Mohabbat mein apni guma Ya Ilahi Lyrics / मुहब्बत में अपनी गुमाँ या इलाही / محبت میں اپنی گما یا الٰہی
mohabbat mein apni guma ya ilahi mohabbat mein apni guma ya ilahi na paaun mein apna pata ya ilahi rahu mast-o be-khud mein teri wila mein pila jaam aisa pila ya ilahi mein bekaar baaton se bach kar hamesha karun teri hamd-o-sana ya ilahi mere ashq bahte rahein kaash har dam tere khauf se ya khuda ya ilahi tere khauf se tere dar se hamesha mein thar thar rahun, kampta ya ilahi mere dil se duniya ki ulfat mita de mujhe apna aashiq bana ya ilahi mere dil se duniya ki chahat mita kar kar ulfat mein apni fana ya ilahi tu apni wilayat ki khairat de de mere gaus ka wasita ya ilahi gunahon ne meri kamar todh daali mera hashr mein hoga kya ya ilahi gunahon ke amraaz se neem jaan hoon paaye murshidi de shifa ya ilahi bana de mujhe nek, nekon ka sadqa gunahon se har dam bacha ya ilahi mera har amal bas tere waaste ho kar ikhl...