Hazir hai Dare Daulat pe Gada, Sarkar Tawajjoh farmain Lyrics || हाज़िर है दरे दौलत पे गदा, सरकार तवज्जोह फरमाएं
Roman(ENG): haazir hai dar-e-daulat pe gada, sarkaar tawajjoh farmaae.n mohtaj-e-nazar hai haal mera, sarkaar tawajjoh farmaae.n mai.n kab aane ke qaabil tha, rahmat ne yahaa.n tak pahu.nchaya sarkaar pe tan-man-jaan fida, sarkaar tawajjoh farmaae.n aansu aansu he.n fariyaadi, aur 'arz-e-karam hichki-hichki dhadkan-dhadkan deti hai sada, sarkar tawajjoh farmaae.n ek mai.n hi nahi.n puri ummat, sari duniya sari khalqat takti hai rasta rahmat ka, sarkaar tawajjoh farmaae.n Same Lyrics with different styles: haazir hai dar-e-daulat pe gada, sarkaar tawajjoh farmaae.n mohtaj-e-nazar hai haal mera, sarkaar tawajjoh farmaae.n mai.n kab aane ke qaabil tha, rahmat ne yahaa.n tak pahu.nchaya sarkaar pe tan-man-jaan fida, sarkaar tawajjoh farmaae.n mohtaj-e-nazar hai haal mera, sarkaar tawajjoh farmaae.n mai.n kar ke sitam apni jaa.n par, quraan se "jaauu-k" padh kar aaya hu.n bahot sharmi.nda sa, sarkaar tawajjoh farmaae.n koi sajdo.n ki saugaat hai na koi zohd-o-t...