Malik Ne Banaye Sare, Ye Donon Jahaan ke Nazare Full Lyrics / मालिक ने बनाए सारे ये दोनों जहाँ के नज़ारे / مالک نے بنائے سارے، یہ دونوں جہاں کے نظارے
maalik ne banaaye saare, ye dono jahaan ke nazare aaye lakhon payambar jahaan mein magar koi allah ko itna pyaara nahin arshe aazam pe ek mustafa ke siwaa phir khuda ne kisi ko pukaara nahin jo muhammad ki ulfat ka qaaeel nahin dono aalam mein uska guzaara nahin khud khuda wande aalam ne farmaan diya jo nabi ka nahin wo hamaara nahin ye muhabbat aqeedat hai ehsaaan hai ye nawazish meharbani ye shaan hai meri ummat jahannam ka munh dekh le ye rasool-e-khuda ko gawaara nahin jafa karne wale wafaa kab karega bata to sahi faisla kab karega seher ho chuki iltija kab karega tu sajde mein jaake dua kab karega qaza karne waala ada kab karega ibaadat khuda ki bataa kab karega jo waada kiya hai wafaa kab karega dil-o-jaan un par fidaa kab karega marz badh raha hai dawaa kab karega maalik ne banaaye saare, ye dono jahaan ke nazare nabi ke waaste, nabi ke waaste allah ne dekho utaare, quraan ke teesno paare nabi ke waaste, nabi ke waaste imaan ke phool khilaaye, bharat mein khwaaja aaye nab...