Posts

Showing posts with the label iqbal naat

Aye Jalwaa-e-Janaana Lyrics / ऐ जल्वा-ए-जानाना / اے جلوۂ جانانا

aye jalwaa-e-janaana Naat-Khwaan: Gulam Mustafa aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana ek baar karam farmaana mere khwaab mein aajana aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana hasrat hai ke anwaar-e-sarkaare umam dekhein aankhein bhi to hon aisi jin aankhon se ham dekhein aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana roze ke tasawwur mein noor noor hai chehre par aaeena hamein dekhe aaeene ko ham dekhein aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana ham chhod ke is dar ko barbaad hue kya kya is dar se lipat jaayein fir unka karam dekhein aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana har naksh hi roze ka hai jannati nazaara kis naksh ko ham chumein kis naksh ko ham dekhein aye jalwaa-...

Jahan roza-e-paak-e-khairul wara hai Lyrics / जहाँ रोज़ा-ए-पाक-ए-ख़ैरुल वरा है / جہاں روضۂ پاکِ خیر الورٰی ہے

jahaan roza-e-paak-e-khairul wara hai jahaan roza-e-paak-e-khairul wara hai wo jannat nahi hai to fir aur kya hai kahan main aur kahan ye madine ki galiyan ye kismat nahi hai to fir aur kya hai muhammad ki azmat ko kya poochhte ho ke wo saahib-e-kaaba-kawsain thehre bashar ki sare arsh mehmaan-nawaazi ye azmat nahi hai to fir aur kya hai jo aasi ko kaamli mein apni chhupa le jo dushman ko bhi zakhm kha kar dua de use aur kya naam dega zamaana wo rehmat nahi hai to fir aur kya hai qayamat ka ek din mu’ayyann hai lekin hamare liye har naqas hai qayamat madine se hum jaa-nisaaron ki doori qayamat nahi hai to fir aur kya hai tum iqbal ye naat keh to rahe ho magar ye bhi socha ke kya kar rahe ho kahan tum kahan madh-e-mamdooh-e-yazdaan ye jurrat nahi hai to fir aur kya hai जहाँ रोज़ा-ए-पाक-ए-ख़ैरुल वरा है जहाँ रोज़ा-ए-पाक-ए-ख़ैरुल वरा है वो जन्नत...

मदीने का सफ़र है और मैं नमदीदा नमदीदा / مدینے کا سفر ہے اور میں نم دیدہ نم دیدہ / Madine ka safar hai aur mein Namdeeda Namdeeda Lyrics

madine ka safar hai aur mein namdeeda namdeeda madine ka safar hai aur mein namdeeda namdeeda zabeen afsurda afsurda kadam lagzida lagzida chala hun ek mujrim ki tarha mein janib-e-tayba nazar sharminda sharminda badan larzida larzida kisi ke hath ne mujko sahara de diya warna kaha mein aur kaha ye raste pechida pechida kaha mein aur kaha us roza-e-akdas ka nazara nazar us simt uthti hai magar duzdida duzdida gulamane muhammad dur se pahechane jaate hain dil-e-girwida girwida sar-e-shorida shorida madine jaake hum samjhe taqaddus kisko kehte hain hawa pakiza pakiza faza sanjida sanjida basarat kho gayi lekin basirat to salamat hai madina humne dekha hai magar na deeda na deeda wohi iqbal jisko naaz tha kal khushmijazi par firāq-e-tayba mein rehta hai ab ranjeeda ranjeeda madine ka safar hai aur mein namdeeda namdeeda zabeen afsurda afsurda kadam lagzida lag...

Faslon ko Takalluf hai ham se agar naat Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu

faaslo.n ko takalluf hai ham se agar faaslo.n ko takalluf hai ham se agar ham bhi be-bas nahi.n be-sahaara nahi.n khud unhi.n ko pukaarenge ham door se raaste me.n agar paao thak jayenge ham madine me.n tanha nikal jaayenge aur galiyo.n me.n qasdan bhatak jaayenge ham wahaa.n jaake waapas nahi.n aayenge dhundhte dhundhte log thak jaayenge jaise hi sabz gumbad nazar aayega bandagi ka kareena badal jaayega sar juka ne ki fursat milegi kise khud hi palko.n se sajde tapak jaayenge naam-e-aaqa jahaa.n bhi liya jaayega zikr unka jahaa.n bhi kiya jaayega noor hi noor sino.n me.n bhar jaayega saari mehfil me.n jalwe lapak jaayenge aye madine ke zaa.ir ! KHuda ke liye daastaan-e-safar mujhko yu.n mat suna baat badh jaayegi dil tadap jaayega mere mohtaat aansu chhalak jaayenge unki chashm-e-karam ko hai iski khabar kis musaafir ko hai kitna shauk-e-safar ham ko iqbal jab bhi ijaazat mili ham bhi aaqa ke darbaar tak jaayenge फासलों को तकल्लुफ है हम से अगर फासलों को तकल...

Mera dil tadap raha hai Lyrics

Mera dil tadap raha hai Mera jal raha hai sina Ke dawa vahi milegi Muje le chalo Madina Nahi maalo zar to kya hai Mein garib hun yahi naa Mere ishk mujko le chal Tu hi janib e madina Mera dil tadap raha hai Mera jal raha hai sina Ke dawa vahi milegi Muje le chalo Madina Deedare Mustafa ko Ankhen taras rahi hein Dushwar ho gaya hai Unke bagair jina Madina Mera dil tadap raha hai Mera jal raha hai sina Ke dawa vahi milegi Muje le chalo Madina Tasweer e Mustafa jo Nazar aa rahi hai dil mein Mein sochta hun dil mein Mera dil hai ya Madina Mera dil tadap raha hai Mera jal raha hai sina Ke dawa vahi milegi Muje le chalo Madina Muje gardishon na chhedo Mera hai koi jaha mein Mein abhi pukar lunga Nahin dur hai Madina Mera dil tadap raha hai Mera jal raha hai sina Ke dawa vahi milegi Muje le chalo Madina Shabo Roz bad raha hai Meri tishnagi ka aalam Ye pyas kab bujegi Mere saki e Madina Mera dil tadap raha hai Mera jal raha hai ...

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics / क्या मुहम्मद का प्यारा नहीं हूँ / کیا محمد کا پیارا نہیں ہوں

Ya Husain Ibne Ali Lyrics / या हुसैन इब्ने अली / یا حسین ابن علی in English Hindi Urdu

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar Lyrics / मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर / مرحبا مرحبا، اے علی کے پسر

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics / शाह सवार-ए-कर्बला की शाह सवारी को सलाम / شاہ سوارِ کربلا کی شاہ سواری کو سلام

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics / उस हुसैन इब्न-ए-हैदर पे लाखों सलाम / اس حسین ابنِ حیدر پہ لاکھوں سلام

अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन / اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلا سَیَّدْنا و مَولانا مُحَمّدٍ / Allah humma Sallay Ala Sayyidina Maulana Muhammadin

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

अल-मदद पीरान-ए-पीर या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर / المدد پیران پیر، یا غوثُ الاعْظَم دستگیر / Al Madad Peerane Peer gaus-e-aa'zam dastageer Lyrics

husain zindabaad zindabaad rahega || हुसैन ज़िंदाबाद ज़िंदाबाद रहेगा || حسین زندہ باد زندہ باد رہیگا || Lyrics

Madine Qafile Jate hai Main bhi Aaunga / मदीने काफिले जाते हैं में भी आऊंगा / مدینے قافلے جاتے ہیں میں بھی آؤں گا