Posts

Showing posts with the label khwaja mankabat

Ya Khwaja Muinuddin Hasan Lyrics / या ख़्वाजा मुइनुद्दीन हसन / یا خواجہ معین الدین حسن

ya khwaja muinuddin hasan chhoote na kabhi tera daman ya khwaja muinuddin hasan hai tum pe fida sab tan man dhan ya khwaja muinuddin hasan mere khwaja piya mere khwaja piya ajmer mujhe pahunchaa de khuda chadar mein chadaaun phoolon ki ye sadqa karun tan man apna ya khwaja muinuddin hasan is sar ko jhuka paaye dushman ye uske bas ki baat nahin jis par ho tere kadmon ki mahor ya khwaja muinuddin hasan kaaba ho madina ho ya najaf har samt nazar tum aate ho kuchh aisi lagi hai tumse lagan ya khwaja muinuddin hasan jo kuchh bhi mila hai ashraf ko wo tere dar ka utran hai bas yunhi rahe saaya sar par ya khwaja muinuddin hasan या ख़्वाजा मुइनुद्दीन हसन छूटे न कभी तेरा दामन या ख़्वाजा मुइनुद्दीन हसन है तुम पे फ़िदा सब तन मन धन या ख़्वाजा मुइनुद्दीन हसन मेरे ख़्वाजा पिया, मेरे ख़्वाजा पिया अजमेर मुझे पहुँचा दे...

Mujhe Ajmer me mar jane do Lyrics / मुझे अजमेर में मर जाने दो / in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

mujhe ajmer mein mar jane do mastano ke rele mein das roz ke mele mein din kitne suhaane the khush sare diwane the jab khatm hua mela aankhon mein nami aayi khwaja se bichhdne ki jis waqt gaadi aayi rota tha machalta tha chokhat pe tadapta tha dehliz pe khwaja ki diwana ye kehta tha aaj taqdeer sanwar jane do mujhe ajmer mein mar jane do sochta hun ke bahana kar dun jane walon ko rawana kar dun mein kisi ko bhi nazar na aaun damane khwaja mein mein chhup jaun zindagi bhar ko taher jane do muje ajmer mein mar jane do hathon se mere chishtiya daman na chhudao mein dar pe pada hun tumhe jana ho to jao is dar se uthunga to kahin ka na rahunga mujko mere mueen ke dar se na uthao aaj taqdeer sanwar jane do muje ajmer mein mar jane do mera dil meri jaan mera arman hai mein hun nirdhan mera khwaja dhanwan hai hind mein sare waliyon ka sultan hai meri har saans khwaja pe qurban hai aaj taqdeer sanwar jane do muje ajmer mein mar jane do roze ka naqsha zehen mein gumbad pe nazar hai ye sab me...

Ata-e-Mustafa Mere Khwaaja Piya Lyrics - अता-ए-मुस्तफा मेरे ख्वाजा पिया - Hafiz Tahir Qadri

Image
'ataa-e-mustafa, mere khwaaja piya Roman(Eng) : chiraag-e-chisht, shaah-e-auliya, ghareeb-nawaaz mere huzur, mere peshwaa, ghareeb-nawaaz teri shaan khwaaja-e-khwaajgaan bu badaa ghareeb-nawaaz hai tu mu'een-e-ummat-e-mustafa tu saboot-e-rahmat-e-mustafa tu 'ataa-e-meer-e-hijaaz hai tu badaa ghareeb-nawaaz hai hamei.n tune apna banaa liya hamei.n do jahaa.n se bacha liya tujhe ghamzado.n ka khayaal hai tu badaa ghareeb-nawaaz hai na gine gaye wo shumaar se jo pale hei.n tere dayaar se tera dast-e-jood daraaz hai tu badaa ghareeb-nawaaz hai 'ataa-e-mustafa, mere khwaaja piya hasan husain se hai aapko nisbat nabi ki aal ho, 'ali ke laal ho bayaa.n ho kis zubaa.n se aapki 'azmat mustafa ne tumhe hind bhejaa, tum muraad-e-nabi ho hind jis se munawwar hua hai, aap wo roshni ho rizaa-e-mustafa, habeeb-e-kibriyaa zamee.n kya hai, falak par aapki shohrat 'ataa-e-mustafa, mere khwaaja piya hasan husain se hai aapko nisbat nabi ki aal ho, 'ali ke laal ho bayaa.n ...

Shahe Hindul Wali Tum ho Khwaja Lyrics || Hafiz Tahir Qadri

Image
Khwaja Mere Khwaja Khwaja Mere Khwaja Ab Kripa karo Khwaja Mein Tumra bhikari hun Ya Khwaja Hasan Tumri Chokhat ka Suwali hun Mustafa ke Pyare Ladle ! Khwaja Hame Dar pe bulale, Shahe Hindul Wali Tum ho Khwaja Hamko Ajmer Apna dikhado Ham Tumhare Bhikari hein Khwaja Chishtiya Rang Apna chadado Leke Aaye hein Kashkol khali Tumre Roze pe Sare Suwali Hai Mueene Jahan Jaane Haidar Zindagi ab Hamari saja do Shahe Hindul Wali Tum ho Khwaja Hamko Ajmer Apna dikhado Tumho Waliyon ke Raja Jo Hindul Wali Tumse faili hai Khwaja yahan roshni Hamko Ajmer bulwalo Khwaja Sakhi Door reh kar kategi na ye Zindagi Shahe Hindul Wali Tum ho Khwaja Hamko Ajmer Apna dikhado Tum Ata-e-Rasoole Khuda ho Ham Garibon ka Tum Aasra ho Sadka Panjtan ka Sanjar ke Wali Meri Bigdi bhi Khwaja banado Shahe Hindul Wali Tum ho Khwaja Hamko Ajmer Apna dikhado Dare Khwaja pe Sawali ko khada rehne do Sar Nadamat se juka hai to juka rehne do Khud hi farmayeinge Mujrim pe Wo Rehmat ...

Chisht ke Badshah Khwaja-e-Khwajgan Lyrics

Ya Mueen Ya Mueen Ya Mueen Ya Mueen Suno na fariyad More Khwaja Suno na fariyad Suno na More Khwaja Suno na fariyad More Khwaja Maherbani karo Aye Shahe Maherban Maherbani karo Aye Shahe Maherban Chisht ke Badshah Khwaja-e-Khwajgan Hai Mera Aasra Aapka Aastan Mere Khwaja ji Maheshar mein na bhul jana Hai Mera Aasra Aapka Aastan Hai Mera Aasra Aapka Aastan Mein hun bhatka hua rah dikha do Muje Meri adna Tamanna kahe ye Muje Rehbare Rehbaran Aarife Aarifan Chisht ke Badshah Khwaja-e-Khwajgan Hai Mera Aasra Aapka Aastan Maherbani karo Aye Shahe Maherban Chisht ke Badshah Khwaja-e-Khwajgan Hai Mera Aasra Aapka Aastan Tere Dar ke bhikari Sikander banein Auliya ban gaye kai kalandar bane Kar diya Tune mangton ko Qutbe Jahan Chisht ke Badshah Khwaja-e-Khwajgan Hai Mera Aasra Aapka Aastan Maherbani karo Aye Shahe Maherban Chisht ke Badshah Khwaja-e-Khwajgan Hai Mera Aasra Aapka Aastan Muje yakeen hai Mein Pul-Sirat se guzar jaunga

Ye desh hai mere khwaja ka Lyrics

Ye desh hai mere khwaja ka Khwaja ka mere khwaja ka Ye desh hai mere khwaja ka Khwaja hind ke raja ka Ye desh to ala hazrat ka Ye desh nizamuddin ka hai Shahe alam shahe meena Ye desh to kutbu ddeen ka hai Makhdoom ali aur haji ali Ye desh to taajuddin ka hai Ye desh hai mere khwaja ka Khwaja ka mere khwaja ka Ye desh hai mere khwaja ka Khwaja hind ke raja ka

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics / क्या मुहम्मद का प्यारा नहीं हूँ / کیا محمد کا پیارا نہیں ہوں

Ya Husain Ibne Ali Lyrics / या हुसैन इब्ने अली / یا حسین ابن علی in English Hindi Urdu

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar Lyrics / मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर / مرحبا مرحبا، اے علی کے پسر

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics / शाह सवार-ए-कर्बला की शाह सवारी को सलाम / شاہ سوارِ کربلا کی شاہ سواری کو سلام

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics / उस हुसैन इब्न-ए-हैदर पे लाखों सलाम / اس حسین ابنِ حیدر پہ لاکھوں سلام

अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन / اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلا سَیَّدْنا و مَولانا مُحَمّدٍ / Allah humma Sallay Ala Sayyidina Maulana Muhammadin

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

अल-मदद पीरान-ए-पीर या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर / المدد پیران پیر، یا غوثُ الاعْظَم دستگیر / Al Madad Peerane Peer gaus-e-aa'zam dastageer Lyrics

husain zindabaad zindabaad rahega || हुसैन ज़िंदाबाद ज़िंदाबाद रहेगा || حسین زندہ باد زندہ باد رہیگا || Lyrics

Madine Qafile Jate hai Main bhi Aaunga / मदीने काफिले जाते हैं में भी आऊंगा / مدینے قافلے جاتے ہیں میں بھی آؤں گا