Posts

Showing posts with the label ala hazrat naat

Mustafa Jaane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics /मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम / مصطفیٰ جانِ رحمت پہ لاکھوں سلام

mustafa jaan-e-rehmat pe laakhon salaam mustafa jaan-e-rehmat pe laakhon salaam shaam-e-bazm-e-hidaayat pe laakhon salaam mehr-e-charkh-e-nubuwwat pe roshan durood ghule baagh-e-risaalat pe laakhon salaam shahr-e-yaar-e-iram taajdaar-e-haram nau bahaar-e-shafaa'at pe laakhon salaam shab-e-asraa ke dulha pe daa'im durood nosha-e-bazm-e-jannat pe laakhon salaam fath-e-baab-e-nubuwwat pe behad durood khatm-e-daura-e-risaalat pe laakhon salaam mujh se be-kas ki daulat pe laakhon durood mujh se be-bas ki quwwat pe laakhon salaam ham gareebon ke aaqa pe behad durood ham fakeeron ki sarwat pe laakhon salaam door-o-nazdeek ke sunne waale woh kaan kaan-e-laale qaraamat pe laakhon salaam jis ke sajde ko mehrab-e-kaaba jhuki un bhavon ki lataafat pe laakhon salaam jis taraf uth gayi dam mein dam aa gaya us nigaah-e-inayat pe laakhon salaam n...

Nabi Sarware Har Rasoolo wali hai / नबी सर्वर-ए-हर रसूल ओ वली है / نبی سرورِ ہر رسول و ولی ہے

nabi sarvar-e-har rasool o wali hai nabi sarvar-e-har rasool o wali hai nabi raazdaar-e-ma'llah li hai wo naami ke naam-e-khuda naam tera ra’oof-o-raheem-o-'aleem-o-'ali hai hai betaab jis ke liye arsh-e-aa'zam wo is raah rawa-e-laa-makaa.n ki gali hai nakeeren karte hein ta’zeem meri fida hoke tujh pe ye izzat mili hai talatum hai kashti pe tufaan-e-gham ka ye kaisi hawa-e-mukhaalif chali hai na kyun kar kahun ya habeebi agisni isi naam se har musibat tali hai saba hai mujhe sarsar-e-daste taiba isi se kali mere dil ki khili hai tere chaaron hamdam hein yak jaan yak dil abu bakr-o-farooq-o-usmaan ali hai khuda ne kiya tujh ko aagaah sab se do aalam mein jo kuchh khafi-o-jali hai tamanna hai farmaaiye roz-e-mehshar ye teri rihaayi ki chitthi mili hai shafa’at kare hashr mein jo raza ki siwa tere kis ko ye qudrat mili hai ...

Mangenge Mange jaayenge Munh mangi payenge Lyrics / माँगेंगे माँगते जाएंगे मुँह माँगी पाएंगे / مانگیں گے مانگتے جائیں گے

mangenge mange jaayenge munh mangi paayenge mangenge mange jaayenge munh mangi paayenge sarkar mein na 'la' hai na haajat 'agar' ki hai uff be-hayaiyan ke ye munh aur tere huzur haan tu kareem hai teri khoo darguzar ki hai tuj se chhupaun munh to karun kis ke samne kya aur bhi kisi se tawakko nazar ki hai kaabe ka naam tak na liya tayba hi kaha puchha tha mujhse jisne ke nohḏat kidhar ki hai uske tufail hajj bhi khuda ne kara diye asale muraad haazri us paak dar ki hai sarkar ham ganwaron mein tarz-e-adab kahan hamko to bas tameez yahi bhik bhar ki hai itna ajab bulandi-e-jannat pe kis liye dekha nahin ke bhik ye kis unche ghar ki hai mangta ka haath uthte hi daata ki dayn thi doori qubool-o-arz mein bas haath bhar ki hai sharbat na dein, na dein, to kare baat lutf se ye shahed ho to fir kise parwah shakar ki hai माँगेंगे माँगते...

चमक तुझ से पाते हैं सब पाने वाले / چمک تجھ سے پاتے ہیں سب پانے والے / Chamak Tujhse pate hain sab pane wale Lyrics

chamak tujh se paate hai sab paane wale chamak tujh se paate hai sab paane wale mera dil bhi chamka de chamkaane wale barasta nahin dekh kar abr-e-rahmat badon par bhi barsa de barsaane wale madine ke khitte khuda tujh ko rakhe garibon fakiron ke thehraane wale tu zinda hai wallah tu zinda hai wallah mere chashm-e-aalam se chhup jaane wale main mujrim hoon aaqa mujhe saath le lo ke raste mein hain ja baja thaane wale haram ki zameen aur kadam rakh ke chalna are sar ka mauqa hai o jaane wale tera khaaein tere gulaamon se uljhe hain munkir ajab khaane gurrane wale rahega yuhi unka charcha rahega pade khaak ho jaaye jal jaane wale raza nafs dushman hai dam mein na aana kaha tumne dekhe hain chandrane wale चमक तुझ से पाते हैं सब पाने वाले चमक तुझ से पाते हैं सब पाने वाले मेरा दिल भी चमका दे चमकाने वाले बरसता नहीं देख कर अब्र-ए-रह...

मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम / Mustafa Jaan-e-Rahmat pe lakhon salam Lyrics / مصطفیٰ جانِ رحمت پہ لاکھوں سلام

mustafa jaan-e-rahmat pe lakhon salaam mustafa jaan-e-rahmat pe lakhon salaam shaam-e-bazm-e-hidaayat pe lakhon salaam mahr-e-charkh-e-nabuwwat pe roshan durood gul-e-baag-e-risaalat pe lakhon salaam shahryaar-e-iram, taajdaar-e-haram, nau-bahaar-e-shafaa'at pe lakhon salaam shab-e-asra ke dulha pe daa'im durood nausha-e-bazm-e-jannat pe lakhon salaam arsh ki zaib-o-zeenat pe arshi durood farsh ki tayb-o-nuzhat pe lakhon salaam noor-e-aain-e-lataafat pe ulfat durood zaib-o-zeen-e-nazaafat pe lakhon salaam sarw-e-naaz-e-qadam, maghz-e-raaz-e-hikam yakka taaj-e-fazeelat pe lakhon salaam fat.h-e-baab-e-nabuwwat pe be-had durood khatm-e-daur-e-risaalat pe lakhon salaam mujh se be-kas ki daulat pe lakhon durood mujh se be-bas ki quwwat pe lakhon salaam ham gareebon ke aaqa pe be-had durood ham fakeeron ki sarwat pe lakhon salaam ...

Zarre jhar kar Teri Paizaron ke Lyrics / ज़र्रे जड़ कर तेरी पैज़ारों के / ذرّے جَڑھ کر تیری پیزاروں کے

zarre jadh kar teri paizaron ke zarre jadh kar teri paizaron ke taaj-e-sar bante hain sayyaron ke ham se choron pe jo farmaen karam khil'ate zarr banein pushtaron ke mere aaqa ka wo dar hai jis par mathe gis jaate hain sardaron ke mere isa tere sadqe jaaun toor be toor hain bimaron ke mujrimon! chashm-e-tabassum rakho phool ban jaate hain angaron ke tere abroo ke tasadduq pyare band karre hain giraftaron ke jaano dil tere qadam pe waare kya naseebe hain tere yaaron ke sidq wa adal wa karam wa himmat mein chaar soo shohratein hain in chaaron ke behr-e-tasleem-e-ali maidan mein sar jhuke rehte hain talwaron ke kaise aaqaon ka banda hoon raza bol-bale meri sarkaron ke ज़र्रे जड़ कर तेरी पैज़ारों के ज़र्रे जड़ कर तेरी पैज़ारों के ताज-ए-सर बनते हैं सैय्यारों के हम से चोरों पे जो फरमाएं करम खिलअते ज़र बने...

काबे के बद्रुद-दुजा तुम पे करोड़ों दुरूद / کعبے کے بدرالدجیٰ تم پہ کروڑوں درود / Kaabe Ke Badrud Duja Tum Pe Karodon Durood Lyrics

kaabe ke badrud-duja tum pe karodon durood kaabe ke badrud-duja tum pe karodon durood taiba ke shamsud-duha tum pe karodon durood shaafa-e-roz-e-jazaa tum pe karodon durood daafa-e-jumla balaa tum pe karodon durood dil karo thanda mera woh kaffe paa chaand sa seene pe rakhdo zaraa tum pe karodon durood aur koi gaib kya tum se nihaan ho bhalaa jab na khudaa hi chupaa tum pe karodon durood wo shab-e-me'raaj raaz wo saf-e-mehshar ka taaj koi bhi aisa huwa tum pe karodon durood kar ke tumhaare gunaah maange tumhi se panaah tum kaho daaman mein aa tum pe karodon durood ek taraf aadaa-e-deen ek taraf hein haasideen banda hai tanha shaha! tum pe karodon durood hum ne khataa mein na ki tum ne ataa me na ki koi kami sarwara tum pe karodon durood kaam wo le lijiye tum ko jo raazi kare thik ho naam-e-raza tum pe karodon durood काबे के बद्रुद-दुजा तुम पे कर...

Mustafa Khairul Wara Ho Lyrics / मुस्तफ़ा ख़ैरुल वरा हो / مصطفیٰ خیر الورى ہو

mustafa khairul wara ho mustafa khairul wara ho sarvar-e-har do sara ho apne achho ka tasadduk ham badon ko nibha ho kis ke fir ho kar rahe ham ghar tumhi ham ko na chaho bad hansein tum unki khatir raat bhar ro ro kara ho bad karein ham dam buraai tum kaho sabka bhala ho ham vahi na shita ru hai tum vahi behr-e-ata ho ham vahi shayan-e-rad hai tum vahi shan-e-sakha ho ham vahi be sharm bad hai tum vahi kaan-e-haya ho ham vahi nang-e-jafa hai tum vahi jaan-e-wafa ho ham vahi kaabil-e-saza hai tum vahi rehm-e-khuda ho charkh badle dehr badle tum badal ne se wara ho umr bhar to yaad rakha vakt par kya bhulna ho ye bhi maula arz kardun bhul agar jaao to kya ho vo ho jo tum par giraan hai vo ho jo hargiz na chaho vo ho jiska naam lete dushmanon ka dil bura ho vo h...

लम याती नज़िरुका फी-नज़रिन / لَم یَاتِ نَظِرُکَ فِی نَظَرٍ / Lam Ya Ti Naziru Ka Fee Nazarin Lyrics

lam ya ti naziru ka fee nazarin lam ya ti naziru ka fee nazarin misle tu na shud paida jaana jag raaj ko taaj tore sar soo hai tujhko shahe do sara jaana al-bahru ala wal mawju taga man bekaso tufan ho shurba manjadhar mein hun bigdi hai hawa mori nayya paar laga jaana ya shamso nazarti ila laylee choo ba-tayba rasee arze bakuni tori jhot ki jhal jhal jhag mein rachi meri shab ne na din hona jaana ana fee atashinw-wasakha-ka atam aye ghaisu-e-paak aye abre karam barsan hare rimjim rimjim do bund idhar bhi gira jaana ya qafilati zeedi ajhalak raheme barhasrate tishna lakab mora jiyara larje dharak dharak tayba se abhi na suna jaana wahan li suwaiya aatin zahabat aah ahade huzure ba raghahat jab yaad awat more kar na parat darda wo madine ka jaana al qalbo shajinw-wal hammo shujun dil zaar chunan jaan zayr chunun pat apn...

chamak tujhse pate hain sab pane wale Lyrics with tazmeen / चमक तुझसे पाते हैं सब पाने वाले / چمک تجھسے پاتے ہیں سب پانے والے

Image
chamak tujhse paate hei.n sab paane waale chamak tujhse paate hei.n sab paane waale mera dil bhi chamkaa-de chamkaane waale ! barasta nahi.n dekh kar abr-e-rahmat bado.n par bhi barsa de, barsaa ne waale ! madine ke khitte ! KHuda tujh ko rakkhe ghareebo.n fakeero.n ke thaheraane waale ! tu zinda hai walllah ! tu zinda he walllah ! mere chashm-e-'aalam se chhup jaane waale ! mai.n mujrim hu.n aaqa ! mujhe saath le-lo ke raste mei.n hei.n jaa-baja thaane waale tera khaae.n , tere ghulaamo.n se uljhe hai munkir ajab khaane-ghurraane waale rahe-ga yu.nhi unka charcha rahega pare khaak hojaayei.n jal-jaane waale ab aayi shafa'at ki sa'at ab aayi zara chain le mere gabraane waale haram ki zamee,n aur kadam rakhke chalna are ! sar ka mauka hai oh jaane-waale raza nafs dushman hai, dum mei.n na aana kahaa.n tumne dekhe hei.n chandraane waale ...

सूना जंगल, रात अंधेरी, छाई बदली काली है / سُونا جنگل، رات اندھیری، چھائی بدلی کالی ہے / Suna Jangal Raat Andheri Chhaee Badli kaali hai

suna jangal raat andheri chhai badli kaali hai suna jangal raat andheri chhai badli kaali hai sone waalon! jaagte rahiyo choron ki rakhwaali hai aankh se kaajal saaf churale yaan wo chor bala ke hein teri gathdi taaki hai aur tune nind nikaali hai ye jo tujhko bulaata hai ye thag hai maar hi rakhe ga haae musaafir ! dam main na aana mat kesi matwaali hai sona paas hai suna ban hai sona zehar hai uth pyaare tu kehta hai mithi nind hai teri mat hi niraali hai aankhe malna, dhundhaala padna, laakhon jamaee angdaai naam pe uthne ke ladta hai uthna bhi kuchh gali hai jugnu chamke patta khadke mujh tanha ka dil dhadke ban mein gata ki bhayaanak surat kaisi kaali kaali hai paaon utha aur thokar khai kuchh sambhaala phir ondhe munh mih ne fislan kar di hai aur dhur tak khai naali hai saathi saathi keh ke pukaarun saathi ho to jawaab aae fir junjhlaa kar sar de patku chal re m...

Rabbe Sallim ki Sadaye ~ Peshe Haq muzda shafaat ka sunate jaaeinge with Tazmeen Lyrics in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

  rabb-e-sallim ki sadaae.n gun-gunaate jaaenge rabb-e-sallim ki sadaae.n gun-gunaate jaaenge rabb-e-habli ummati ki rat lagaate jaaenge hum gunah-gaaro.n ko rabb se bakhshwaate jaaenge pesh-e-haq muzda shafa'at ka sunaate jaaenge aap rote jaaenge hum ko hasaate jaaenge markaz-e-rahmat banaaya , maskan-e-mahboob ko phool jannat ka diya hai gulshan-e-mahboob ko noor ka paikar banaaya hai tan-e-mabhboob ko wus'ate.n di he.n KHuda ne daaman-e-mahboob ko jurm khulte jaaenge , aur wo chhupaate jaaenge jumlaa aslaaf-o-akaabir , saare ashaab-e-uloom kar chuke he.n baarwih ke jashn ko jaaeez hukum is liye to keh raha hai ahl-e-sunnat ka hujoom hashr tak daalenge ham paidaaish-e-maula ki dhoom misl-e-faaras najd ke qil'e giraate jaaenge jaan-e-rahmat , shaan-e-rahmat he.n muhammad mustafa rahmat-ullil-aa'almee.n , quraan ne jinko kaha ban ke he.n gohar jo aaye he.n saraapaa mo'jiza khaak ho jaaye 'adoo jal kar magar ham to raza dam me.n jab tak dam hai zikr unka sunaate...

Sunte Hain Ke Mehshar Mein Sirf Unki Rasaai hai Lyrics in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

sunte hein ke mahshar mein sirf unki rasaai hai sunte hein ke mahshar mein sirf unki rasaai hai gar unki rasaai hai, lo jab to ban aai hai machla hai ke rahmat ne ummid bandhaai hai kya baat teri mujrim kya baat banaai hai sab ne shab-e-mahshar mein lalkaar diya hum ko ae bekaso ke aqa ab teri duhai hai bazar-e-amal me to soda na bana apna sarkar karam tujh mein aebi ki samaai hai aye dil ! ye sulagna kya, jalna hai to jaldi uth dam gutne laga zaalim! kya dhumi ramaai hai mujrim ko na sharmaao ahbaab kafan dhak do munh dekh ke kya hoga parde mein bhalaai hai ab aap hi sambhaalein to kaam apne sambhal jaein humne to kamaai sab khelon me gawaai hai aye ishq! tere sadke jalne se chhute saste jo aag buja degi, wo aag lagaai hai taiba na sahi afzal makka hi bada shaahid hum ishq ke bande hein, kyun baat badaai hai matlame ye shak kya tha wallah raza parwa sirf unki rasaai hai sirf unki rasaai hai

Hajiyon Aao Shahenshah ka Roza Dekho Lyrics / हाजियो! आओ, शहंशाह का रोज़ा देखो / in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

haajiyo.n ! aao, shahenshaah ka roza dekho haajiyo.n ! aao, shahenshaah ka roza dekho kaa'ba to dekh chuke, kaa'be ka kaa'ba dekho rukn-e-shaami se miti wahshat-e-shaam-e-ghurbat ab madine ko chalo, sub'he sil-aaraa dekho aab-e-zam-zam to piyaa khoob bujaaee pyaasei.n aao, jood-e-shah-e-kausar ka bhi dariya dekho zer-e-mizaab mile khoob karam ke chheente abr-e-rahmat ka yahaa.n zowar barasnaa dekho dhoom dekhi hai dar-e-kaa'ba pe betaabo.n ki unke mushtaakon mein hasrat ka tadapna dekho misl-e-parwaana fira karte the jis sham'a ke gird apni us sham'a ko parwaana yahaa.n ka dekho khoob aankho.n se lagaaya hai gilaaf-e-kaa'ba qasr-e-mahboob ke parde ka bhi jalwa dekho waa.n motiyo.n ka jigar khauf se paani paaya yaa.n siyaahkaaro.n ka daaman pe machalna dekho awwali.n khaana-e-haq ki to ziaaein dekhi.n aakhri bait e nabi ka bhi tajalla dekho zeent-e-kaa'ba mein tha laakh uruson ka banaaw jalwa-farmaa.n yahaa.n konain ka dulha dekho aima...

Wah kya Martaba Ae Ghaos hai bala Tera Lyrics in English Hindi Urdu by Sajid Qadri ~ Islamic Naat Lyrics

chalo baghdaad chalo ghaus-e-paak ke roze chalo baghdaad chalo ghaus-e-paak ke roze bade hazrat ki baargaah chalo noor-e-kausar ke sath mil kar chalo wah ! kya martaba aye ghaus ! hai baala tera unche uncho.n ke saro.n se qadam aala tera chalo baghdaad chalo ghaus-e-paak ke roze sar bhala kya koi jaane ke hai kaisa tera auliya malte he.n aankhe.n wo hai talwa tera chalo baghdaad chalo ghaus-e-paak ke roze kya dabe jispe himaayat ka ho panja tera sher ko khatre me.n laata nahi.n kutta tera chalo baghdaad chalo ghaus-e-paak ke roze kasme.n de de ke khilaata hai pilaata hai tuje pyaara allah tera chaahne waala tera chalo baghdaad chalo ghaus-e-paak ke roze mustafa ke tane be-saaya ka saaya dekha jisne dekha meri jaa.n jalwaa-e-zaiba tera chalo baghdaad chalo ghaus-e-paak ke roze ibn-e-zahra ko mubaarak ho aroose qudrat qadri paaye tasadduq mere dulha tera chalo baghdaad chalo ghaus-e-paak ke roze kyu.n na qaasim ho ke tu ibne abil qaasim hai kyu.n na qaadir ho ke mukhtar hai baa...

talab ka munh to kis qabil hai ya gaus Lyrics by Owais Qadri in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

talab ka mu.nh to kis qaabil hai ya ghaus ! talab ka mu.nh to kis qaabil hai ya ghaus ! magar tera karam kaamil hai ya ghaus ! duhaaii ya muhayyiddin duhaaii bala islaam par naazil hai ya ghaus ! 'azuman qaatilan 'ind-al-qitaali madad ko aa dam-e-bismil hai ya ghaus ! KHudaara na-KHuda aa de sahaara hawa bigdi bha.nwar haaiil hai ya ghaus ! tera waqt aur pade yu.n deen par waqt na tu aajiz hai na gaafil hai ya ghaus ! rahi haa.n shaamat-e-aa'mal ye bhi jo tu chaahe abhi zaaeel hai ya ghaus ! ghayura apni ghairat ka tasadduq wohi kar jo tere qaabil hai ya ghaus ! KHudara marham-e-khaak-e-qadam de jigar zakhmi hai dil gaayil hai ya ghaus ! tere baba ka fir tera karam hai ye munh warna kisi qaabil hai ya ghaus ! bharan wale tera jaala to jaala tera chhinta mera gaasil hai ya ghaus ! raza  ka khaatima bil-khair hoga teri rahmat agar shaamil hai ya gh...

पेश-ए-हक़ मुज़्दा शफ़ा'अत का सुनाते जाएंगे / پیشِ حق مُژدہ شفاعت کا سناتے جائیں گے / Peshe Haq Muzda Shafaat ka Sunate Jaaeinge Lyrics

pesh-e-haq muzda shafaa'at ka sunaate jaaenge pesh-e-haq muzda shafaa'at ka sunaate jaaenge aap rote jaaenge ham ko hasaate jaaenge dil nikal jaane ki jaa hai, aah ! kin ankho.n se wo hamse pyaaso.n ke liye dariya bahaate jaaeinge aap rote jaaenge ham ko hasaate jaaenge haa.n chalo hasrat-zado.n, sunte hei.n wo din aaj hai thi KHabar jiski ke wo jalwa dikhaate jaaeinge aap rote jaaenge ham ko hasaate jaaenge kuchh KHabar bhi hai fakiro.n ! aaj wo din hai ke wo ne'amat-e-KHuld apne sadqe mei.n lutaate jaaeinge aap rote jaaenge ham ko hasaate jaaenge wus'atei.n di hei.n KHuda ne daaman-e-mahboob ko jurm khulte jaaeinge aur wo chhupaate jaaeinge aap rote jaaenge ham ko hasaate jaaenge lo wo aae muskuraate ham asiro.n ki taraf khirman-e-isyaa.n pe wo bijli giraate jaaeinge aap rote jaaenge ham ko hasaate jaaenge aankh kholo gham-zado.n ! dekho wo giryaa.n aae hei.n loh-e-dil se naksh-e-gham ko ab mitaate jaaeinge aap rote jaaenge ham ko hasaate jaaenge sarwar-e-dee.n...

koi duniya e ata me nahi hamta tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा / in English ~ Hindi ~ Urdu

Image
koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera ho jo haatim ko muyassar ye nazaara tera keh uthe dekh ke bakhshish mei.n ye rutba tera waah ! kya jood-o-karam hai shah-e-bat.ha tera nahi.n sunta hi nahi.n maangne waala tera kuchh bashar hone ke naate tujhe khud-sa jaanei.n aur kuchh mahez payaami hi KHuda ka jaanei.n inki auqaat hi kya hai ke ye itna jaanei.n farsh waale teri shoqat ka 'uloo kya jaane KHush-rawaa.n 'arsh pe udta hai pharera tera  mujhse naa-chiz pe hai teri 'inaayat kitni tune har gaam pe ki meri himaayat kitni kya bataau.n teri rahmat mei.n hai wus'at kitni ek mai.n kya meri 'isyaa.n ki haqiqat kitni mujhse so-laakh ko kaafi hai ishaara tera kaee pushto.n se ghulaami ka ye rishata hai bahaal yahi.n tiflee -o-jawaani ke guzaare mah-o-saal ab budhaape mei.n KHudaara ! na hamei.n dar se nikaal tere tukdo.n pe pale ghair ki thokar pe na daal jhidkiyaa.n khaaei.n kahaa.n chood ke talwa tera n...

rozo shab josh pe rehmat ka hai dariya tera ~ wah kya judo karam hai shahe batha tera with tazmeen in English ~ Hindi ~ Urdu

Image
roz-o-shab josh pe rahmat ka hai dariya tera roz-o-shab josh pe rahmat ka hai dariya tera sadqe is shaan-e-sakhaawat pe ye mangta tera haath uthe bhi na the aur mil gaya sadqa tera waah ! kya jood-o-karam hai shah-e-bat'ha tera nahi,n, sunta hi nahi.n maangne waala tera wo haqeeqat teri, jibreel jise na jaane kis tarha log bhala rutba tumhaara jaane tod de likh ke qalam yunhi.n, jo likhna jaane farsh waale teri shoqat ka 'uloo kya jaane khushrawa 'arsh pe udta hai farera tera na koi tujhsa sakhi hai, na koi mujhsa ghareeb chashm-e-bedaar ! jagaa de, mere khwaabida naseeb tu jo chaahe wo wahi chaahe, tum itne ho kareeb mai.n to maalik hi kahunga, ke ho maalik ke habeeb yaa'ni mahboob-o-muhib me.n nahi.n mera-tera na koi tujhsa sakhi hai, na koi mujhsa ghareeb ek nazar teri jagaaye, mere khwaabida naseeb qurb-e-haq usko mila jo tere qadmo.n se kareeb mai.n to maalik hi kahunga, ke ho maalik ke habeeb yaa'ni mahboob-o-muhib me.n nahi.n mera-tera jaayegi KHuld me.n, aa...

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics / क्या मुहम्मद का प्यारा नहीं हूँ / کیا محمد کا پیارا نہیں ہوں

Ya Husain Ibne Ali Lyrics / या हुसैन इब्ने अली / یا حسین ابن علی in English Hindi Urdu

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar Lyrics / मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर / مرحبا مرحبا، اے علی کے پسر

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics / शाह सवार-ए-कर्बला की शाह सवारी को सलाम / شاہ سوارِ کربلا کی شاہ سواری کو سلام

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics / उस हुसैन इब्न-ए-हैदर पे लाखों सलाम / اس حسین ابنِ حیدر پہ لاکھوں سلام

अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन / اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلا سَیَّدْنا و مَولانا مُحَمّدٍ / Allah humma Sallay Ala Sayyidina Maulana Muhammadin

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

अल-मदद पीरान-ए-पीर या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर / المدد پیران پیر، یا غوثُ الاعْظَم دستگیر / Al Madad Peerane Peer gaus-e-aa'zam dastageer Lyrics

husain zindabaad zindabaad rahega || हुसैन ज़िंदाबाद ज़िंदाबाद रहेगा || حسین زندہ باد زندہ باد رہیگا || Lyrics

Madine Qafile Jate hai Main bhi Aaunga / मदीने काफिले जाते हैं में भी आऊंगा / مدینے قافلے جاتے ہیں میں بھی آؤں گا