Posts

Showing posts with the label 2025

Nahi hai Amena ke laal ki misal nahi Lyrics / नहीं है आमेना के लाल की मिसाल नहीं / نہیں ہے آمنہ کے لال کی مثال نہیں

nahi hai amena ke laal ki misaal nahi nahi hai amena ke laal ki misaal nahi jamaal-e-mustafa ka to kahi jamaal nahi sabhi zubaano ki tareekh pad ke dekh liya zamaane bhar mein kahi teri ek bhi misaal nahi urooz aapke jood-o-karam ne bakhsha hai kasam khuda ki mera zarra bhi kamaal nahi tumhaare hurmato namaus par nikal aaye nahi hai degh koi, neza koi dhaal nahi har ek urooz ko humne zawaal dekha hai ye ek naat ka sooraj hai jise zawaal nahi tumhaari mohr-e-nubuwwat ka raag taari hai nigahein kaise uthaaye, koi majaal nahi ada ne dohre nabi ki misaal kaise ho ghulaam laakhon hain lekin koi bilaal nahi hasan husain hain jannat ke dono shahzaade nabi ki aal se badhkar to koi aal nahi ajab nahi hai ujagar vo roz haazir-e-dar mere nabi ke liye kuchh bhi to muhaal nahi नहीं है आमेना के लाल की मिसाल नहीं नहीं है आमेना के लाल की मिसाल नहीं जमाल-ए-मुस्तफा का तो कहीं जमाल नहीं सभी ज़ुबानों की तारीख़ पढ़ के देख लिया ज़माने भर में ...

Sarkar ka Milad Hamesha hi Saje ga Lyrics / सरकार का मिलाद हमेशा ही सजेगा / سرکار کا میلاد ہمیشہ ہی سجے گا

sarkar ka milaad hamesha hi saje ga Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri aaye aaye mere sarkar aaye mere dildar aaye mere ghamkhaar aaye sadiyon se ho raha hai ye kaise rukega sarkar ka milaad hamesha hi saje ga khushiyon ka sama hai masti mein jahaan hai milade nabi par har koi fida hai hamesha hamesha hamesha hi saje ga hamesha hamesha hamesha hi saje ga sarkar ka milaad hamesha hi saje ga chahat hai lagan hai duniya hi magan hai ghar ghar milaad ho sunni ka mission hai hamesha hamesha hamesha hi saje ga hamesha hamesha hamesha hi saje ga yun sarware aalam ka milaad manayein aaqa ki har ada ko zindagi mein layein apne nabi ki sunnat chehre pe bhi sajaayein ghairon ki mahobbat ko ab dil se nikaalein khushiyon ka sama hai masti mein jahaan hai milade nabi par har koi fida hai hamesha hamesha hamesha hi saje ga hamesha hamesha hamesha hi...

Aye Jalwaa-e-Janaana Lyrics / ऐ जल्वा-ए-जानाना / اے جلوۂ جانانا

aye jalwaa-e-janaana Naat-Khwaan: Gulam Mustafa aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana ek baar karam farmaana mere khwaab mein aajana aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana hasrat hai ke anwaar-e-sarkaare umam dekhein aankhein bhi to hon aisi jin aankhon se ham dekhein aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana roze ke tasawwur mein noor noor hai chehre par aaeena hamein dekhe aaeene ko ham dekhein aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana ham chhod ke is dar ko barbaad hue kya kya is dar se lipat jaayein fir unka karam dekhein aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana har naksh hi roze ka hai jannati nazaara kis naksh ko ham chumein kis naksh ko ham dekhein aye jalwaa-...

Jashne Aamade Rasool Allah hi Allah Lyrics / जश्न-ए-आमद-ए-रसूल अल्लाह ही अल्लाह / جشنِ آمدِ رسول اللہ ہی اللہ

jashne aamad-e-rasool allah hi allah jashne aamad-e-rasool allah hi allah bibi aamena ke phool allah hi allah jabke sarkaar tashrif laane lage hooro gilmaan bhi khushiyaan manaane lage har taraf noor ki roshni chhaa gayi mustafa kya mile zindagi mil gayi aye halima teri god mein aa gaye donon aalam ke rasool allah hi allah chehra-e-mustafa jab dikhaya gaya juk gaye taare aur chaand sharma gaya aamena dekh kar muskaraane lagi hawwa mariyam bhi khushiyaan manaane lagi aamena bibi sab se ye kehne lagi dua ho gayi qubool allah hi allah shaadiyaane khushi ke bajaaye gaye shaad ke nagme sab ko sunaaye gaye har taraf shor salle ‘ala ho gaya aaj paida habeebe khuda ho gaya fir to jibreel ne bhi ye aelaan kiya ye khuda ke hain rasool allah hi allah jinka saaya zameen par na paaya gaya noor se noor dekho juda na hua ham ko abid nabi par bada naaz hai ky...

Muhammad Nabina Bi Nooru Hadeena / मुहम्मद नबिना बि नूरु हदीना / محمد نبینا بِنُورُ حدینا

muhammad nabina bi nooru hadeena Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri ya shaahe madina ya shaahe madina ya shaahe madina ya shaahe madina tere dar pe shaha main aaun, aur jholi ko failaaun sab mann ki muraadein paaun, is dar se kahin naa jaaun ya mustafa... ya mustafa muhammad nabina bi nooru hadeena mim-makka habibee nooru sata-al madina ya shaahe madina ya shaahe madina teri judaai mein aaqa jhaltaa hai ye seena ya mustafa... ya mustafa ya mustafa... ya mustafa ya shaahe madina ya shaahe madina ye betaab nigaahen, ab to ashq bahaayen dil deta hai sadaayein, qadmon mein bulaayen gardish mein hai sitaara, mushkil ho gaya jeena muhammad nabina bi nooru hadeena mim-makka habibee nooru sata-al madina ya shaahe madina ya shaahe madina ya mustafa... ya mustafa tez bahot hai dhaara, mera kaun sahaara kardo ek ishaara, tufaan bane kinaar...

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics / क्या मुहम्मद का प्यारा नहीं हूँ / کیا محمد کا پیارا نہیں ہوں

Ya Husain Ibne Ali Lyrics / या हुसैन इब्ने अली / یا حسین ابن علی in English Hindi Urdu

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar Lyrics / मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर / مرحبا مرحبا، اے علی کے پسر

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics / शाह सवार-ए-कर्बला की शाह सवारी को सलाम / شاہ سوارِ کربلا کی شاہ سواری کو سلام

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics / उस हुसैन इब्न-ए-हैदर पे लाखों सलाम / اس حسین ابنِ حیدر پہ لاکھوں سلام

अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन / اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلا سَیَّدْنا و مَولانا مُحَمّدٍ / Allah humma Sallay Ala Sayyidina Maulana Muhammadin

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

अल-मदद पीरान-ए-पीर या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर / المدد پیران پیر، یا غوثُ الاعْظَم دستگیر / Al Madad Peerane Peer gaus-e-aa'zam dastageer Lyrics

husain zindabaad zindabaad rahega || हुसैन ज़िंदाबाद ज़िंदाबाद रहेगा || حسین زندہ باد زندہ باد رہیگا || Lyrics

Madine Qafile Jate hai Main bhi Aaunga / मदीने काफिले जाते हैं में भी आऊंगा / مدینے قافلے جاتے ہیں میں بھی آؤں گا