nahin hai koi duniya mein hamara ~ tadapta hai ye dil mera lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu
nahi.n hai koi duniya mei.n hamaara ya rasulallah ! nahi.n hai koi duniya mei.n hamaara ya rasulallah ! hamei.n to aap hi ka hai sahaara ya rasulallah ! nahi.n hai koi duniya mei.n hamaara ya rasulallah ! hu.n sar se paao.n tak dooba hua gham ke samandar mei.n nahi.n aata nazar koi kinaara ya rasulallah ! nahi.n hai koi duniya mei.n hamaara ya rasulallah ! talaatum-KHaiz hai dariya, bhanwar mei.n hai meri kashti nazar aata nahi.n koi kinaara ya rasulallah ! nahi.n hai koi duniya mei.n hamaara ya rasulallah ! tadapta hai ye dil mera, tarasti hei.n meri aankhei.n bulaalo ab madine mei.n dubaara ya rasulallah ! nahi.n hai koi duniya mei.n hamaara ya rasulallah ! tadapta hai mera dil aur tarasti hei.n meri aankhei.n bulaalo ab madine mei.n dubaara ya rasulallah ! nahi.n hai koi duniya mei.n hamaara ya rasulallah ! KHuda jab tumse farmaaye, ke laao apni ummat ko humaari taraf bhi kar dena ishaara ya rasulallah ! nahi.n hai koi duniya mei.n hamaara ya rasulallah ! KHuda jab tumse farmaaye, ...