Khushiyaan Manaao Dhoomein Machaao Aa gae Sarkar Lyrics || Roman(ENG) & हिंदी(HINDI)
Roman(ENG): Khushiyaan Manaao Dhoomein Machaao Aa gaye Sarkar Khushiyaan Manaao Dhoomein Machaao Aamad hui hai Inki sab Zulmatein chhati hein Aaj diwaanon mil kar Bolo Aa gaye Sarkaar Khushiyaan Manaao Dhoomein Machaao Pur Noor hai Ye Aalam Sab muskura rahe hein Unki Aamad ke Charche hein Aa gaye Sarkaar Khushiyaan Manaao Dhoomein Machaao Aaqa ki Aamad se to soye naseeb jaage Kul Nabiyon ke Sarwar aaye Aa gaye Sarkaar Khushiyaan Manaao Dhoomein Machaao Mehshar ke Roz Jinse Pehchaane jaaenge Ham Kyun gabraate ho diwaanon Aa gaye Sarkaar Khushiyaan Manaao Dhoomein Machaao Ghar Ghar charaagaan karlo Galiyon ko jagmagao Milke lagaao Naara khushi ka Aa gaye Sarkaar Khushiyaan Manaao Dhoomein Machaao Nazranaa-e-Aqidat jo pesh kar raha hun Naat likkhi hai Aaj Ali ne Aa gaye Sarkaar Khushiyana Manaao Dhoomein Machaao हिंदी(HINDI): खुशियां मनाओ, धूमें मचाओ आ गए सरकार खुशियां मनाओ, धूमें मचाओ आमद हुई है इनकी , सब ज़ुल्म...