mujh pe kyun band karte ho paani ya husain ya husain ya husain ya husain ya husain ya husain mera nana nabi meri maa sayyida mera baba ali mera bhai hasan ham hi hain panjtan ham hi hain panjtan meri kya hai khata meri kya hai khata meri kya hai khata meri kya hai khata mujh pe kyun band karte ho paani kya muhammad ka pyara nahin hoon kya main zehra ka jaaya nahin hoon kya nabi ka nawasa nahin hoon mujh pe kyun band karte ho paani kya muhammad ka pyara nahin hoon mere nana ne kalma sikhaya sur quraan tum ko sunaya kya main nana ka saaya nahin hoon kya nabi ka nawasa nahin hoon mujh pe kyun band karte ho paani kya muhammad ka pyara nahin hoon wo madina jahan mera ghar hai aur masjid mein us ghar ka dar hai kya main us ghar mein khela nahin hoon kya nabi ka nawasa nahin hoon mujh pe kyun band karte ho paani kya muhammad ka pyara nahin hoon chakkiyaan pees kar maa ne pala mujh ko nana ne jhula jhulaya apna bachpan main bhula nahin hoon kya nabi ka nawasa...
ya husain ibne ali kehte hain ye saare ghulaam ya husain ibne ali kehte hain ye saare ghulaam sab ghulaam aapko salaam, aapko salaam teer laga nanhe asghar ko, phool sa chehra murjhaaya dekh shaherbanu, bachche ko god mein leke farmaaya hoze kausar ka pee lena jaam, aapko salaam ya husain ibne ali kehte hain ye saare ghulaam sab ghulaam aapko salaam, aapko salaam jabr ke aage sabr khada tha, zulm-o-sitam ko rok kar jinko hua deedaar khuda ka, khanjar ki us nok par dekho shaheedon ka hai ye maqaam, aapko salaam ya husain ibne ali kehte hain ye saare ghulaam sab ghulaam aapko salaam, aapko salaam jinki peshaani ka bosa pyaare nabi farmaate the bachpan mein jibraeel-e-ameen bhi jhula jhulaane aate the wo hain nawaasa-e-khairul anam, aapko salaam ya husain ibne ali kehte hain ye saare ghulaam sab ghulaam aapko salaam, aapko salaam aye husain ibne ali, zohra ke dilbar assalaam aye shaheed-e-karbala, aye deen ke raahbar assalaam karbala mein aapne haq ke liye hai ...
marhaba marhaba, aye ali ke pisar marhaba marhaba, aye ali ke pisar! tum pe laakhon karodon durood-o-salaam saiyyada fatima ke aye lakh-e-jigar! tum pe laakhon karodon durood-o-salaam marhaba marhaba, aye ali ke pisar! pairawi ki muhammad ke paighaam ki aabroo tumne rakh li hai islam ki tum se shaadaab deen-e-nabi ka shajar tum pe laakhon karodon durood-o-salaam marhaba marhaba, aye ali ke pisar! zaalimon ne kiye hain sitam pe sitam dagmagaaye na phir bhi tumhaare qadam khud ko qayam rakha, sabr-o-imaan par tum pe laakhon karodon durood-o-salaam marhaba marhaba, aye ali ke pisar! bhai, bete, bhatije shaheed ho gaye aap karbala mein tanha faqat reh gaye phir bhi baatil ke aage, jhukaaya na sar tum pe laakhon karodon ...
shah sawaar-e-karbala ki shah sawaari ko salaam rasm-e-‘ushshaaq yahi hai ke wafa karte hain yaani har haal mein haq apna ada karte hain hosla hazrat-e-shabbir ka allah allah sar juda hota hai aur shukr-e-khuda karte hain shah sawaar-e-karbala ki shah sawaari ko salaam neze pe qur’an padhne wale qaari ko salaam raat din bichhde huon ki raah mein rehna khade hazrat-e-sughra tumhari intezaari ko salaam sar se chaadar chhin gayi lekin nazar uthi nahin hazrat-e-zainab tumhari parda-daari ko salaam muskurate tegh pe roshan kiya rangeen charaagh akbar-o-qasim tumhari jaan-nisaari ko salaam kat gaya kumbha, museebat sar pe aayi, lut gayi ho gayi bhai bhatijon se judaai, lut gayi umar bhar ki daste gurbat mein kamaai lut gayi roke jab kehti thi zainab: haaye bhai lut gayi ghar ali ka kya luta, saari khudaai lut gayi har imtihaan mein shabir-o-shaakir rahe husain ...
us husain ibn-e-haidar pe laakhon salaam ya husain ya husain ya husain ya husain kar liya nosh jisne shahadat ka jaam us husain ibn-e-haidar pe laakhon salaam assalaam aye husain ibn-e-haidar assalaam aye husain ibn-e-haidar jinko dhokhe se kufe bulaya gaya jinko baithe bithaye sataya gaya jinke bachon ko pyasa rulaya gaya jinki gardan pe khanjar chalaya gaya us husain ibn-e-haidar pe laakhon salaam assalaam ya husain, assalaam ya husain assalaam ya husain, assalaam ya husain jinka jannat se joda mangaya gaya jinko dosh-e-nabi pe bithaya gaya zeher bhai ko jiske pilaya gaya jisko teeron se chhalli karaya gaya assalaam aye husain ibn-e-haidar assalaam aye husain ibn-e-haidar jisne haq karbala mein ada kar diya apne nana ka wada wafa kar diya sab kuch ummat ki khaatir fida kar diya ghar ka ghar bhi supurde khuda kar diya us husain ibn-e-hai...
Roman(Eng): chaahate aap to khud daud kar aata paani ya husain ! aapki thokar se nikalta paani kya thi aukaat pila deta jo dariya paani mere abbas ne dariya ko pilaaya paani aasmaa.n ! gar tujhe shabbir ishaara karte dil ye kehta hai ke din-raat barasta paani ediyaa.n apni zamee.n par jo ragadte asghar karbala tere sambhale na sambhalta paani itne tardast the abbas ke dono.n baazu padh gaya jiske bhi usne nahi.n maanga paani kaun kehta hai ke paani ke the pyaase shabbir sach to ye hai ke tha shabbir ka pyaasa paani tujhpe so jaan hai qurbaan meri aye asghar ! teri himmat ne yazidiyo.n ko pilaaya paani ya 'ali sher-e-KHuda ! aapke bete shabbir hukm de dete to suraj bhi ugalta paani हिंदी(Hindi) : चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी या हुसैन ! आपकी ठोकर से निकलता पानी क्या थी औक़ात पिला देता जो दरिया पानी मेरे 'अब्बास ने दरिया को पिलाया पानी आसमां ! गर तुझे शब्बीर इशारा करते दिल ये कहता है के दिन-रात बरसता पानी एड़ियां अपनी ज़मीं पर जो रगडते असगर कर्बला तेरे सम्भाले ...
al-madad peeraan-e-peer , gaus-e-aa'zam dastageer ! al-madad peeraan-e-peer , ghaus-e-aa'zam dastageer ! rutba ye wilaayat me.n , kya ghaus ne paaya hai allah ne waliyo.n ka , sultaan banaaya hai hai dast-e-'ali sar par , hasnain ka saaya hai mere gaus ne thokar mei.n , murdo.n ko jilaaya hai al-madad peeraan-e-peer , ghaus-e-aa'zam dastageer ! laakho.n ne usi dar se , taqdeer banaayi hai bagdaad sanwariya ki , har baat niraali hai doobi hui kashti bhi , dariya se nikaali hai ye naam adab se lo , ye naam jhalaali hai al-madad peeraan-e-peer , ghaus-e-aa'zam dastageer ! har fikr se tum ho kar aazaad chale jaao le kar ke labo.n par tum , fariyaad chale jaao milna hai agar tumko , waliyo.n ke shahenshaah se khwaaja se ijaazat lo , baghdaad chale jaao al-madad peeraan-e-peer , ghaus-e-aa'zam dastageer ! ya ghaus ! karam kardo , ya ghaus ! karam kardo ye deen ki daulat se , daaman sab ka bhar do bas itni guzaarish hai , bas ek nazar kar do baghdaad ki galiyo.n mei...
Roman(ENG): ye bhi socha hai jise qatl kiya hai tumne jiske naana ne rasoolo.n ki imaamat ki hai yazeed murdabaad , murdabaad rahega husain zindabaad , zindabaad rahega dasht me.n markaz-e-tanweer nahi.n ho sakta is qadar saahib-e-tauqeer nahi.n ho sakta bole abbas ye karbal me.n lahu se likh do dehar me.n dusra shabbir nahi.n ho sakta husain zindabaad , zindabaad rahega maula husain , maula husain , maula husain maula husain , maula husain , maula husain umr-e-mardood tu auqaat me.n rahena apni aasmaa.n sar pe utha lenge ali ke bete zulm jitna bhi tuje karna hai karle lekin deen-e-islaam bacha lenge ali ke bete husain zindabaad , zindabaad rahega apne hi khoo.n me.n duboyo hai musalla tune fir bhi tauhid ka rasta nahi.n chhoda tune dilbar-e-sher-e-KHuda teri dileri ke nisaar munh pe baatil ke lagaaya hai tamaacha tune husain zindabaad , zindabaad rahega deen ki raah me.n ghar-baar lutaane waale sar bah-e-teg aqeedat me.n jukaane waale kat gaye , uff...
Here is Full Lyrics of Madani Sehra "Fazl-e-Rabb-e-Paak se Beta mera Dulha bana" in English, Hindi and Urdu written by Maulana Ilyas Attar Qadri, naat khwan Hafiz Tahir Qadri fazl-e-rabb-e-paak se , beta mera dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana fazl-e-rabb-e-paak se , beta mera dulha bana khushnuma khushrang phoolo.n ka hai sar sehraa sajaa dulha bana dulha bana inko khushiyaa.n do Jahaa.n me.n tu ataa kar kibriyaa ! inpe ranj-o-gham ki na chhaye kabhi kaali ghata dulha bana dulha bana tu sadaa rakhna salaamat inka jhoda ya KHuda ! koi bhi jagda na ho , aapas me.n , aye rabb-ul-ula ! dulha bana dulha bana meethe meethe ho.n madine ke inhe.n munne 'ataa meethi meethi ho.n madine ki inhein munniyaan 'ataa waasta ya rabb ! madine ki mubaarak khaak ka dulha bana dulha bana is tarha mehka kare ye ghar ka ghar sab ya KHuda! phool jaisa ke mahakte he.n madine ke sadaa dulha bana dulha ba...
Comments
Post a Comment