Posts

Showing posts with the label barah rabi ul avval

उनका मंगता हूँ जो मंगता नहीं होने देते / ان کا منگتا ہوں جو منگتا نہیں ہونے دیتے / Unka mangta hu Jo mangta nahi hone dete Lyrics

unka mangta hoon jo mangta nahin hone dete Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri ban gayi baat unka karam ho gaya shaakhe nakhle tamanna hari ho gayi mere lab pe madine ka naam aa gaya baithe baithe meri haazari ho gayi mujhpe kitna niyaazi karam ho gaya duniya kehne lagi panjatan ka gadaa is garaane ka jabse main nokar huaa sabse acchhi meri nokari ho gayi unka mangta hoon jo mangta nahin hone dete ye hawaale, mujhe ruswa nahin hone dete mere har ayb ki karte hain wo pardaa poshi mere jurmon ka tamaasha nahin hone dete unka mangta hoon jo mangta nahin hone dete apne mangton ki wo fehrist mein rakhte hain sadaa mujhko mohtaaj kisi ka nahin hone dete unka mangta hoon jo mangta nahin hone dete hai ye imaan ke aayenge lahad mein meri apne mangton ko wo tanha nahin hone dete unka mangta hoon jo m...

Be-misl hai Konain mein Sarkar ka Chehra Lyrics / बेमिस्ल है कौनेन में सरकार का चेहरा / بے مثل ہے کونین میں سرکار کا چہرہ

be-misl hai konain mein sarkar ka chehra be-misl hai konain mein sarkar ka chehra aayina-e-haq hai shahe abrar ka chehra dekhein to dua mange yahi yusufe qin'aa takta rahu khalik tere shahkar ka chehra aye mutallibi phool baharon ke payambar khilta hai tere naam se gulzar ka chehra khurshide halima teri mushtaq hein ankhein bhata nahin ab maah ziyawar ka chehra aye khuld karunga tera didar bhi lekin is dam hai nazar mein tere mukhtar ka chehra wasshams ki ye wa we kasam kehti hai mud kar be-dag raha shah ke kirdar ka chehra jalwon se ho ma'moor na kyun dil ka madina aankhon mein hai us matla-e-anwar ka chehra dorane shafa'at wo sukun baksh dilase be-fikr nadamat hai gunahgar ka chehra puchha jo ye saeel ne ke kya chiz hai ahsan siddiq ne barjasta kaha yaar ka chehra jabke jo naseer aankh dame naz'ato ya rabb putli mein fire...

Mithro Mohammad Aayo Salle Ala sab gaayo Lyrics in English Hindi ~ Islamic Naat Lyrics

mithro muhammad aayo, salle 'ala sab gaayo bhali kare aaya, bhali kare aaya bhali kare aaya, bhali kare aaya baaraa rabi-ul-awwal ! Di hi bhalaaro aa paida kyo allah pajo, mahboob pyaaro aa mithro muhammad aayo, salle 'ala sab gaayo mithro muhammad aayo, salle 'ala sab gaayo daai halima bhaagan waari, bhaagan waari jehji jugi thei roshan saari, roshan saari sohne jie akh kholi, ilallah ji lile loree mithro muhammad aayo, salle 'ala sab gaayo bhali kare aaya, bhali kare aaya bhali kare aaya, bhali kare aaya baaraa rabi-ul-awwal ! Di hi bhalaaro aa paida kyo allah pajo, mahboob pyaaro aa mithro muhammad aayo, salle 'ala sab gaayo sab hi manaayo jashn-e-wiladat, jashn-e-wilaadat maula asaa.n te kei aa inaayat , kei aa inaayat  ummat laay thyo inaam aa, sab nabiyan jo imaam aa mithro muhammad aayo, salle 'ala sab gaayo bhali kare aaya, bhali kare aaya bhali kare aaya, bhali kare aaya baaraa rabi-ul-awwal ! Di hi bhalaaro aa paida kyo allah pajo, mahboob pya...

Tera Khawan Main Tere Geet gawan Ya Rasool Allah Lyrics in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

tera khaawaa.n mai.n tere geet gaawaa.n ya rasulallah ! tera khaawaa.n mai.n tere geet gaawaa.n ya rasulallah ! tera milaad mai.n kyu.n naa manavaa.n ya rasulallah !   haliima kar kadi vekhe, kadi sarkaar nu.n vekhe mai.n kedi sej tere laii sajavaa.n ya rasulallah ! tera milaad mai.n kyu.n naa manavaa.n ya rasulallah !   mera dil vi choh.nda aye, tusi mere vi ghar aao mai.n kede maan thi tennu.n bulaavaa.n ya rasulallah ! tera milaad mai.n kyu.n naa manavaa.n ya rasulallah !   jagaao bhaag mere vi abu ayyub de vagoo.n muqaddar oas da kitthu.n le aavaa.n ya rasulallah ! tera milaad mai.n kyu.n naa manavaa.n ya rasulallah !   mai.n kuchh vi naii.n che tere naal meri koii nisbat nai.n mai.n sab kuchh haa.n ch mai.n tera sadavaa.n ya rasulallah ! tera milaad mai.n kyu.n naa manavaa.n ya rasulallah !   suna hai aap har aashiq ke ghar tashriif laate hai.n mere ghar me.n bhi ho jaae charaagaa.n ya rasulallah ! tera milaad mai.n kyu.n naa manavaa.n ya rasulallah ! ...

Noor se Apne Sarware Aalam Duniya Jagmagane aaye || नूर से अपने सरवरे आलम दुनिया जगमगाने आये || Lyrics

Roman(ENG): Noor se Apne Sarware Aalam Duniya Jagmagane aaye Gam ke maron Dukhiyaron ko Sine se lagane aaye Noore Nigaahe Ambiya Mere Huzur aa gaye Shano Nishane Kibriya Mere Huzur aa gaye Noor se Apne Sarware Aalam Duniya Jagmagane aaye Nikhra hua hai Roo-e-Ghul , Faili hui hai Boo-e-Ghul Banke Bahaare Jaan-Fiza Mere Huzur aa gaye Noor se Apne Sarware Aalam Duniya Jagmagane aaye Ashkon se bhar kar Jholiyaan Aankhein bichha do Raah mein Salle-Ala ki do sadaa Mere Huzur aa gaye Noor se Apne Sarware Aalam Duniya Jagmagane aaye Saaeem kamaale Zauq se , Qalbo Nazar ko Shauq se Raahon mein Aaj do bichha Mere Huzur aa gaye Noor se Apne Sarware Aalam Duniya Jagmagane aaye हिंदी (HINDI): नूर से अपने सरवरे आलम दुनिया जगमगाने आये गम के मारों दुखियारों को सीने से लगाने आये नूरे निगाहें अम्बिया मेरे हुज़ूर आ गए शानो निशाने किब्रिया मेरे हुज़ूर आ गए नूर से अपने सरवरे आलम दुनिया जगमगाने आये निखरा हुआ है रू-इ-गुल फैली हुई है बू-इ-गुल बनके बहारे जां-फ़िज़ा मेरे हुज़ूर आ गए ...

Sikka Chalega Amena ka Laal ka Lyrics || Gulam Mustafa Qadri || Roman(ENG) & हिंदी(HINDI)

Roman(ENG): Sikka Chalega Amena ka Laal ka Sikka Chalega Amena ka Laal ka Purnoor hai Zamana Sub-he Shabe Wilaadat Parda utha hai Kiska Sub-he Shabe Wilaadat Fasle Bahaar aayi Shakle Nigaar aayi Gulzaar hai Zamaana Sub-he Shabe Wilaadat Dil Jagmaga rahe hein Qismat Chamak utthi hai Faila naya Ujaala Sub-he Shabe Wilaadat Roohul Ameen ne gaada Kaabe ki chhat pe janda Ta-Arsh uda Farera Sub'he Shabe Wiladat Baanta hai do jahan mein Tune Ziya ka baada Dede Hasan ka hissa Sub'he Shabe Wiladat Aayi nayi hukumat sikka naya chalega Aalam ne rang badla Sub'he Shabe Wiladat Sikka Chalega Amena ka Laal ka Sikka Chalega Amena ka Laal ka Sub-h Taybaah mein hui bant-ta hai baada Noor ka Sadqa lene noor ka aaya hai Taara Noor ka Jo Gada dekho liye jata hai Toda Noor ka Noor ki Sarkaar hai Kya Isme Toda Noor ka Mein gada Tu Badshaah bharde piyaala Noor ka Noor din duna Tera de dal Sadqa Noor ka Taaj waale dekh kar Tera Imaama Noor ka Sar jukaate hein Ilaahi Bo...

Hum Apne Nabi Pak se yun Pyar karenge Lyrics || हम अपने नबी पाक से यूँ प्यार करेंगे || Hafiz Tahir Qadri || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Image
Roman(Eng): Hum Apne Nabi Paak se yun Pyar karenge Har Haal mein Sarkar ka Milad karenge Jashne Wiladat ki Ronak pe Yaaron Marte hein Sunni Marte raheinge Apne Nabi ki Azmat ka charcha Karte hein Sunni Karte raheinge Kuchh Jalne wale dekh ke kehte hein Hamesha Sarkar ki Aamad pe lagate hein Kyun Paisa Ye Paisa to Kya cheez hai Ham Ghar bhi lutaade.n Koi Nahin Jahaan mein Sarkar ke Jaisa Ham Apne Nabi Paak se yun Pyar karenge Har Haal mein Sarkar ka Milad karenge Mere Sarkaar Aaye Mere Dildaar Aaye Mere Nabi aa gaye Marhaba Ya Mustafa Pyare Nabi aa gaye Marhaba Ya Mustafa Lajpal Nabi aa gaye Marhaba Ya Mustafa Ghamkhar Nabi aa gaye Marhaba Ya Mustafa Sahibe Meraaj Nabi, Aasiyon ki Laaj Nabi Nabiyon ke Sartaaj Nab,i Kal bhi the aur Aaj Nabi Do Jahaan ke Raaj wale Mere Nabi aa gaye Har Kharji Fasaadi Watan se bhagaeinge Padh ke Durood Sabko Miladi banaeinge Laaeinge Ham Huzur ka Islam Takht par La-Deeniyat ke Sare Buton ko giraeinge Ham Apne Nabi Paak ...

Gali Gali Saj gayi Shaher Shaher Saj gaya || गली गली सज गयी, शहर शहर सज गया || Lyrics || Haifz Tahir Qadri

Image
Roman(Eng): Gali Gali Saj Gayi, Shehar Shehar Saj gaya Aaye Nabi Pyare Nabi, Mera bhi Ghar Saj gaya Marhaba Ya Mustafa Marhaba Ya Mustafa Mustafa se Pyar hai Dil se Ye Ikrar hai Har koi Milade Nabi karne ko Tayyar hai Marhaba Ya Mustafa Marhaba Ya Mustafa Duniya mein Jahan bhi rahein Aabad rahenge Jo Aamena ke Laal ka Milad karenge Jande lagao Khushiyan manao Karke Charagan Khushiyan manao Aashiq ne Madani Lighton se Ghar Jagmaga diya Ye Jashn Zaroori hai Sabhi ko bata diya Munkir Ye Tera Bugz hai Milade Nabi se Jo Sara Saal Jalta tha Wo bhi buja diya Milad pe Charagaan na sahi  Jo Bulb sara Saal Jalta tha Wo bhi buja diy Gali Gali Saj Gayi Shehar Shehar Saj gaya Aaye Nabi Pyare Nabi Mera bhi Ghar Saj gaya Duniya mein Jahan bhi rahein Aabad rahenge Jo Aamena ke Laal ka Milad karenge Sarkar ke Milad pe Kyun Aetraz hai Ye Baat Khushi ki hai Aur Tu Naraz hai Lagta hai Teri Daal mein Kala Zarur hai Milad manane pe Hamein Dil se Naaz hai Duniya me...

Mustafa Mustafa Rehmate Do Jahan Lyrics || Tahir Qadry

Image
Mustafaa Mustafaa Mustafaa Mustafaa Mustafaa Mustafaa Rehmate Do Jahaan Jisko Jo bhi Mila Tere Sadqe mila Roze Mehshar Hamein Tum nahin bhulna Ya Habeebi Muhammad Mein kehta raha Noor ke Motiyon ki Ladi ban gayi Aayaton se milaata raha Aayatein Fir Jo Dekha to Naate Nabi ban gayi Mustafaa Mustafaa Rehmate Do Jahaan Jisko Jo bhi Mila Tere Sadqe mila Roze Mehshar Hamein Tum nahin bhulna Jab hua Tazkira Husne Mehboob ka Waddohaa Keh diya Wal Qamar Padh liya Aayaton ki Tilaawat bhi hoti rahi Naat bhi ban gayi Baat bhi ban gayi Mustafaa Mustafaa Rehmate Do Jahaan Jisko Jo bhi Mila Tere Sadqe mila Roze Mehshar Hame Tum nahin bhulna Jo bhi Aansu bahe Mere Sarkar ke Sab ke Sab Abre Rehmat ke chhinte bane Chha gayi Raat Jab Zulf Lehra gayi Jab Tabassum kiya Chandani ban gayi Mustafaa Mustafaa Rehmate Do Jahaan Jisko Jo bhi Mila Tere Sadqe mila Roze Mehshar Hamein Tum nahin bhulna Naat Khwan :  Hafiz Tahir Qadri Click Here to view all naats of Hafiz Tahir Qadri

Mubarak ho wo Shah Parde se bahar aane wala hai Lyrics

Marhaba Ya Mustafa Marhaba Ya Mustafa Marhaba Ya Mustafa Marhaba Ya Mustafa Sarkar ki Aamad Marhaba Sardar ki Aamad Marhaba Marhaba Ya Mustafa Marhaba Ya Mustafa Marhaba Ya Mustafa Marhaba Ya Mustafa Mubarak ho Wo Shah Parde se baahar aane wala hai Gadaee ko zamana jiske dar par aane wala hai Marhaba Ya Mustafa Marhaba Ya Mustafa Marhaba Ya Mustafa Marhaba Ya Mustafa Fakiron se kaho haazir hon jo mangenge payenge Wo fariyad-ras bekas ka yaawar aane wala hai Marhaba Ya Mustafa Marhaba Ya Mustafa Marhaba Ya Mustafa Marhaba Ya Mustafa Kahan hein tuti ummidein kahan hein besahare Dil Garibon ki madad bekas ka yaawar aane wala hai Marhaba Ya Mustafa Marhaba Ya Mustafa Marhaba Ya Mustafa Marhaba Ya Mustafa Gunahgaron na ho maayus Tum Apni rihayi se Madad ko Wo Shafee-e-Roze Mehshar aane wala hai Marhaba Ya Mustafa Marhaba Ya Mustafa Marhaba Ya Mustafa Marhaba Ya Mustafa Hasan kehde uthein sab ummati taazim ki khaatir Apna Peshwaa Apna Payambar aane wala hai Marha...

Ye Kehti thi Ghar Ghar mein Ja Kar Haleema Lyrics in Roman(Eng) & Hindi(हिंदी)

Roman (Eng): Saher ka Waqt tha Masoom kaliyan Muskurati thi Hawaein Khair Makdam ke Tarane Gungunati thi Abhi Jibreel bhi Utre na the Kaabe ke Mimbar se Ke Itne mein Sada Aayi Ye Abdullah ke Ghar se Mubarak ho Shahe Har Do-Sara Tashreef Le Aaye Mubarak ho Muhammad Mustafa Tashreef Le Aaye Ye Kehti thi Ghar Ghar mein Ja Kar Haleema Mere Ghar mein Khairul Wara Aa gaye hein Uthi Chaar-soo Rehmaton ki Ghatayein Muattar Muattar hein Saari Fazaaein Khushi mein Ye Jibreel Nagmein Sunaye Wo Shaf-e-Roze Jaza Aa gaye hein Ye Kehti thi Ghar Ghar mein Ja Kar Haleema Mere Ghar mein Khairul Wara Aa gaye hein Ye Zulmat se Keh do ke Dere Utha lein Ke hein Har Taraf Ab Ujaale Ujaale Kaha Jinko Haq ne Siraajun Muneera Mere Ghar Wo Noore Khuda Aa gaye hein Ye Kehti thi Ghar Ghar mein Ja Kar Haleema Mere Ghar mein Khairul Wara Aa gaye hein Ye Sun kar Sakhi Aapka Aastana Hai Daaman Pasaare huye Sab Zamaana Nawaason ka Sadqa Nigahe Karam ho Tere Dar pe Tere Gadaa Aa g...

Wo Aaya Halima ki Aankhon ka Taara Lyrics || Zahra Abbasi

Wo Aaya Halima ki Aankhon ka Taara Bana Jis Ki Khatir Zamana Ye Sara Wo Aaya Halima ki Aankhon ka Taara Sunate hein Ham Aaj Jis Ke Tarane Wo Khud aa gaye Apni Mehfil Sajane Badal Jayega Ab Mukaddar Hamara Wo Aaya Halima ki Aankhon ka Taara Zameen par Fida Aaj Arshe Bari hai Nabi ji ki Mehfil bhi Kitni Haseen hai Aaqa ki Mehfil bhi Kitni Haseen hai Hai Kitna Haseen Ye Sama Pyara Pyara Wo Aaya Halima ki Aankhon ka Taara Ye Husne Nabuwwat ki Aamad ki Shab hai Ye Maahe Risalat ki Aamad ki Shab hai Na Mehroom rehna na Sona Khudara Wo Aaya Halima ki Aankhon ka Taara Yakeen hai ke Khairat Aesi bategi Kisi ki bhi Jholi na Khali rahegi Hua Rahmaton ka hai Saeem Ishara Wo Aaya Halima ki Aankhon ka Taara Bana Jis Ki Khatir Zamana Ye Sara Wo Aaya Halima ki Aankhon ka Taara

Mera Akida hai Saccha Haziro Nazir hein Aaqa Lyrics || Furqan Qadri

Mera Akida hai Saccha Haziro Nazir hein Aaqa Bole ga Baccha Baccha Haziro Nazir hein Aaqa Ye Hadiso Quran mein Baat yahi hai Waliyon mein Kehti hai Sari Duniya Haziro Nazir hein Aaqa Mera Akida hai Sachcha Haziro Nazir hein Aaqa Bole ga Baccha Baccha Haziro Nazir hein Aaqa Khwab mein NoorudDin ke Wo Dushman aake dikhate hein Ab To mano hein Zinda Haziro Nazir hein Aaqa Yaume Mehshar aayenge Banke Shahid Banke Gawah Sari Kaumon par Aaqa Haziro Nazir hein Aaqa Mera Akida hai Sachcha Haziro Nazir hein Aaqa Bole ga Baccha Baccha Haziro Nazir hein Aaqa Ab Bhi Khwab mein aate hein Dil ki Baat Batate hein Ghaib ayan Un par sara Haziro Nazir hein Aaqa Bugze Nabi Jo rakhte hein Dushman Aaqa ki na suno Ye hai Sahaba ka Naara Haziro Nazir hein Aaqa Mera Akida hai Sachcha Haziro Nazir hein Aaqa Bole ga Baccha Baccha Haziro Nazir hein Aaqa Hazir hein Wo Roze mein Sari Duniya dekhte hein Jab chahein Jalwa-aara Haziro Nazir hein Aaqa Unki Hayate Akdas par Itna Ujagar...

Aaqa ka Yaume Wiladat hai Ye Jashn Hamara hai Lyrics || Haji Bilal Attari

Marhaba Marhaba Sarkar ki Aamad Marhaba Sardar ki Aamad Marhaba Salar ki Aamad Marhaba Mukhtar ki Aamad Marhaba Tajdar ki Aamad Marhaba Shandar ki Aamad Marhaba Ghamkhwar ki Aamad Marhaba Shaheryar ki Aamad Marhaba Shaher Shaher Gali Gali Jashn MiladunNabi Aashikane Mustafa ka Jazba-e-Ishke Nabi Aaqa ka Yaume Wiladat hai Ye Jashn Hamara hai Ye Din to Khuda ki Rehmat hai Ye Jashn Hamara hai Shaher Shaher Gali Gali Jashn MiladunNabi Aashikane Mustafa ka Jazba-e-Ishke Nabi Sarkar ki Aamad Marhaba Sardar ki Aamad Marhaba Salar ki Aamad Marhaba Mukhtar ki Aamad Marhaba Tajdar ki Aamad Marhaba Shandar ki Aamad Marhaba Ghamkhwar ki Aamad Marhaba Shaheryar ki Aamad Marhaba Shaher Shaher Gali Gali Jashn MiladunNabi Aashikane Mustafa ka Jazba-e-Ishke Nabi Har Samt barasti Rehmat hai Ye Jashn Hamara hai Is Din se Hamko Nisbat hai Ye Jashn Hamara hai Shaher Shaher Gali Gali Jashn MiladunNabi Aashikane Mustafa ka Jazba-e-Ishke Nabi Sarkar ki Aamad Marhaba S...

Dhoom har Janib machi hai Aap ke Milad ki Lyrics || Milad Raza Qadri

Dhoom har Janib machi hai Aap ke Milad ki Har Musalman ko khushi hai Aapke Milad ki Jin ke Amalon mein hai Sab kuchh Par Nahin Chahere pe Noor Unke Daman mein kami hai  Aap ke Milad ki Beshumar Us par barasti hein Khuda ki Rehmatein Bazm Jis Ghar mein saji hai Aap ke Milad ki Na Koi Jannat ka lalach Na koi Dozakh ka Khauf Kyun ke Nisbat mil gayi hai Aapke Milad ki Jiske Sadke mein mila hai Sari Duniya ko wujud Kya Pur-Azmat gadi hai Aapke Milad ki Noor ko Aaqa mile Deedar ki khairat ab Chakari Jo Isne ki hai Aapke Milad ki

Aa gaye Sultane Payambar Lyrics || Farhan Qadri

Kis Waste Kaynat pe ye Noor hai chhaya Is ka Jawab Hazrate Jibreel hai laya Jiske liye Khuda ne ye Kaynat banayi Wo Khatme Rasul Duniya mein Tashrif hai laya Aaya hai Mera Nabi Nabi Nabi Nabi Sohna hai Mera Nabi Nabi Nabi Nabi Aaya hai Sohna hai Aaya hai Sohna hai Sab ko Mubarak Aamade Sarwar Aa gaye Sultane Payambar Banke Khuda ki Rah ka Rahbar Aa gaye Sultane Payambar Rabb ne Use bakhshi hai Tokir nirali Sara Zamana hai Uske Dar ka Sawali Rabb ne ata ki Jisko hai Kausar Aa gaye Sultane Payambar Banke Khuda ki Rah ka Rahbar Aa gaye Sultane Payambar Labbayk Labbayk Labbayk Ya Rasulallah Labbayk Labbayk Labbayk Ya Rasulallah Karte hein Jibreel Aelan Yehi aksar Jo bhi hein Allah ke Mehbub ke Nokar Unko Mubarak Shafi-e-Mehshar Aa gaye Sultane Payambar Banke Khuda ki Rah ka Rahbar Aa gaye Sultane Payambar Wo Khilkate Awwal hein Wo Aakhari Nabi Mangaton ki Jholi bharta hai Wo Sakhiyon ka Sakhi Badshah Jiske hein Dar ke Gadagar Aa gaye Sultane Payambar ...

Aaye Aaqa Madani Aaqa Lyrics || Hafiz Ahmed Raza Qadri

Marhaba Marhaba Marhaba Marhaba Marhaba Marhaba Bara Rabiul-Awwal ko Wo  Aaya Durre Yateem Aaya Durre Yateem Bara Rabiul-Awwal ko Wo  Aaya Durre Yateem Maahe Nabuwwat Mahere Risalat Sahibe Khulke Azeem Nabiji Allah Allah Allah Allah(X3) Aaye Aaqa Madani Aaqa Mere Pyare Pyare Aaqa Allah Allah Allah Allah(X3) Jibreel Aaye Jhula Jhulaye Lori de Zishan Soja Soja Rehmate Aalam Mein Tere Qurban Nabiji Allah Allah Allah Allah(X3) Yaseeno Taha Kamli wala Quran ki Tafseer (Yaseen Wal Quranil Hakeem) (Innaka Laminal Mursaleen) (Ala Siratil Mustakeem) Yaseeno Taha Kamli wala Quran ki Tafseer Haziro Nazir Shahido Kasim aaya SirajumMunir Aaye Aaqa Madani Aaqa Mere Pyare Pyare Aaqa Pyari Pyari Surat Hasta Hasta Chehra Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Pyari Surat Hasta Chehra Munh se jhadte phool Noor Sarapa Chand sa chehra Haq ka Pyara Rasool Nabiji Allah Allah Allah Allah(X3) Aamina Bibi ke Gulshan mein Aayi hai Taaja Bahar Padhte hein Sa...

Zindagi Fir Muskurayi Lyrics || Owais Raza Qadri

Marhaba Marhaba Marhaba Marhaba (X2) Sarkar ki Aamad Marhaba Dildar ki Aamad Marhaba Manthar ki Aamad Marhaba Marhaba Marhaba Marhaba Marhaba Aamade Sarkar hai sare Jhoom ke bolo Jhoom ke bolo Aamade Mustafa Marhaba Marhaba (X2) Marhaba Marhaba Marhaba Marhaba Zindagi Fir Muskurayi (X2) Noor wala aa gaya Noor wala Noor wala aa gaya Noor wala aa gaya Zulmaton ne maat khayi (X2) Noor wala aa gaya Noor wala Noor wala aa gaya Noor wala aa gaya Aamade Sarkar hai sare Jhoom ke bolo Jhoom ke bolo (X2) Marhaba Marhaba Marhaba Marhaba Zindagi Fir Muskurayi (X2) Aamina Bibi ke Ghar mein Noor ki Barsat hai (X2) Sa'ate Milad aayi Sa'ate Milad aayi (X2) Noor wala aa gaya Noor wala Noor wala aa gaya Noor wala aa gaya Aamade Sarkar hai sare Jhoom ke bolo Marhaba (X2) Sarkar ki Aamad Marhaba Dildar ki Aamad Marhaba Manthar ki Aamad Marhaba Marhaba Marhaba Marhaba Marhaba Zindagi Fir Muskurayi (X2) Sidra wale ki Kayadat mein Salami ke liye (X2) Qudsiyon ki...

Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar Lyrics

Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar Minwwa Wajhakal Munir Lakad Nuviral Kamar Wo Noor Jalwaghar hua Jab Aamina ke Ghar Zulmat Jahan se ho gayi Kafoor Sarbasar Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar Minwwa Wajhakal Munir Lakad Nuviral Kamar Be-Mislo Be-Misal hai Beshak Tumhari Zaat Khatmul Rusool Habibe Khuda Sayyidul Bashar Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar Minwwa Wajhakal Munir Lakad Nuviral Kamar Duniya taras rahi thi Tumhe Rehmate Khuda Aane ko warna aaye Hazaro Payambar Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar Minwwa Wajhakal Munir Lakad Nuviral Kamar Unka Jamal dekhne ko Haq ata kare Salman ka Zok Hazrate Siddik ki Nazar Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar Minwwa Wajhakal Munir Lakad Nuviral Kamar Juz Unke Kis Nabi ne dikhaye hein Mo'jaze Utla fira hai Shams to Shak ho gaya Kamar Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar Minwwa Wajhakal Munir Lakad Nuviral Kamar Har Ek ka Tumne Damane Ummid bhar diya Aye Rehmate Khuda Meri Janib bhi Ek...

Aaye Aaqa Madani Aaqa Lyrics

Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Aaye Aaqa Madani Aaqa Pyare Pyare Pyare Aaqa Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Aamina Bibi ke Gulshan mein Aayi hai Taaza Bahar Padhte hein Sallalallahu Wa Sallam Aaj Daro Diwar Madani Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah BAra Rabiul Awwal ko Wo Aaya Durre Yateem Maahe Nabuwat Mehre Risalat Sahibe Khulke Azeem Madani Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Pyari Surat Hasta Chehra Munh se Jhadte Phool Noor Sarapa Chand sa Chehra Haq ka Pyara Rasool Madani Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Jibreel aaye Jhula Jhulane Lori de Zi Shaan Soja Soja Rehmate Aalam Do Jagh ke Sultan Madani Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Awwalo Aakhir Sab kuchh jane Dekhe Baeedo Kareeb Ghaib ki Khabrein dene wala Allah ka Wo Habeeb Madani Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Hamido Mehmoodo Muhammad Do Jhag ka Sardar Jhan se Pyara Raaz Dula...

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics / क्या मुहम्मद का प्यारा नहीं हूँ / کیا محمد کا پیارا نہیں ہوں

Ya Husain Ibne Ali Lyrics / या हुसैन इब्ने अली / یا حسین ابن علی in English Hindi Urdu

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar Lyrics / मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर / مرحبا مرحبا، اے علی کے پسر

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics / शाह सवार-ए-कर्बला की शाह सवारी को सलाम / شاہ سوارِ کربلا کی شاہ سواری کو سلام

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics / उस हुसैन इब्न-ए-हैदर पे लाखों सलाम / اس حسین ابنِ حیدر پہ لاکھوں سلام

अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन / اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلا سَیَّدْنا و مَولانا مُحَمّدٍ / Allah humma Sallay Ala Sayyidina Maulana Muhammadin

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

अल-मदद पीरान-ए-पीर या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर / المدد پیران پیر، یا غوثُ الاعْظَم دستگیر / Al Madad Peerane Peer gaus-e-aa'zam dastageer Lyrics

husain zindabaad zindabaad rahega || हुसैन ज़िंदाबाद ज़िंदाबाद रहेगा || حسین زندہ باد زندہ باد رہیگا || Lyrics

Madine Qafile Jate hai Main bhi Aaunga / मदीने काफिले जाते हैं में भी आऊंगा / مدینے قافلے جاتے ہیں میں بھی آؤں گا