kya batau ki kya madina hai naat lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है / کیا بتاؤں کی کیا مدینہ ہے
kya batau.n ki kya madina hai kya batau.n ki kya madina hai bas mera mudda'aa madina hai uth ke jaau.n kaha.n madine se kya koi dusra madina hai kya batau.n ki kya madina hai uski aankho.n ka noor to dekho jiska dekha hua madina hai k ya batau.n ki kya madina hai dil me.n ab koi aarzu hi nahi.n ya muhammad hai , ya madina hai k ya batau.n ki kya madina hai duniya wale to dard dete he.n zakhmi dil ki dawa madina hai k ya batau.n ki kya madina hai mere aaqa ! mujhe bula lijiye mujhko bhi dekhna madina hai k ya batau.n ki kya madina hai dil fidaa hai madine wale par dil munawwar ! mera madina hai k ya batau.n ki kya madina hai क्या बताऊँ की क्या मदीना है क्या बताऊँ की क्या मदीना है बस मेरा मुद्द'आ मदीना है उठ के जाऊं कहाँ मदीने से क्या कोई दूसरा मदीना ...