Posts

Showing posts with the label N

Nahi hai Amena ke laal ki misal nahi Lyrics / नहीं है आमेना के लाल की मिसाल नहीं / نہیں ہے آمنہ کے لال کی مثال نہیں

nahi hai amena ke laal ki misaal nahi nahi hai amena ke laal ki misaal nahi jamaal-e-mustafa ka to kahi jamaal nahi sabhi zubaano ki tareekh pad ke dekh liya zamaane bhar mein kahi teri ek bhi misaal nahi urooz aapke jood-o-karam ne bakhsha hai kasam khuda ki mera zarra bhi kamaal nahi tumhaare hurmato namaus par nikal aaye nahi hai degh koi, neza koi dhaal nahi har ek urooz ko humne zawaal dekha hai ye ek naat ka sooraj hai jise zawaal nahi tumhaari mohr-e-nubuwwat ka raag taari hai nigahein kaise uthaaye, koi majaal nahi ada ne dohre nabi ki misaal kaise ho ghulaam laakhon hain lekin koi bilaal nahi hasan husain hain jannat ke dono shahzaade nabi ki aal se badhkar to koi aal nahi ajab nahi hai ujagar vo roz haazir-e-dar mere nabi ke liye kuchh bhi to muhaal nahi नहीं है आमेना के लाल की मिसाल नहीं नहीं है आमेना के लाल की मिसाल नहीं जमाल-ए-मुस्तफा का तो कहीं जमाल नहीं सभी ज़ुबानों की तारीख़ पढ़ के देख लिया ज़माने भर में ...

rab ne arz-o-samaan hai sajaaye Lyrics / रब ने अर्ज़-ओ-समां है सजाए / رب نے ارض و سماں ہے سجائے

rab ne arz-o-samaan hai sajaaye Naat-Khwaan: Imran Shaikh Attari noor wala aamina bibi ke ghar mein aaya hai haq ne paida aaj apne pyaare ko farmaaya hai aaye aaye aaye aaye nabi aaye nabi aaye aaye rab ne arz-o-samaan hai sajaaye qudsiyon ne qaside hai gaaye aashiqon ne ye naare lagaaye nabi aaye aaye nabi aaye aaye jinki aamad ki nabiyon ne di hai khabar chaand wal fajr ka ho gaya jalwagar aaye makke mein jab rashk-e-shams-o-qamar saj gayi har gali har gali har nagar nabi aaye aaye nabi aaye aaye rab ne arz-o-samaan hai sajaaye... ban ke noor-ul-huda aa gaye mustafa un ki tazeem mein khaana-e-kaaba jhuka mere lajpaal aaqa ke hi noor se zarra zarra har ek jagmagaane laga nabi aaye aaye nabi aaye aaye rab ne arz-o-samaan hai sajaaye... zinda dar gor karti thi jo betiyan un se milne laga betiyon ko amaan zaat-e-baa...

Nabi ka Jashna Aaya Chand Taaron Jhumte rehna Lyrics / नबी का जश्न आया चाँद तारों झूमते रहना / نبی کا جشن آیا چاند تاروں جھومتے رہنا

nabi ka jashn aaya chaand taaron jhumte rehna marhaba marhaba marhaba ya mustafa marhaba marhaba marhaba marhaba ya mustafa marhaba nabi ka jashn aaya chaand taaron jhumte rehna nabi ke naam par aye naam-daaron jhumte rehna marhaba marhaba marhaba ya mustafa marhaba jahaan mein noor le kar noor waala aane waala hai mere hamrah tum bhi dil ke taaron jhumte rehna marhaba marhaba marhaba ya mustafa marhaba marhaba aaqa ki aamad marhaba daata ki aamad marhaba maula ki aamad marhaba manja ki aamad marhaba aala ki aamad marhaba aula ki aamad marhaba sohne ki aamad marhaba jaana ki aamad marhaba marhaba marhaba marhaba ya mustafa marhaba gali kunche saja dena hare jhande laga dena taqaaza ishq ka hai mere yaaron jhumte rehna marhaba marhaba marhaba ya mustafa marhaba nabi-e-sarware kaunain ki aamad ke lamhon mein duroode paak padte padte saron jhumte...

Nabi Sarware Har Rasoolo wali hai / नबी सर्वर-ए-हर रसूल ओ वली है / نبی سرورِ ہر رسول و ولی ہے

nabi sarvar-e-har rasool o wali hai nabi sarvar-e-har rasool o wali hai nabi raazdaar-e-ma'llah li hai wo naami ke naam-e-khuda naam tera ra’oof-o-raheem-o-'aleem-o-'ali hai hai betaab jis ke liye arsh-e-aa'zam wo is raah rawa-e-laa-makaa.n ki gali hai nakeeren karte hein ta’zeem meri fida hoke tujh pe ye izzat mili hai talatum hai kashti pe tufaan-e-gham ka ye kaisi hawa-e-mukhaalif chali hai na kyun kar kahun ya habeebi agisni isi naam se har musibat tali hai saba hai mujhe sarsar-e-daste taiba isi se kali mere dil ki khili hai tere chaaron hamdam hein yak jaan yak dil abu bakr-o-farooq-o-usmaan ali hai khuda ne kiya tujh ko aagaah sab se do aalam mein jo kuchh khafi-o-jali hai tamanna hai farmaaiye roz-e-mehshar ye teri rihaayi ki chitthi mili hai shafa’at kare hashr mein jo raza ki siwa tere kis ko ye qudrat mili hai ...

Nigah-e-Lutf ke Umeedwar ham bhi hein Lyrics / निगाह-ए-लुत्फ़ के उम्मीदवार हम भी हैं / نگاہِ لطف کے امیدوار ہم بھی ہیں

nigaah-e-lutf ke ummidwaar ham bhi hein nigaah-e-lutf ke ummidwaar ham bhi hein diye hue dil-e-beqaraar ham bhi hain hamqare dast-e-tamanna ki laaj bhi rakhna tere faqeeron mein aye shehr-e-yaar ham bhi hain tumhaari ek nigah-e-karam mein sab kuch hai pade hue to sare raah-guzaar ham bhi hain jo sar pe rakhne ko mil jaaye naal-e-paak-e-huzoor to phir kahenge ke haan ! taajdaar ham bhi hain ye kis shahensha-e-balaa ka sadqa banTta hai khusrawon mein padi hai pukaar ham bhi hain hasan hain jinki sakhawat ki dhoom aalam mein unhi ke tum bhi ho ek reza-khaar ham bhi hain निगाह-ए-लुत्फ़ के उम्मीदवार हम भी हैं निगाह-ए-लुत्फ़ के उम्मीदवार हम भी हैं दिए हुए दिल-ए-बेकरार हम भी हैं हमारे दस्त-ए-तमन्ना की लाज भी रखना तेरे फ़क़ीरों में ऐ शहरे-यार हम भी हैं तुम्हारी एक निगाह-ए-करम में सब कुछ है पड़े हुए तो सारे राह-गुज़र हम भी हैं जो सर पे रखने को मिल ...

Noor wale Mustafa Aa gaye Chha gaye Lyrics / नूर वाले मुस्तफ़ा आ गए छा गए / نور والے مصطفیٰ آ گئے چھا گئے

noor wale mustafa aa gaye chha gaye Naat-Khwaan:  Hafiz Tahir Qadri noor wale mustafa aa gaye chha gaye noor wale mustafa aa gaye chha gaye noor wale mustafa shehre aalam mein aa gaye dekhte hi dekhte saare jahan pe chha gaye jagmagaai hai ye duniya mustafa ke noor se mehr chamka maag chamka mustafa ke noor se jashne aaqa par sajin galiyaan sitaron ki tarha dil mein khushiyan raks karti hein bahaaron ki tarha doston dekho to sahi kaisi galiyaan saji hui hein kaisi ronakein lagi hui hein har taraf khushiyan hi khushiyan hein har taraf jande hi jande hein har jagah marhaba ya mustafa ki sadaein buland ho rahi hein marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa sarkar ki aamad ...... marhaba dildar ki aamad ...... marhaba huzur ki aamad ...... marhaba purnoor ki aamad ...... marhaba mubarak ho wo shah parde se bah...

Naat Sarkar Ki Parta hoon Main Lyrics in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

naat sarkar ki padhta hun mein naat sarkar ki padhta hun mein bas isi baat se ghar mein mere rehmat hogi ek tera naam waseela hai mera ranj-o-gham mein bhi isi naam se rahat hogi ye suna hai ke bohot ghor andheri hogi qabr ka khauf na rakhna aye dil wahan sarkar-e-do aalam ki ziyarat hogi unko mukhtar banaya hai mere maula ne khuld mein bas wahi ja sakta hai jisko hasanain ke baba ki ijazat hogi hashr ka din bhi ajab dekhne wala hoga zulf lehra ke wo jab aayenge phir qayamat mein bhi ek aur qayamat hogi kahin yaseen kahin taha kahin wash-shams aaya jinki qasme mera rab khata hai kitni dilkash mere sarkar ki soorat hogi mera daman to gunahon se bhara hai altaaf ek sahara hai ke mein unka hun isi nisbat se sar-e-hashr shafa'at hogi

Allah Tera hai ehsan lyrics / Noore Ramzan / अल्लाह तेरा है अहसान / اللّٰہ تیرا ہے احسان / in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

allah tera hai ahesaan shukr-e-KHuda karo, maah-e-rahmaan aa gaya taqseem karne ne'matei.n, ramzaan aa gaya allah tera hai ahesaan, roze, namaazei.n, aur quraan hei.n ye sab rooh-e-imaan, noor-e-ramzaan noor-e-ramzaan noor-e-ramzaan noor-e-ramzaan noor-e-ramzaan 'ilm mashroot hai 'amal se, aur ye haasil hota hai jab koshish ki jaaye dil se 'ilm-o-'adab sikhlaaeinge, deen-e-KHuda failaaeinge masjid mei.n bhi jaaeinge, hum to naat sunaaenge allah tera hai ahesaan, tune badaa di sabki shaan aaya hai banke mahemaan, noor-e-ramzaan noor-e-ramzaan noor-e-ramzaan noor-e-ramzaan noor-e-ramzaan deen-e-islaam, mohabbat ka payaam allah ka in'aam , KHaaliq ka hai paighaam kaisi hawa-e-'ishq chali, KHatm hui nafrat dil ki baant rahe hei.n pyaar sabhi , sahri ho ya iftaari allah tera hai ahesaan, ek hue saare insaan saj gaye ghar ghar dastar-khwaan, noor-e-ramzaan noor-e-ramzaan noor-e-ramzaan noor-e-ramzaan noor-e-ramzaan meri KHaatir KHuda ! tune kya-kya kiya tune khus...

Nazar pe kisi ki Nazar ho rahi hai Lyrics in English ~ Hindi

nazar pe kisi ki nazar ho rahi hai meri chashm kaan-e-gauhar ho rahi hai mere khufiya naalo.n ko wo sun rahe hei.n 'inaayat kisi ki kidhar ho rahi hai wo taiba mei.n mujhko talab kar rahe hei.n talab meri ab mo'tabar ho rahi hai madine mei.n hu.n aur pichhla pahar hai shab-e-zindagi ki sahar ho rahi hai koi shab nahi.n hai zamaane mei.n aesi shab-e-taiba rashk-e-qamar ho rahi hai hua taalib-e-taiba matloob-e-taiba talab teri aye muntazir ho rahi hai nayi zindagi ki wo meh de rahe hei.n meri zindagaani amar ho rahi hai guzaara hai jis dar se dono.n jahaa.n ka usi dar pe apni guzar ho rahi hai madine se meri bala jaye akhtar meri zindagi waqf-e-dar ho rahi hai नज़र पे किसी की नज़र हो रही है मेरी चश्म कान-ए-गौहर हो रही है मेरे ख़ुफ़िया नालों को वो सुन रहे हैं 'इनायत किसी की किधर हो रही है वो तैबा में मुझको तलब कर रहे हैं  तलब मेरी अब मो'तबर हो रही है मदीने में हूँ और पिछला पहर है  शब्-ए-ज़िन्दगी की सहर हो रही है  कोई शब् नहीं है ज़माने में ऐसी शब्-ए-तैबा रश्क़-ए-कमर...

nahin hai koi duniya mein hamara ~ tadapta hai ye dil mera lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu

nahi.n hai koi duniya mei.n hamaara ya rasulallah ! nahi.n hai koi duniya mei.n hamaara ya rasulallah ! hamei.n to aap hi ka hai sahaara ya rasulallah ! nahi.n hai koi duniya mei.n hamaara ya rasulallah ! hu.n sar se paao.n tak dooba hua gham ke samandar mei.n nahi.n aata nazar koi kinaara ya rasulallah ! nahi.n hai koi duniya mei.n hamaara ya rasulallah ! talaatum-KHaiz hai dariya, bhanwar mei.n hai meri kashti nazar aata nahi.n koi kinaara ya rasulallah ! nahi.n hai koi duniya mei.n hamaara ya rasulallah ! tadapta hai ye dil mera, tarasti hei.n meri aankhei.n bulaalo ab madine mei.n dubaara ya rasulallah ! nahi.n hai koi duniya mei.n hamaara ya rasulallah ! tadapta hai mera dil aur tarasti hei.n meri aankhei.n bulaalo ab madine mei.n dubaara ya rasulallah ! nahi.n hai koi duniya mei.n hamaara ya rasulallah ! KHuda jab tumse farmaaye, ke laao apni ummat ko humaari taraf bhi kar dena ishaara ya rasulallah ! nahi.n hai koi duniya mei.n hamaara ya rasulallah ! KHuda jab tumse farmaaye, ...

Ne'matein bantata Jis simt wo zeeshan gaya || ने'मतें बांटता जिस सिम्त वो ज़ी-शान गया || نعمتیں بانٹتا جس سمت وہ ذی شان گیا || Lyrics

Roman(ENG): ne'mate.n bantata jis simt wo zee-shaan gaya sath hi munshi-e-rahmat ka qalam-daan gaya le khabar jald ke gairo.n ki taraf dhyaan gaya mere aaqa ! mere maula ! tere qurbaan gaya aah ! wo aankh ke nakaam-e-tamanna hi rahi haaye ! wo dil jo tere dar se pur-armaan gaya dil hai wo dil , jo teri yaad se ma'moor raha sar hai wo sar , jo tere qadmo.n pe qurbaan gaya unhe.n jaana , unhe.n maana , na rakkha gair se kaam lillahil hamd mai.n duniya se musalmaan gaya aur tum par mere aaqa ki inaayat na sahi najdiyo.n ! kalma padaane ka bhi ahesaan gaya aaj le unki panaah , aaj madad mang unse fir na maanenge , qayaamat me.n agar maan gaya uff re ! munkir ye bada josh-e-ta'assub aakhir bhid me.n hath se kambakht ke imaan gaya jaan-o-dil hosh-o-khirad sab to madine pahunche tum nahi.n chalte raza  , saara to saaman gaya Click Here for Mushkil Alfaaz ke ma'ani हिंदी(HINDI): ने'मतें बांटता जिस सिम्त वो ज़ी-शान गया साथ ही मुंशी-ए-रहमत का क़लम-दान गया ले ...

Noor se Apne Sarware Aalam Duniya Jagmagane aaye || नूर से अपने सरवरे आलम दुनिया जगमगाने आये || Lyrics

Roman(ENG): Noor se Apne Sarware Aalam Duniya Jagmagane aaye Gam ke maron Dukhiyaron ko Sine se lagane aaye Noore Nigaahe Ambiya Mere Huzur aa gaye Shano Nishane Kibriya Mere Huzur aa gaye Noor se Apne Sarware Aalam Duniya Jagmagane aaye Nikhra hua hai Roo-e-Ghul , Faili hui hai Boo-e-Ghul Banke Bahaare Jaan-Fiza Mere Huzur aa gaye Noor se Apne Sarware Aalam Duniya Jagmagane aaye Ashkon se bhar kar Jholiyaan Aankhein bichha do Raah mein Salle-Ala ki do sadaa Mere Huzur aa gaye Noor se Apne Sarware Aalam Duniya Jagmagane aaye Saaeem kamaale Zauq se , Qalbo Nazar ko Shauq se Raahon mein Aaj do bichha Mere Huzur aa gaye Noor se Apne Sarware Aalam Duniya Jagmagane aaye हिंदी (HINDI): नूर से अपने सरवरे आलम दुनिया जगमगाने आये गम के मारों दुखियारों को सीने से लगाने आये नूरे निगाहें अम्बिया मेरे हुज़ूर आ गए शानो निशाने किब्रिया मेरे हुज़ूर आ गए नूर से अपने सरवरे आलम दुनिया जगमगाने आये निखरा हुआ है रू-इ-गुल फैली हुई है बू-इ-गुल बनके बहारे जां-फ़िज़ा मेरे हुज़ूर आ गए ...

Nabi ka Zikr hi Khuda ka Zikr hai || नबी का ज़िक्र ही खुदा का ज़िक्र है || Lyrics || Hafiz Tahir Qadri || Roman(ENG) & हिंदी (HINDI)

Image
   Roman(ENG): Nabi ka Zikr hi Khuda ka Zikr hai Nabi ki Baat hi Khuda ki Baat hai Yadullah keh diya to saabit ho gaya Nabi ka Haath hi Khuda ka Haath hai Nabi ka Zikr hi Khuda ka Zikr hai Nabi ki Baat hi Khuda ki Baat hai Nabi ka Lab par Jo Zikr hai bemisaal aaya Kamaal aaya Jo Hijre Taybaah mein yaad ban kar, khayaal aaya Kamaal aaya Teri Duaaon hi ki badolat, Azaabe Rabb se bache hue hein Jo haq mein ummat ke Tere Lab par Sawaal aaya Kamaal aaya Kausar bhi Inhin ki hai , Jannat bhi Inhin ki hai Sach Puchho to Allah ki , Har Cheez Inhin ki hai Na Ban saki hai Na ban sakega misaal Teri Jawaab Tera Tu Shaahe Khubaan, Tu Jaane Jaanaan Hai Chehra Ummul Kitaab Tera Tu Sabse Awwal Tu Sabse Aakhir Mila hai Husne Dawaam Tujko Hai Umr Lakhon Baras ki Teri Magar hai Taaza Shabaab Tera Apni Rehmat ke Samandar mein Utar jaane de Bethikaana hun ajal se , Muje Ghar jaane de Maut par Meri Shaheedon ko bhi rashk aayega Apne Qadmon se lipat kar Muje Mar jaane de Kausar bhi Inhin ki hai , Ja...

Dhoondhate Reh Jaoge Lyrics || ढूंढते रह जाओगे || Roman(ENG) & हिंदी (HINDI)

Image
Roman(ENG): Nabi ka saani nahi hai Dhoondhte Reh Jaaoge Noor ka aesa saraapa Dhoondhte Reh Jaaoge Saaya Mere Mustafa ka Dhoondhte Reh Jaaoge Naat ki aadat Hamein Jannat talak le jaaegi Tum kitabon mein hawaala Dhoondhate Reh Jaaoge Shaamiyaana-E-Muhammad hashr mein dega panaah Munkiron Us Din bhi saaya Dhoondhate Reh Jaaoge Sar kataae Ghar lutaae Ahle Baite Mustafa Hashr tak Aesa gharaana Dhoondhate Reh Jaaoge Jo bhi gustaakhi karega Aayesha ki shaan mein Is tarha gaadeinge zinda Dhoondhate Reh Jaaoge Hazrate Shabbir ne Sajda jo karbal mein kiya Hai ye daawa aesa sajda Dhoondhate Reh Jaaoge Mat jalo Gausul wara se warna fir Roze Jaza Munh chhupaane ka thikaana Dhoondhate Reh Jaoge Lautna Taybaah se Kaatib Aashiqon se puchhiye Sabz Gumbad ka nazaara Dhoondhate Reh Jaoge हिंदी (HINDI): नबी का सानी नहीं है ढूंढते रह जाओगे नूर का ऐसा सरापा ढूंढते रह जाओगे साया मेरे मुस्तफा का ढूंढते रह जाओगे नात की आदत हमें जन्नत तलाक ले जाएगी तुम किताबों में हवाला...

Naate Mustafa sun kar Rooh jab machalti hai Lyrics || नाते मुस्तफा सुन कर रूह जब मचलती है || Roman(ENG) & हिंदी (HINDI)

Roman(ENG): Naate Mustafa sun kar Rooh jab machalti hai Aashiqon ke chehre se Chaandani nikalti hai Unke sadqe khaate hein Unke sadqe pite hein Mustafa ki chokhat se qaaynat palti hai Thaam kar Shahe Deen ki Rehmaton ki ungli ko Jannate Muhabbat mein Zindagi tahelti hai Kaash wo nazar aate khwaab ke dariche se Meri deeda-e-hasrat pahero aankh malti hai Lafze Kunn ke jalwe mein Mustafa ka jalwa hai Noor-e-Mustafaee mein kaaynat dhalti hai हिंदी (HINDI): नाते मुस्तफा सुन कर रूह जब मचलती है आशिकों के चेहरे से चाँदनी निकलती है उनके सदक़े खाते हैं, उनके सदक़े पीते हैं मुस्तफा की चौखट से क़ायनात पलती है थाम कर शहे दीं की रहमतों की ऊँगली को जन्नते महोब्बत में ज़िन्दगी टहलती है काश वो नज़र आते ख्वाब के दरीचे से मेरी दीदा-इ-हसरत पहेरो आँख मलती है लफ़्ज़े कुन्न के जलवे में मुस्तफा का जलवा है नूरे मुस्तफ़ाई में क़ायनात ढलती है ENG हिंदी More Miladunnabi Naat Lyrics: Sun le Saari Duniya Ham Milaad waale Lyrics || Muhammad Khubaib Qadri ...

Noor har su chha gaya hai Din khushi ka aa gaya Lyrics || Roman(ENG) & हिंदी(HINDI)

Roman(ENG): Marhaba ya Mustafa Marhaba ya Mustafa Marhaba ya Mustafa Marhaba ya Mustafa Noor har su chha gaya hai Din khushi ka aa gaya Aaye Pyaare Mustafa Ahlanwwa Sahlan Marhaba Sub-h Taybaah mein hui Bant-ta hai baada Noor ka Sadqaa lene Noor ka Aaya hai taara Noor ka Noor har su chha gaya hai Din khushi ka aa gaya Aaye Pyaare Mustafa Ahlanwwa Sahlan Marhaba Baarwih ke chand ka mujra hai sajdaa Noor ka Baarah burzon se juka ek ek sitaara Noor ka Noor har su chha gaya hai Din khushi ka aa gaya Aaye Pyaare Mustafa Ahlanwwa Sahlan Marhaba Taaj waale dekh kar Tera Imaama Noor ka Sar jukate hein Ilaahi bol baala Noor ka Noor har su chha gaya hai Din khushi ka aa gaya Aaye Pyaare Mustafa Ahlanwwa Sahlan Marhaba Aye Raza ye Ahmade Noori ka faize Noor hai Ho gai Meri gazal pad kar kaseeda Noor ka Noor har su chha gaya hai Din khushi ka aa gaya Aaye Pyaare Mustafa Ahlanwwa Sahlan Marhaba हिंदी(HINDI): मरहबा या मुस्तफा मरहब...

Noor Wala Aaya Hai Jashn Manao Milke Lyrics || Hafiz Tahir Qadri || Roman(ENG) & हिंदी(HINDI)

Image
Roman(Eng): Sahar ka waqt tha masoom kaliyan muskurati thin Hawaaeinn khair Maqdam ke Taraane Gun-Gunati thi'n Abhi Jibreel Utre Bhi Na The Kaabe ke Mimbar se Ke Itne Mein Sada Aayi Abdullah ke Ghar se Mubarak Ho Mubarak Ho Mubarak Ho Mubarak Ho Mubarak Ho Shahe Har DoSara Tashreef ley Aaye Mubarak Ho Muhammad Mustafa Tashreef ley Aaye Noor Wala Aaya Hai Jashn Manao Milke Noor Wala Aaya Hai Jashn Manao Milke Assalam Aye Jaane Aalam Assalam Imaan-e-Alam Shaahe Deen Sultane Aalam Salawa-Tullahi Alayk Waali-e-Makkah Waali-e-Taybaah Aur Duniya ke Waali Aamena Bi ke Ghar Aaye hein Mehki Daali Daali Saare Nabi Ye Kehte hein Chalo Jashn Manaao Milke Jande Lagaao Sab Galiyan Sajaao Sarkaar ke Naare Lagaao Hai Jashne Nabi Ronak hai Lagi Dil Jaan se Saare Gao Ham Milaad Wale hein , Ham Milaad Wale hein Zabaan Par "Ashraqal-Badru-Alayna" Ki Sadaaein Thin Dilon mein "Mada'aa Lillah Daee" Ki Duaein Thin Woh Nanhin Bacchiyan chhaton par ch...

Nabi ka Jashn Aaya hai Fida hein Aashiqaane Rasool Lyrics || Roman(ENG) & हिंदी (HINDI)

Roman(ENG): Nabi ka Jashn Aaya hai Fida hein Aasqaane Rasool Jashne Aaqa se Hamein to Ishq hai aur Pyaar hai Joom Jaao Aashikon fir Aamade Sarkar hai Nabi ka Jashn Aaya hai Fida hein Aashiqaane Rasool Aaj hein har Jagaah Aashikaane Rasool Mehme Naato Sana Aashikaane Rasool Nabi ka Jashn Aaya hai Fida hein Aasqaane Rasool Jashne Aaqa se Hamein to Ishq hai aur Pyaar hai Joom Jaao Aashikon fir Aamade Sarkar hai Jashne Milaad ka Sab rahe hein manaa Bandagaane Khuda Aashikane Rasool Nabi ka Jashn Aaya hai Fida hein Aasqaane Rasool Jashne Aaqa se Hamein to Ishq hai aur Pyaar hai Joom Jaao Aashikon fir Aamade Sarkar hai Jashne Milaad se Ishq hai Pyaar hai Hein manaate sadaa Aashiqaane Rasool Nabi ka Jashn Aaya hai Fida hein Aasqaane Rasool Jashne Aaqa se Hamein to Ishq hai aur Pyaar hai Joom Jaao Aashikon fir Aamade Sarkar hai Maahe Milaad mein khub lehraeeiye Ghar pe Janda Haraa Aashiqaane Rasool Nabi ka Jashn Aaya hai Fida hein Aasqaane Rasool Jashne Aaqa se Hamein to I...

Mursal je Milaad je Sadqe Noor katin mein aayo Lyrics

Noor katin mein aayo Noor katin mein aayo Noor katin mein aayo Noor katin mein aayo Mursal je Milaad je Sadqe Noor katin mein aayo Khalike qula farmayo Saraa Momin Khushiyu manaayo Mursal je Milaad je Sadqe Noor katin mein aayo Zulm ji kaari raat wei Imaan ja kirnaa aaya Hai turt adab je sajde mein Sir Baytullah jukaayo Mursal je Milaad je Sadqe Noor katin mein aayo Ishqe Nabi khe saah mein Sandhe dardan khe wesaare Naalo Nabiyaan jo Chuman dhe Saawan Jandan ke farkayo Mursal je Milaad je Sadqe Noor katin mein aayo Har hik Aashiq mithde Nabi jo Eid Milaad dihaare Sallalallahu alayhi wa Sallam Jungaari dhe aayo Mursal je Milaad je Sadqe Noor katin mein aayo Mahbooban ji chaanth chomi Behlim sa-adat mani Jenje noor kalamtum jekhe Natun sa chamkayo Mursal je Milaad je Sadqe Noor katin mein aayo

Madina Yaad Karlena Lyrics || Asad Raza Attari

Jeene ki Taraf dekh na Marne ki Taraf dekh Jab Chot Lage Dil ki Madine ki Taraf dekh Jo Koi Gham Sataaye to Madina Yaad kar lena Na Dil ko Chain Aaye to Madina Yaad kar lena Sahara be-saharon ka Madaawa Gham ke Maaron ka Na Koi Kaam Aaye to Madina Yaad kar lena Umuman Zindagi mein Dukh ke Din bhi Aa hi Jaate hein Kabhi Lamha Ye Aaye to Madina Yaad kar lena Suna hai Mushkilon mein Sath koi bhi nahin chalta Zamaana Chhod Jaaye to Madina Yaad kar lena Kabhi Ashkon ki Boli bhi Khamoshi mein badal Jaaye Aur Dil Aansu bahaye to Madina Yaad kar lena Hawaaein bhi Mukhaalif hon Ho Dariya mein bhi Tugyaani Aur Kashti Doob Jaaye to Madina Yaad kar lena Kabhi Jo Saans bikhri ho Kabhi Dhadkan Jo Ulji ho Na Dil bhi Jo Sambhal Paaye to Madina Yaad kar lena Musibat mein to Har koi Unhin ko Yaad karta hai Khushi Ahmad Jo Aaye to Madina Yaad kar lena

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics / क्या मुहम्मद का प्यारा नहीं हूँ / کیا محمد کا پیارا نہیں ہوں

Ya Husain Ibne Ali Lyrics / या हुसैन इब्ने अली / یا حسین ابن علی in English Hindi Urdu

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar Lyrics / मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर / مرحبا مرحبا، اے علی کے پسر

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics / शाह सवार-ए-कर्बला की शाह सवारी को सलाम / شاہ سوارِ کربلا کی شاہ سواری کو سلام

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics / उस हुसैन इब्न-ए-हैदर पे लाखों सलाम / اس حسین ابنِ حیدر پہ لاکھوں سلام

अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन / اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلا سَیَّدْنا و مَولانا مُحَمّدٍ / Allah humma Sallay Ala Sayyidina Maulana Muhammadin

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

अल-मदद पीरान-ए-पीर या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर / المدد پیران پیر، یا غوثُ الاعْظَم دستگیر / Al Madad Peerane Peer gaus-e-aa'zam dastageer Lyrics

husain zindabaad zindabaad rahega || हुसैन ज़िंदाबाद ज़िंदाबाद रहेगा || حسین زندہ باد زندہ باد رہیگا || Lyrics

Madine Qafile Jate hai Main bhi Aaunga / मदीने काफिले जाते हैं में भी आऊंगा / مدینے قافلے جاتے ہیں میں بھی آؤں گا