Posts

Showing posts with the label asif attari

Hazir hai Dare Daulat pe Gada, Sarkar Tawajjoh farmain Lyrics || हाज़िर है दरे दौलत पे गदा, सरकार तवज्जोह फरमाएं

Roman(ENG): haazir hai dar-e-daulat pe gada, sarkaar tawajjoh farmaae.n mohtaj-e-nazar hai haal mera, sarkaar tawajjoh farmaae.n mai.n kab aane ke qaabil tha, rahmat ne yahaa.n tak pahu.nchaya sarkaar pe tan-man-jaan fida, sarkaar tawajjoh farmaae.n aansu aansu he.n fariyaadi, aur 'arz-e-karam hichki-hichki dhadkan-dhadkan deti hai sada, sarkar tawajjoh farmaae.n ek mai.n hi nahi.n puri ummat, sari duniya sari khalqat takti hai rasta rahmat ka,  sarkaar tawajjoh farmaae.n Same Lyrics with different styles: haazir hai dar-e-daulat pe gada, sarkaar tawajjoh farmaae.n mohtaj-e-nazar hai haal mera, sarkaar tawajjoh farmaae.n mai.n kab aane ke qaabil tha, rahmat ne yahaa.n tak pahu.nchaya sarkaar pe tan-man-jaan fida, sarkaar tawajjoh farmaae.n mohtaj-e-nazar hai haal mera, sarkaar tawajjoh farmaae.n mai.n kar ke sitam apni jaa.n par, quraan se "jaauu-k" padh kar aaya hu.n bahot sharmi.nda sa, sarkaar tawajjoh farmaae.n koi sajdo.n ki saugaat hai na koi zohd-o-t...

Aah ! har lamha gunah ki kasrato bharmar hai Lyrics

Aah ! har lamha gunah ki kasrato bharmar hai Galba e shaitan hai aur nafse bad-atwar hai Mujrimon ke waste dozakh bhi sho'ala baar hai Har gunah kasdan kiya hai iska bhi ikrar hai Haaye na-farmaniyan bad-kariyan be-bakiyan Aah ! naame mein gunahon ki padhi bharmar hai Chhup ke logon se gunahon ka raha hai silsila Tere aage Ya khuda ! har jurm ka iz'har hai Ya khuda rehmat teri haawi hai tere kehr par Fazlo rehmat ke sahare jee raha badkar hai Banda e badkar hun be-had zaleelo khaar hun Magfirat farma Ilahi ! Tu bada Gaffar hai Ab sare balein khudara muskurate aaeeye Jaan balab shahe madina talibe deedar hai Gusl dene ke liye gassal bhi ab aa chuka Gusle mayyat ho raha hai aur kafan tayyar hai Ya nabi ! pani se saara jism mera dhul gaya Naama e aa'mal ko bhi gusl ab darkar hai Laad kar kandhon pe ahbab aah ! kabristan chale Wasite tadfeen ke gehra ghada tayyar hai Qabr mein mujko lita kar aur mitti dal kar Chal diye sathi na paas...

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics / क्या मुहम्मद का प्यारा नहीं हूँ / کیا محمد کا پیارا نہیں ہوں

Ya Husain Ibne Ali Lyrics / या हुसैन इब्ने अली / یا حسین ابن علی in English Hindi Urdu

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar Lyrics / मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर / مرحبا مرحبا، اے علی کے پسر

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics / शाह सवार-ए-कर्बला की शाह सवारी को सलाम / شاہ سوارِ کربلا کی شاہ سواری کو سلام

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics / उस हुसैन इब्न-ए-हैदर पे लाखों सलाम / اس حسین ابنِ حیدر پہ لاکھوں سلام

अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन / اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلا سَیَّدْنا و مَولانا مُحَمّدٍ / Allah humma Sallay Ala Sayyidina Maulana Muhammadin

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

अल-मदद पीरान-ए-पीर या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर / المدد پیران پیر، یا غوثُ الاعْظَم دستگیر / Al Madad Peerane Peer gaus-e-aa'zam dastageer Lyrics

husain zindabaad zindabaad rahega || हुसैन ज़िंदाबाद ज़िंदाबाद रहेगा || حسین زندہ باد زندہ باد رہیگا || Lyrics

Madine Qafile Jate hai Main bhi Aaunga / मदीने काफिले जाते हैं में भी आऊंगा / مدینے قافلے جاتے ہیں میں بھی آؤں گا