Posts

Showing posts with the label L

Luta ke Deen pe sab kuchh malaal koi nahin Lyrics / लुटा के दीन पे सब कुछ मलाल कोई नहीं / لُٹا کے دین پہ سب کچھ، ملال کوئی نہیں

luta ke deen pe sab kuchh malaal koi nahin Naat-Khwaan: Muhammad Muzammil Hussain husain husain mere husain ya husain ya husain ya husain ya husain luta ke deen pe sab kuchh malaal koi nahin husain sabr ke tere misaal koi nahin luta ke deen pe sab kuchh malaal koi nahin husain hukm dein abbas ko to unke liye furaat mashq mein bharnaa kamaal koi nahin luta ke deen pe sab kuchh malaal koi nahin ye shaan-e-ibne ali hai ke waqte aakhir bhi bajuz namaaz labon par sawaal koi nahin luta ke deen pe sab kuchh malaal koi nahin khudaya khair ho asghar ki aaj maidan mein ke noh-nihaal ke haathon mein dhaal koi nahin luta ke deen pe sab kuchh malaal koi nahin sada-e-hurr hai jo ibne ali ka ho jaae urooj uske liye hai zawaal koi nahin luta ke deen pe sab kuchh malaal koi nahin ye manqabat to ata hubb-e-panjatan ki hai aye aqs ismein tumha...

Labbayk Allahumma Labbayk Nasheed / लब्बैक अल्लाहुम्मा लब्बैक / لبّیک اللّٰھم لبّیک / Lyrics

labbayk allahumma labbayk labbayk la'shareek laka labbayk innal hamd wanne'ymat lak wal mulk lashareek lak nasib par hai wo aaj nazaan jinhe sharaf hajj ka mil raha hai mina ki janib rawan dawan hai labon pe labbayk ki sada hai labbayk allahumma labbayk labbayk la'shareek laka labbayk innal hamd wanne'ymat lak wal mulk lashareek lak ba-chashme nam ghum koi dua mein to koi masroof hai sana mein khuda ke mehman hein mina mein ajeeb kayfo suroor sa hai labbayk allahumma labbayk labbayk la'shareek laka labbayk innal hamd wanne'ymat lak wal mulk lashareek lak qubool kyun na ho ab duaein mili muqaddar se ye fazaein muaaf uski hein sab khataein jo aaj arfat mein khada hai labbayk allahumma labbayk labbayk la'shareek laka labbayk innal hamd wanne'ymat...

लम याती नज़िरुका फी-नज़रिन / لَم یَاتِ نَظِرُکَ فِی نَظَرٍ / Lam Ya Ti Naziru Ka Fee Nazarin Lyrics

lam ya ti naziru ka fee nazarin lam ya ti naziru ka fee nazarin misle tu na shud paida jaana jag raaj ko taaj tore sar soo hai tujhko shahe do sara jaana al-bahru ala wal mawju taga man bekaso tufan ho shurba manjadhar mein hun bigdi hai hawa mori nayya paar laga jaana ya shamso nazarti ila laylee choo ba-tayba rasee arze bakuni tori jhot ki jhal jhal jhag mein rachi meri shab ne na din hona jaana ana fee atashinw-wasakha-ka atam aye ghaisu-e-paak aye abre karam barsan hare rimjim rimjim do bund idhar bhi gira jaana ya qafilati zeedi ajhalak raheme barhasrate tishna lakab mora jiyara larje dharak dharak tayba se abhi na suna jaana wahan li suwaiya aatin zahabat aah ahade huzure ba raghahat jab yaad awat more kar na parat darda wo madine ka jaana al qalbo shajinw-wal hammo shujun dil zaar chunan jaan zayr chunun pat apn...

Lahu ka katra katra Baha deinge kasam se Lyrics in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

lahu ka katra katra baha deinge kasam se lahu ka katra katra baha deinge kasam se nabi pe jaan apni luta deinge kasam se mustafa ki shaan pe na aanch aane deinge ham ba khuda sehna pada jo bhi hamein seh leinge ham gulam-e-mustafa hein bata deinge kasam se nabi pe jaan apni luta deinge kasam se mustafa ke dushmanon ko khoon mein nehlaaeinge har taraf se kaafiron pe maut ban ke aaeinge sabak ham munkiron ko sikha deinge kasam se nabi pe jaan apni luta deinge kasam se zindagaani mein fakat hai aap se hi roshni the andhere hi andhere aap ne di roshni shahaadat ke diye ham jala deinge kasam se nabi pe jaan apni luta deinge kasam se maut se kya khauf hamko hai kafan se dosti hai sada-e-haq labon pe hai gulaamaan-e-nabi nishaan saare tumhare mita deinge kasam se nabi pe jaan apni luta deinge kasam se daulat-e-imaan se seene chamakte hein suno ham se na uljo nabi ke deen ke aye dushmanon rakkhoge yaad aesi saza deinge kasam se nabi pe jaan apni luta deinge kasam se sabz gumbad ke khayaalon m...

लब पे सल्ले अला के तराने / لب پہ صل علی کے ترانے / Lab pe Salle Ala ke Tarane Lyrics

lab pe salle ala ke taraane Naat-Khwaan: Owais Raza Qadri lab pe salle ala ke taraane ashk aankhon mein aaye hue hain ye hawa ye faza keh rahi hai aap tashreef laaye hue hain jinki khaatir ye aalam banaya laamakaan jin ko rab ne bulaaya aye halima ye tera muqaddar wo tere ghar mein aaye hue hain main madine ki galiyon pe qurbaan jin se guzre hain shahe madina is tarah se mehak rahe hain raaste itr jaise lagaye hue hain aaj poori hui dil ki hasrat kyun na jee bhar ke kar lun ziyaarat qabr mein apna jalwa dikhaane mere sarkar aaye hue hain hai hasan mehwe jamaal-e-ru-e-dost aye nakirain is se phir lena jawab qabr mein apna jalwa dikhaane mere sarkar aaye hue hain naam nabiyon ke beshak bade hain azmaton ke nageene jade hain muqtadi banke pichhe khade hain wo jo pehle se aaye hue hain ye hawa ye faza keh rahi hai aap tashreef laaye hue hain लब पे सल्ले अला के तराने लब पे सल्ले अला के तराने अश्क आँखों में आये हुए हैं ये हवा ये फ़ज़ा कह रही है आप तशरीफ़ लाये हुए हैं जिनकी खातिर ये ...

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / in English HINDI URDU ~ Islamic Naat Lyrics

Image
  labbaik ya rasool-allah ! labbaik ya rasool-allah ! labbaik labbaik labbaik ya rasool-allah ! khud ko mita denge, hum jaan luta denge naamus-e-aaqa par, hum sar kataa denge labbaik labbaik labbaik ya rasool-allah ! haazir hei.n,  haazir hei.n, haazir hei.n hum labbaik labbaik labbaik ya rasool-allah ! kariya-kariya, basti-basti, zikr nabi ka aam karo pyaare aaqa ke diwaano.n ! haath mei.n daale haath chalo hubb-e-nabi ka har dil mei.n, tum jaa ke deep jalaao unche mei.n uncha nabi ka janda, ghar-ghar mei.n lehraao khud ko mita denge, hum jaan luta denge naamus-e-aaqa par, hum sar kataa denge labbaik labbaik labbaik ya rasool-allah ! haazir hei.n,  haazir hei.n, haazir hei.n hum labbaik labbaik labbaik ya rasool-allah ! ibn-e-'ali ne karbo-bala mei.n tum ko ye paighaam diya yaad rakkho, pyaare aaqa ne tum ko paak nizaam diya tod do baahu ki kuwwat ko, zulm ke aezaan dhaao unche mei.n uncha nabi ka janda, ghar-ghar mei.n lehraao k...

Lab Pe Aati Hai Dua Banke Tamanna Meri Lyrics || लब पे आती है दुआ बनके तमन्ना मेरी

Roman(ENG): Lab pe aati hai dua banke tamanna meri Zindagi sham'a ki surat ho Khudaya meri Ho Mere dam se yuhin Mere watan ki zinat Jis tarha ful se hoti hai chaman ki zinat Zindagi ho Meri Parvwane ki surat Ya Rab Ilm ki shamma se ho Mujko muhobbat Ya Rab Ho Mera kam garibo ki himayat karna Dard mandon se zaeefon se muhobbat karna Mere Allah buraee se bachana Mujko Nek jo rah ho Us reh pe chalana Mujko हिंदी(HINDI): लब पे आती है दुआ बनके तमन्ना मेरी ज़िन्दगी शम-अ की सूरत हो खुदाया मेरी हो मेरे दम से यूँही मेरे वतन की ज़ीनत जिस तरह फूल से होती है चमन की ज़ीनत ज़िन्दगी हो मेरी परवाने की सूरत या रब इल्म की शम-अ से हो मुझको मुहोब्बत या रब हो मेरा काम गरीबों की हिमायत करना दर्दमंदों से गरीबों से मुहोब्बत करना मेरे अल्लाह बुराई से बचाना मुझको नेक जो राह हो उस रह पे चलना मुझको ENG हिंदी

Loh Madine ki Tajalli se lagaaye hue hein Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Roman(Eng): Loh Madine ki Tajalli se lagaaye hue hein Dil ko Ham Matlaa-e-Anwaar banaaye hue hein Ek Jalak aaj dikha Aye Gumbade Khazra ke makeen Kuchh bhi hein door se Deedaar ko aaye hue hein Kashtiyaan Apni kinaare lagaaye hue hein Kya Wo doobe Jo Muhammad ke tiraaye hue hein Sharmo Isyaan se nahin saamne jaaya jaata Kya yahi kam hai Tere shaher mein aaye hue hein Kyun na palda Tere Aamal ka bhaari ho NASIM Ab to Sarkar bhi mizaan pe aaye hue hein हिंदी(Hindi): लोह मदीने की तजल्ली से लगाए हुए हैं दिल को हम मतला-इ-अनवार बनाये हुए हैं एक जलक आज दिखा अये गुम्बदे ख़ज़रा के मकीं कुछ भी हैं दूर से दीदार को आये हुए हैं कश्तियाँ अपनी किनारे लगाए हुए हैं क्या वो डूबे जो मुहम्मद के तिराये हुए हैं शर्मो ईस्यां से नहीं सामने जाया जाता क्या यही काम है तेरे शहर में आये हुए हैं क्यों न पलड़ा तेरे आमाल का भरी हो नसीम अब तो सरकार भी मीज़ान पे आये हुए हैं

Lajpaal Ali || Manqabat Lyrics || Abdul Qadir Attari

Kabhi Deewaar hilti hai , Kabhi Dar kaamp jaata hai Ali ka Naam Sun kar , Ab bhi Khaybar kaamp jaata hai Lajpaal Ali , Lajpaal Ali , Lajpaal Ali , Lajpaal Ali Zarb Teri Zarbe Haq hai Quwwate Parwardighaar Lajpaal Ali , Lajpaal Ali Sitam ke muqaabil Madadghaar Ali Ali Allah de Sheron ka Shedaar Ali Ali Jab Jab ho mushkil , ho lalkaar Ali Ali Khaybar ho Khandak ho Har baar Ali Ali Ali rehnumaa hai Saahibe Zulfiqaar Lajpaal Ali , Lajpaal Ali Zarb Teri Zarbe Haq hai Quwwate Parwardighaar Lajpaal Ali , Lajpaal Ali Waliyaan de seenan da Aye Saaj Ali Ali Mominaan di bas Aye Meraaj Ali Ali Jinaa da na koi , Ali onaa da bharam Maula Maula Maula Ali Maula Lajpaal Ali , Lajpaal Ali Zarb Teri Zarbe Haq hai Quwwate Parwardighaar Lajpaal Ali , Lajpaal Ali Haidar Karam Haidar Ataa , Har Dard ki Haidar Dawaa Rehnumaa Hamare Ali hein Abu Turaab Hein Raaz Ibaadat ki , Haidar khuli Kitaab Ali hai Wilaayat ka Pehlaa kareena Tasawwuf Samandar Ali hein Safeenaa Ali Pehswaa hai Saahibe Asraa Lajpaal Ali , ...

Lutaate khub hein Daulat Ali ke Deewaane Lyrics || Gulam Mustafa Qadri || Roman(Eng) & हिंदी

Roman(Eng) :  Maula Mushqil qushaa Maula Mushqil qushaa Haydariam Qalandaram Mastam Banda-e-Murtazaa Ali Hastam Pehswaa-e-Tamaame rindaanam Ke Sage Koo-e-Shehre Yazdaanam Lutaate khub hein Daulat Ali ke Deewaane Hein karte ab bhi Huqumat Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane Pachhaad dete hein Har Jhang mein Laeenon ko Jo phaad dete hein Aada-e-Deen ke seenon ko Hein rakhte Aesi Shujaa-at Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane Jo waqt padhtaa hai Ghar Baar bhi lutaate hein Rizaa-e-Rabb ke liye Sar ko bhi kataate hein Magar na jhukte hein Hazrat Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane Hai koi Gaus koi Karbalaa ka Dulha hai Koi hai Daata koi Hind ka Shahenshaah hai Hein Aese Saahibe Izzat Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane Munaafiqeen hein darte Ali ke Naare se Shayaateen sar hein pakadhte Ali ke Naare se Lagaake Paate...

Lajpal Ali Manqabat Lyrics || Asad Raza Attari

Kabhi Diwaar hilti hai, Kabhi Dar kaamp jaata hai Ali ka Naam sun kar Ab bhi Khaibar kamp jata hai Haidar Karam.... Haidar Karam.... Lajpal Ali... Lajpal Ali... Lajpal Ali... Zarb Teri Zarbe Haq hai Quwwate Parwardigar Lajpal Ali... Lajpal Ali... Lajpal Ali... Lajpal Ali... Sitam ke Mukaabil Madadgar Ali Ali Allah ke Sheron ka Sardaar Ali Ali Jab Jab ho Mushkil ho Madadgaar Ali Ali Khaibar ho Khandak ho Har baar Ali Ali Ali Rehnuma hai Sahibe Zulfikar Waliyan de Siran da hai Taaj Ali Ali Momina di bas ae Meraaj Ali Ali Jena da na koi, Ali ona da Bharam Maula Maula Ali Maula Lajpal Ali... Lajpal Ali... Lajpal Ali... Lajpal Ali... Islaam ke Daaman mein Inki Kya Shaan hai Ek Zarbe Abdullahi hai Ek Sajda-e-Shabbiri Haidar Karam, Haidar ata, Har dard ki Haidar Dawa Rehnuma Hamare Ali hein Abu Turab Hein Raaze Wahdat ki Haidar hein Khuli Kitab Ali hein Wilaayat ka Pehla Kareena Tasawwuf Samundar Ali hein Safeena Ali Peshwa hein Saahibe Asra Lajpal Ali... Lajpal Ali... Lajpal Ali... Lajpal A...

Lab pe Muhammad Dil mein Madina Lyrics

Lab pe Muhammad Dil mein Madina Yun Zindagi guzareinge Ham Jo Tera Karam Maula Tera Karam Aankhon ki to hai tamanna Madina Dil ki khushi hai ke wahi marna jina Wo Gumbade haseen nazron mein har gadi Dekhte dekhte bas kate zindagi Hai yahi khwahish yahi guzarish Dekhein darbare Shahe umama Jo Tera Karam Maula Tera Karam Lab pe Muhammad Dil mein Madina Yun Zindagi guzareinge Ham Shahe Do Aalam Mera kamli wala Mehboobe Rabb hai jo sabse nirala Sardare Ambiya wo Rehmate Tamam Bheje Salam uspe Allah shub'ho Sham ShamsudDuha wo BadrudDuja wo Noore Maula Khuda ki kasam Jo Tera Karam Maula Tera Karam Lab pe Muhammad Dil mein Madina Yun Zindagi guzareinge Ham Lab pe ho Durudon ka wazifa Aansu piroye Sallalallah ki mala Jab tak hai silsila sanson ka Meri Zindagi ki yahi aarazu hai Safi Dhadkane Dil se ye Sada nikle Allahumma Salle wa Sallim Jo Tera Karam Maula Tera Karam Lab pe Muhammad Dil mein Madina Yun Zindagi guzareinge Ham

Leke Quran jo hira se meri sarkar aaye Lyrics

Image
Rukh e pur noor pe kuchh aur bhi anvar aaye Leke Quran jo hira se meri sarkar aaye Sare nabiyon mein na tajj ho nirali unki Bandh kar khatm e nabuwat ki wo dastar aaye Leke Quran jo hira se meri sarkar aaye Pahele duniya nahi dekha koi un jesa nabi Sab shifayab hue jitne bhi bimar aaye Leke Quran jo hira se meri sarkar aaye Jab mili tujse nazar rakh diya sar kadmon mein Tera sar lene ko jo leke the talwar aaye Leke Quran jo hira se meri sarkar aaye Guftagu mithi haya ankhon mein roshan chehra Jo bhi ek baar mile tujse wo dil haar aaye Leke Quran jo hira se meri sarkar aaye Hashr mein nikle wo jab leke shafa'at ka alam Sab pukar uthenge makhluk ke gamkhvar aaye Leke Quran jo hira se meri sarkar aaye Mein to kehta hun Abu bakr ki me'raj thi wo Dosh par leke unhe jab wo sare gaar aaye Leke Quran jo hira se meri sarkar aaye Ae Amee unka karam hai ke dil unka hi raha Warna dil lene ko kitne hi kharidar aaye Leke Quran jo hira se meri sarkar aay...

Likh raha hu naat e sarvar Lyrics

Likh raha hu naat e sarvar  Sabz gumbad dekh kar Kaif tari hai kalam par  Sabz gumbad dekh kar Hai mukaddar yavari par  Sabz gumbad dekh kar Fir na kyu jume sana gar Sabz gumbad dekh kar Masjid e nabavi pe pahunche  Marhaba salle ala Ho gaya jari zabaa par Sabz gumbad dekh kar Aap se bas aap hi ko  Mangata hai ya nabi Aapka adna gadagar Sabz gumbad dekh kar Aah ae Attar tuj se  Itna bhi na ho saka Jaan kar deta nichhvar  Sabz gumbad dekh kar Naat Khvan : Owais Raza Qadri Download Naat Click here

Allah hu se qalb jagaye jaa..

Allah hu, Allah hu, Allah hu, Allah hu, Allah hu, Allah hu, Allah hu.. Lailaha illa Llah, illa Llahu , illa Llah.  Allah hu se qalb jagaye jaa..  Lailaha illa Llah, illa Llahu , illa Llah.  Allah hu se qalb jagaye jaa.. Sada rehndi nai jawani, ey te dunya ay faani.. X2 Faani dunya nu kalma, parhaye jaa.. Lailaha illa Llah, illa Llahu , illa Llah.  Allah hu se qalb jagaye jaa..  Lailaha illa Llah, illa Llahu , illa Llah.  Allah hu se qalb jagaye jaa.. Dunya ke dhande chorr, Rabb se tu naata jorr.. X2 Honton pe hai Allah Allah, dil mein chupa hai chor.. X2 Aisi baatein na tu kar, sunta ja oh bekhabar.. X2 Sachi baat, tu sab ko sunaye jaa.. X2 Lailaha illa Llah, illa Llahu , illa Llah.  Allah hu se qalb jagaye jaa..  Lailaha illa Llah, illa Llahu , illa Llah.  Allah hu se qalb jagaye jaa.. Adha kilo jo aik bakri ziba ki.. X2 Saath Nabi ke saari fauj khaane aayi thi.. X2 Hue Jaber ha...

Lajpal Nabi Mere Darda Di Dawa Dena Lyrics

Lajpal Nabi Mere Dardan di Dawa dena Jado Waqt-e-Naza'a aawe Daaman di hawa dena    Mein Naat Teri Padhna , Mein Zikr Tera karna Is Zikr di Barkat naal , Meri qabr wasa dena Dil Ronda ae jandene Jado loki Madine nu Hun Saanu Vi Ya Aaqa Darbar wikha dena   Aaqa Teri Mehfil wich Jholiyan wichha baithe Laj Rakh Laive Aye Lajpaalan Khali na utha dena   Saeem di Tamana aye Rawe aake Madine wich Paawe Taybe de Kutteyan de Pairanch bitha dena

Lab Par Naat e Paak ka Nagma

Lab Par Naat e Paak ka Nagma Kal bhi Tha Aur Aaj bhi Hai Mere nabi se mera rishta Kal bhi Tha Aur Aaj bhi Hai Aur kisi janib kyu jaae Aur kisi ko kyu dekhe Apna Sab kuchh gumbad e khazra Kal bhi tha aur aaj bhi tha Past vo kese ho sakta hai  Jisko haq ne buland kiya Dono jaha mai unka charcha Kal bhi tha aur aaj bhi hai Batla do gustakh e nabi ko Gairat e muslim zinda ha Deen pe mar mitne ka jazba Kal bhi tha aur aaj bhi hai Jiske faiz se bazar sino Ne shadabi paai hai Moj mai vo Rehmat ka dariya Kal bhi tha aur aaj bhi hai Jin ankho se Tayba dekha Vo ankhe betab hai fir In ankho mai ek takaza  Kal bhi tha aur aaj bhi hai Sab Ho aaye unke darse Ja na saka tu ek SABI Ye ke ek tasveer e tamanna  Kal bhi tha aur aaj bhi hai

Lam Yaa Ti Nazi Ruka Fi Nazarin Lyrics

Lam Yaa ti Nazi ruka fi Nazarin , Misale tu na shud paida jaana Jag raaj ko taaj Tore Sar Soo Hai Tuj Ko Shahe Do Sara Jaana Al-Bahru Ala Va'l Mauju Taga , Man Be Kas-o-Tufa Ho Sharaba Manjdar Mai Hu Bigdi hai hava Mori Nayya Paar Laga jaana Ya Shams-o-Nazar Li Ila Layalai , Chuba Tayba Rasi Araz-e-Bakani  Tori Jot ki Jal Jal Jag mai Rachi Mori Shab ne na din Hona Jaana Ana Fi Atashiv Va Sakha Ka Atam , Ae Ghaesu-e-paak Ae Abr-e-Karam Barasan Haare Rimjim Rimjim , Do Bund Idhar bhi gira jaana  Al Qalbo Shahhevv Val Hammo Shujud , Dil Jaar Chuna Jaa Zer Chunu Pat Apni Bipat Mai Ka se Kahu , Mera Kaun Hai Tere Siva Jaana Arruho FidaK Fa Zid Harqa Yak Shola digar Barzan Ishka Mora Tan Man Dhan Sab Phoonk Diya Ye Jaan Bhi Pyare Jala Jaana Bas Khama-e-Kham Nava-e-RAZA Na Ye Tarz Meri Na Ye Rang Mera Irshad-e-Ahibba Natiq Tha  Na Chaar Is Rah Pada Jaana

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics / क्या मुहम्मद का प्यारा नहीं हूँ / کیا محمد کا پیارا نہیں ہوں

Ya Husain Ibne Ali Lyrics / या हुसैन इब्ने अली / یا حسین ابن علی in English Hindi Urdu

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar Lyrics / मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर / مرحبا مرحبا، اے علی کے پسر

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics / शाह सवार-ए-कर्बला की शाह सवारी को सलाम / شاہ سوارِ کربلا کی شاہ سواری کو سلام

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics / उस हुसैन इब्न-ए-हैदर पे लाखों सलाम / اس حسین ابنِ حیدر پہ لاکھوں سلام

अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन / اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلا سَیَّدْنا و مَولانا مُحَمّدٍ / Allah humma Sallay Ala Sayyidina Maulana Muhammadin

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

अल-मदद पीरान-ए-पीर या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर / المدد پیران پیر، یا غوثُ الاعْظَم دستگیر / Al Madad Peerane Peer gaus-e-aa'zam dastageer Lyrics

husain zindabaad zindabaad rahega || हुसैन ज़िंदाबाद ज़िंदाबाद रहेगा || حسین زندہ باد زندہ باد رہیگا || Lyrics

Madine Qafile Jate hai Main bhi Aaunga / मदीने काफिले जाते हैं में भी आऊंगा / مدینے قافلے جاتے ہیں میں بھی آؤں گا