Posts

Showing posts with the label Owais Raza Qadri

Ho Karam Sarkar ab to ho gaye gam beshumar Lyrics / हो करम सरकार अब तो हो गए गम बे-शुमार / ہو کرم سرکاراب تو ہو گئے غم بے شمار

ho karam sarkar ! ab to ho gae Gam be-shumaar Naat-Khwaan:  Owais Raza Qadri ho karam sarkar ! ab to ho gae Gam be-shumaar jaan-o-dil tum par fidaa, aye do jahaa.n ke taajdaar ! ho karam sarkar ! ab to ho gae Gam be-shumaar mai.n akela aur masaaeel zindagi ke be-shumaar aap hi kuchh kijiye na aye shahe aali waQaar ! ho karam sarkar ! ab to ho gae Gam be-shumaar yaad aata hai tawaaf-e-KHaana-e-Ka'ba mujhe aur lipatna multazam se waalehana baar-baar ho karam sarkar ! ab to ho gae Gam be-shumaar sang-e-aswad chum kar milta mujhe kayf-o-suroor chain paata dekh kar dil mustajaab -o- mustajaar ho karam sarkar ! ab to ho gae Gam be-shumaar ya KHuda ! dikhla hateem-e-paak meezab-o-makaam aur safa marwaah mujhe baher-e-rasool-e-zee-waqaar ho karam sarkar ! ab to ho gae Gam be-shumaar ja raha hai Kafila taybaah nagar rota hua mai.n raha jaata hu.n tanha aye habeeb-e-kirdagaar ! ho karam sarkar ! ab to ho gae Ga...

Mere Ghaus piya Jilaani Lyrics by Owais Raza Qadri in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

mere ghaus piya jilaani, he.n mahboob-e-sub'haani mere ghaus piya jilaani, he.n mahboob-e-sub'haani chhut-ti hai to chhute duniya, ghaus ka daaman na chhode.nge apne gale me.n ghaus ka patta, ghaaus ka daaman na chhode.nge mere ghaus piya jilaani, he.n mahboob-e-sub'haani ghaus ke dar par umar guzaari, ghaus ke dar ke hum he.n bhikaari is khu.nte se khud ko baandha, ghaaus ka daaman na chhode.nge mere ghaus piya jilaani, he.n mahboob-e-sub'haani waliyo.n ne di unko salaami, abdaalo.n ne ki hai ghulaami uncha rahe ga unka janda, ghaus ka daaman na chhode.nge mere ghaus piya jilaani, he.n mahboob-e-sub'haani ghaus ka daaman kaise chhode.n, jism-o-rooh ka naata unse unse thehra deen ka rishta, ghaus ka daaman na chhode.nge mere ghaus piya jilaani, he.n mahboob-e-sub'haani unke haath me.n haath diya hai, khud ko ujagar bech diya hai ab na kabhi chhode.nge wallah, ghaus ka daaman na chhode.nge mere ghaus piya jilaani, he.n mahboob-e-sub'haani ghaus-e-p...

Meeran Walion ke Imam Lyrics in English Hindi Urdu by Owais Raza Qadri ~ Islamic Naat Lyrics

Image
meeraa.n walion ke imaam ! dedo panjatan ke naam meeraa.n walion ke imaam ! dedo panjatan ke naam humne joli hai failaee badi dair se Daalo nazr-e-karam sarkaar , apne mangato.n par ek baar humne mehfil hai sajaaii badi dair se mere chaand me.n sadqe, aaja idhar bhi chamak utthe dil ki kali gaus-e-aa'zam ! meeraa.n waliyon ke imaam ! dedo panjatan ke naam humne joli hai failaee badi dair se tere rabb ne malik kiya tere jad ko tere dar se duniya pali gaus-e-aa'zam ! meera.n waliyon ke imaam ! dedo panjatan ke naam humne joli hai failaee badi dair se tera rutba aala na kyu.n ho ke maula ! tu hai ibn-e-maula ali gaus-e-aa'zam ! meera.n waliyon ke imaam ! dedo panjatan ke naam humne joli hai failaee badi dair se qadam gardan-e-auliya par hai tera tu hai rab ka aisa wali gaus-e-aa'zam ! meera.n waliyon ke imaam ! dedo panjatan ke naam humne joli hai failaee badi dair se tum jo banaao baat banegi , dono.n jahaa.n me.n laaj rahegi lajpaal karam ab kardo, mangto.n ki jh...

Tumne Shahe Jilan Mujhe Baghdad bulaya Lyrics in English Hindi Urud by Owais Raza Qadri

tumne shaah-e-jeelaan ! mujhe baghdaad bulaaya tumne shaah-e-jeelaan ! mujhe baghdaad bulaaya yu.n mere muqaddar ko shaha ! tumne jagaaya dekhu.n tera darbaar meri thi ye tamanna muddat ka mere dil ka ye armaan baraaya ho shukr ada kaise tumhara shah-e-jeelaa.n !  muj paapi ko darbaar ka deedaar karaaya haa.n ! haa.n ! tumhe.n maalum hai kya chaahiye mujko ya ghaus ! karam kar mai.n badi door se aaya har aarzu bar aaye ubaid-e-razwi ki ye arz liye aaqa ! karaachi se mai.n aaya

ajab rang par hai bahaar-e-madina || sarkar ka madina || अजब रंग पर है बहार-ए-मदीना || सरकार का मदीना || عجب رنگ پر ہے بہار مدینہ || Owais Raza Qadri

Roman (ENG) : 'ajab rang par hai bahaar-e-madina ke sab jannatei.n hei.n nisaar-e-madina sarkar ka madina, sarkar ka madina sarkar ka madina, sarkar ka madina mai.n pahl-e-pahel jab madine gaya tha to thi dil ki haalat tadap jaane waali wo darbaar sach-much mere saamne tha abhi tak tasawwur tha jis ka khayaali sarkar ka madina, sarkar ka madina sarkar ka madina, sarkar ka madina mai.n ek haath se dil, sambhaale hue tha to thi dusre haath mei.n unki jaali duaa' ke liye haath uth-te to kaise na ye haath khaali, na wo haath khaali sarkar ka madina, sarkar ka madina sarkar ka madina, sarkar ka madina khula hai sabhi ke liye baab-e-rahmat wahaa.n koi rutbe mei.n adna na aali murado.n se daaman nahi.n koi khaali kataarei.n lagaae khade hei.n sawaali sarkar ka madina, sarkar ka madina sarkar ka madina, sarkar ka madina jo puchha kisi ne ke tum nazr karne ko kya le gaye the to tafseel sun lo tha naato.n ka ek haar, ashko.n ke moti durudo.n ke gajre, salaamo.n ki daali sarkar ka...

chalo diyaar-e-nabi ki jaanib , durood lab par sajaa sajaa kar Lyrics || चलो दियार-ए-नबी की जानिब, दुरूद लब पर सजा-सजा कर || چلو دیار نبی کی جانب ، درود لب پر سجا سجا کر || Owais Raza Qadri

Roman(ENG): salla 'alaika ya rasulallah  wa sallam 'alaika ya habiballah chalo diyaar-e-nabi ki jaanib , durood lab par sajaa sajaa kar bahaare.n lutenge ham karam ki , dilo.n ko daaman bana bana kar chalo diyaar-e-nabi ki jaanib , durood lab par sajaa sajaa kar salla 'alaika ya rasulallah ,  wa sallam 'alaika ya habiballah na unke jaisa sakhi hai koi , na unke jaisa ghani hai koi wo be-nawaao.n ko har jagaah se , nawaazte he.n bula-bula kar chalo diyaar-e-nabi ki jaanib , durood lab par sajaa sajaa kar salla 'alaika ya rasulallah ,  wa sallam 'alaika ya habiballah hai unko ummat se pyaar kitna , karam hai rahmat shi'aar kitna hamaare jurmo.n ko dho rahe he.n , huzur aansu baha-baha kar chalo diyaar-e-nabi ki jaanib, durood lab par sajaa sajaa kar salla 'alaika ya rasulallah ,  wa sallam 'alaika ya habiballah mai.n wo nikamma hu.n jiski joli , me.n koi husne 'amal nahi.n hai magar wo ahesaan kar rahe he.n, ...

Hazir hai Dare Daulat pe Gada, Sarkar Tawajjoh farmain Lyrics || हाज़िर है दरे दौलत पे गदा, सरकार तवज्जोह फरमाएं

Roman(ENG): haazir hai dar-e-daulat pe gada, sarkaar tawajjoh farmaae.n mohtaj-e-nazar hai haal mera, sarkaar tawajjoh farmaae.n mai.n kab aane ke qaabil tha, rahmat ne yahaa.n tak pahu.nchaya sarkaar pe tan-man-jaan fida, sarkaar tawajjoh farmaae.n aansu aansu he.n fariyaadi, aur 'arz-e-karam hichki-hichki dhadkan-dhadkan deti hai sada, sarkar tawajjoh farmaae.n ek mai.n hi nahi.n puri ummat, sari duniya sari khalqat takti hai rasta rahmat ka,  sarkaar tawajjoh farmaae.n Same Lyrics with different styles: haazir hai dar-e-daulat pe gada, sarkaar tawajjoh farmaae.n mohtaj-e-nazar hai haal mera, sarkaar tawajjoh farmaae.n mai.n kab aane ke qaabil tha, rahmat ne yahaa.n tak pahu.nchaya sarkaar pe tan-man-jaan fida, sarkaar tawajjoh farmaae.n mohtaj-e-nazar hai haal mera, sarkaar tawajjoh farmaae.n mai.n kar ke sitam apni jaa.n par, quraan se "jaauu-k" padh kar aaya hu.n bahot sharmi.nda sa, sarkaar tawajjoh farmaae.n koi sajdo.n ki saugaat hai na koi zohd-o-t...

Ya Rasool allah Tere Chahne walon ki khair Lyrics || या रसूलल्लाह तेरे चाहने वालों की खैर

Roman(ENG): Ya Rasulallah Tere chahne walon ki khair Assalatu Wassalmu Alayk Ya Rasulallah   Sab gulamon ka bhala ho Sab karein Tayba ki sair Ya Khuda Aalam me ucha Parcham-e-Islam ho Dushman-e-deen Musalmano se ho maglubo zair Ya nabi Teri duhai aafato mein gir gaya Rukh badal de mushkilo.n ka aur balaein Mujse fair Gumbad-e-Khazra ko dekhe ek arsa ho gaya Kab khulegi Meri qismat ab lagegi kitni deir Kash Shahadat ka Madine me.n ata ho jae jaam Jalwa-e-Mehboob mei.n anjam ho Mera ba-khair Jaam aisa Apni ulfat ka pilade sakia Naat sunkar Halat-e- Attar ho ro ro ke gair Other lyrics by Owais qadri: Batla do Gustakhe Nabi ko Gairat-e-Muslim zinda hai Deen pe mar mitne ka jazba Kal bhi tha aur aaj bhi hai   Assalatu Wassalmu Alayk Ya Rasulallah Main wo sunni hu Jameel-e-Qadri marne ke baad Mera lasha bhi kahega Assalato Wassalam Ya Rasulallah Tere chahane walon ki khair Assalatu Wassalmu Alayk Ya Rasulallah Lab pe Naat-e-Paak ka nagma, Kal bhi tha au...

Behad Zaleelo khwaar hun Maula Tu bakhsh de Lyrics || Owais Raza Qadri || Roman(Eng) & हिंदी

Roman(Eng): Behad Zaleelo khwaar hun Maula Tu bakhsh de Taubaa Meri Taubaa Meri Taubaa Tu bakhsh de Mein Aaj be-karaar hun Maula Tu bakhsh de Isyaan ke zere baar hun Maula Tu bakhsh de Maghmoomo Dil figaar hun Maula Tu bakhsh de Sharminda kirdagaar hun Maula Tu bakhsh de Mein Zaar hun Nizaar hun Maula Tu bakhsh de Taubaa Meri Taubaa, Taubaa  Meri Taubaa Meine bhula diyaa Muje marnaa hai Ek Din Mar kar Andheri Qabr mein jaana hai Ek Din Aamaal ka hisaab bhi dena hai Ek Din Haan Pul Siraat se bhi guzarnaa hai Ek Din Mujrim hun nabkaar hun Maula Tu bakhsh de Behad Zaleelo khwaar hun Maula Tu bakhsh de Taubaa Meri Taubaa Meri Taubaa Tu bakhsh de Kuchh rakh saka lihaaz bhi na mamnuaat ka Kya Kya na irtiqaab kiya munkaraat ka Haasil na ho saka Mujhe Irfan zaat ka Afsos Mein ghulaam raha khwaahishat ka Naadan hun Ganwaar hun Maula Tu bakhsh de Taubaa Meri Taubaa, Taubaa  Meri Taubaa Is darja badh gayi Mere Dil ki Ye Murdagi Mein laa sakaa na Apne Amal mein bhi Umdagi Aur kar saka na ...

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics / क्या मुहम्मद का प्यारा नहीं हूँ / کیا محمد کا پیارا نہیں ہوں

Ya Husain Ibne Ali Lyrics / या हुसैन इब्ने अली / یا حسین ابن علی in English Hindi Urdu

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar Lyrics / मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर / مرحبا مرحبا، اے علی کے پسر

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics / शाह सवार-ए-कर्बला की शाह सवारी को सलाम / شاہ سوارِ کربلا کی شاہ سواری کو سلام

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics / उस हुसैन इब्न-ए-हैदर पे लाखों सलाम / اس حسین ابنِ حیدر پہ لاکھوں سلام

अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन / اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلا سَیَّدْنا و مَولانا مُحَمّدٍ / Allah humma Sallay Ala Sayyidina Maulana Muhammadin

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

अल-मदद पीरान-ए-पीर या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर / المدد پیران پیر، یا غوثُ الاعْظَم دستگیر / Al Madad Peerane Peer gaus-e-aa'zam dastageer Lyrics

husain zindabaad zindabaad rahega || हुसैन ज़िंदाबाद ज़िंदाबाद रहेगा || حسین زندہ باد زندہ باد رہیگا || Lyrics

Madine Qafile Jate hai Main bhi Aaunga / मदीने काफिले जाते हैं में भी आऊंगा / مدینے قافلے جاتے ہیں میں بھی آؤں گا