोल कम-ज़र्फ़ न बन, हाथ बड़ा, ...

Sultane Karbala ko Hamara Salam ho Lyrics || Maulana Bilal Raza Qadri

Assalam Ya Husain Assalam Ya Husain Karbala ke Jaan-Nisaaron ko Salam Fatima Zahraa ke Pyaaron ko Salam Sultane Karbala ko Hamara Salam ho Janaane Mustafa ko Hamara Salam ho Abbase Naamdaar hein Zakhmon se choor choor Us Paykare Riza ko Hamara Salam ho Sultane Karbala ko Hamara Salam ho Janaane Mustafa ko Hamara Salam ho Akbar se No-Jawaan bhi rann mein hue Shaheed Ham-Shakle Mustafa ko Hamara Salam ho Sultane Karbala ko Hamara Salam ho Janaane Mustafa ko Hamara Salam ho Bhai Bhatije Bhanje Sab ho gae Shaheed Har Laale Be-Bahaa ko Hamara Salam ho Asghar ki Nanhi Jaan pe Lakhon Salam ho Mazloomo Be-Khata ko Hamara Salam ho Sultane Karbala ko Hamara Salam ho Janaane Mustafa ko Hamara Salam ho Ho kar Shaheed Qaum ki Kashti Tira gaye Ummat ke Na-khuda ko Hamara Salam ho Sultane Karbala ko Hamara Salam ho Janaane Mustafa ko Hamara Salam ho Nasir Wila-e-Shah mein kehta hai baar baar Mehmaane Karbala ko Hamara Salam ho

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics / क्या मुहम्मद का प्यारा नहीं हूँ / کیا محمد کا پیارا نہیں ہوں

Ya Husain Ibne Ali Lyrics / या हुसैन इब्ने अली / یا حسین ابن علی in English Hindi Urdu

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar Lyrics / मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर / مرحبا مرحبا، اے علی کے پسر

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics / शाह सवार-ए-कर्बला की शाह सवारी को सलाम / شاہ سوارِ کربلا کی شاہ سواری کو سلام

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics / उस हुसैन इब्न-ए-हैदर पे लाखों सलाम / اس حسین ابنِ حیدر پہ لاکھوں سلام

अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन / اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلا سَیَّدْنا و مَولانا مُحَمّدٍ / Allah humma Sallay Ala Sayyidina Maulana Muhammadin

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

अल-मदद पीरान-ए-पीर या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर / المدد پیران پیر، یا غوثُ الاعْظَم دستگیر / Al Madad Peerane Peer gaus-e-aa'zam dastageer Lyrics

husain zindabaad zindabaad rahega || हुसैन ज़िंदाबाद ज़िंदाबाद रहेगा || حسین زندہ باد زندہ باد رہیگا || Lyrics

Madine Qafile Jate hai Main bhi Aaunga / मदीने काफिले जाते हैं में भी आऊंगा / مدینے قافلے جاتے ہیں میں بھی آؤں گا