Har maraz ka utar gaya pani Lyrics / हर मर्ज़ का उतर गया पानी / ہر مرض کا اتر گیا پانی ||
har maraz ka utar gaya pani Naat-Khwaan: Asad Iqbal har maraz ka utar gaya pani maine zamzam ka jab piya pani dekh kar husne mustafai ko chaand ke munh mein aa gaya pani chaand talwe ko chum kar bola husn mujhpe chadh gaya pani haath utthe the mere aaqa ke kis tarah baat katta pani mustafa ke labon ka hilna tha baadalon se baras pada pani nanhe asgar ki pyaas ke sadqe saari duniya ko mil gaya pani mere shabbir chaah lete to ek thokar se phut'ta pani mere khwaja ka hukm sunte hi ek kase mein aa gaya pani aaya jab ek mas'ala aisa hai bhala kaun aur bura pani doodh ka doodh aala hazrat ne aur pani ka kar diya pani aala hazrat ka jo bhi dushman hai daaldo us pe kholta pani aye asad sab khuda ki ne'mat hai rang khushbu ghata hawa pani हर मर्ज़ का उतर गया पानी हर मर्ज़ का उतर गया पानी ...