Posts

Showing posts from January, 2022

Madine waalerya Sadlo Menu wi ek waar Lyrics

Nabiyan de Sardaar Tusi ho Nabiyaan de Sardaar Nabiyan de Sardaar Tusi ho Nabiyaan de Sardaar Sohnaa Madina walaa Aaqa Madine walaa Sohnaa Madina walaa Aaqa Madine walaa Madine waalerya ! Sadlo Menu wi ek waar Karan Mein Roze da Deedar Dilnu Mil jaaye chain karaar Kamli waalerya Aye Aasan Todi naa Nabiyaan de Sardaar Tusi ho Nabiyaan de Sardaar Hashr de aade laaja rakh layee Bhul na jaween Saiyan Oganhari Bakhta maari Tere karam te aasaan laiyaan Tusi oh Nabiyaan de Sardaar Kardeyo Mera bedaa paar Dilnu Mil jaaye chain karaar Kamli waalerya Aye Aasan Todi naa Nabiyaan de Sardaar Tusi ho Nabiyaan de Sardaar Yaar Madine tur gaye Mere Mein ethe kur lawaan Tere baaju koi naeein Mera Mein ro ro haal sunaawan Arza sun lo hun Sarkar Tusi ho dukhiyaan de gamkhwaar Dilnu Mil jaaye chain karaar Kamli waalerya Aye Aasan Todi naa Nabiyaan de Sardaar Tusi ho Nabiyaan de Sardaar Mein wi wekhan Paak Nazaare Shehr Madine jake Ziyaad di jholi bhardeyo Aaqa Jaaliyan kol bhithaake

Mera beta Ya nabi kehne ke kabil ho gaya Lyrics

Roman(Eng):  Assalatu Wassalam Assalatu Wassalam Assalatu Wassalamu Alayk Ya Rasulallah Assalatu Wassalamu Alayk Ya Habiballah Ishqe Ahmad mein bada Aejaaz haasil ho gaya Mera beta Ya Nabi kehne ke qaabil ho gaya Dar haqiqat Us gadi ahesaas Ye muj ko hua Jis gadi ye chhod kar ke haath ko Mere Khuda Ye Tere Mehboob ki Mehfil mein shaamil ho gaya Mera beta Ya Nabi kehne ke qaabil ho gaya Assalatu Wassalamu Alayk Ya Rasulallah Assalatu Wassalamu Alayk Ya Habiballah Ya khuda iska iska nasiba ful ki tarha khile Unke ishk e paak ki daulat khuda isko mile Jinke qalb e paak pe Quran nazil ho gaya Mera beta Ya nabi kehne ke kabil ho gaya Assalatu Wassalamu Alayk Ya Rasulallah Assalatu Wassalamu Alayk Ya Habiballah Maslake Ahmad Raza Isko wiraasat mein milaa Bachpani hi se Mere aaqa ke tukdon par pala Kamsini mein hi Mere Aaqa ka Saeel ho gaya Mera beta Ya Nabi kehne ke qaabil ho gaya Assalatu Wassalamu Alayk Ya Rasulallah Assalatu Wassalamu Alayk Ya Habiballah Sab mein Ye ba

Bigdi ke banaane mein kyun dair lagi khwaaja Lyrics in roman(Eng) & Hindi(हिंदी)

Roman(English) :  Aye Aale Nabi Khwaja Aulade Ali Khwaja Hasanain ke Gulshan ho Zohra ki kali Khwaja Haathon mein Tumhare ho Mansha e Wali Khwaja Hasanain ke Gulshan ho Zohra ki kali Khwaja Bigdi ke banane mein kyun der lagi Khwaja Bigdi ke banane mein kyun der lagi Khwaja Din Raat banaate ho khoti ko khari Khwaja Dewdi pe Tere kis ki joli na bhari Khwaja Bargasta nasibon ki taqdeer firi Khwaja Aankhein Meri ab tak hein chokhat pe dhari Khwaja Bigdi ke banane mai kyu der lagi khvaja Bhar lete hein Us Dar par joli ko sabhi Khwaja Mehroom nahin jaata koi bhi kabhi Khwaja Le lunga mein munh manga chokhat pe abhi Khwaja Utthe ga to utthe ga sar Mera jabhi Khwaja Bigdi ke banane mein kyun der lagi Khwaja Kya Shaan Tumhari hai Allaho Gani Khwaja Duniya ke dhani Khwaja rutbe ke dhani Khwaja Zarre ko banate ho daale yamani Khwaja Kya baat hai jo ab tak meri na bani Khwaja Bigdi ke banane mein kyun der lagi Khwaja Kis shaan se mahefil ki ronak ho saji Khwaja Nashaad ki jaati hai

Sadaa Gyarwih Ham manaate rahenge Lyrics || सदा ग्यारविह हम मानते रहेंगे || Hafiz Tahir Qadri

Roman (Eng) : Gyaarwih wale Mere Gyaarwih wale Gyaarwih wale Mere Gyaarwih wale Imdaad kun Imdaad kun Az Bande gham Aazad kun Dar Deeno Duniyaa Shaad kun Ya Gause Aazam Dastsgeer Manaakib ki Mehfil sajaate raheinge Sada Gyarwih Ham manaate raheinge Niyaaze Aqeedat dilaate raheinge Sadaa Gyarwih Ham manaate raheinge Wo Gausul Wara Jo Ataa-e-Nabi hein Jo Usshaaq ki Jaan aur Zindagi hai Ke Ham maal Un par lutaate rahenge Sadaa Gyarwih Ham manaate rahenge Mushkilaate be adad Daare Ham maa Al Madad Ya Gause Aazam Peer maa Wo Gausul Waraa Jo Musibat ko taalein Pareshaan ko Apne Seene lagaa lein Inhein Haal Dil ka Sunaate raheinge Sadaa Gyarwih Ham manaate rahenge Chhut-ti hai to chhute Duniya Gaus ka Daman na chhodeinge Sadaa Gyarwih Ham manaate rahenge Khila Mere Dil ki Kali Gause Aazam Mita Qalb ki Be-Kali Gause Aazam Qadam Gardane Auliya par hai Tera Hai Tu Rabb ka Aesa Wali Gause Aazam Ye Dil Ye Jigar hai Ye Aankhein Ye Sar hai Jahaan Chaho rakkho Qadam Gause Aazam Hein Bagdaad waale Sak

Kis ke Jalwe ki jhalak hai ye ujala kya hai Lyrics

Roman(ENG): Kis ke Jalwe ki Jhalak hai Ye Ujaala kya hai Har taraf Deeda-e-Hairat zada taktaa kya hai Maang man maanti munh-maangi muradein lega Na yahan 'na' hai na mangta se ye kehna 'kya hai' Paand kadwi lage naseh se tarsh ho Aye nafs Zahere Isyaan mein Sitam-gar Tuje meetha kya hai Unki ummat mein banaaya Unhe Rehmat bheja Yun na farma ke Tera rahem mein daawa kya hai Ham hein unke wo hein Tere to hue Ham Tere Is se badh kar Teri simt aur waseela kya hai Sadqa Pyaare ki haya ka ke na le Mujhse hisaab Bakhsh be-puchhe lajaaye ko lajaana kya hai Zahid unka mein gunahgaar Eo mere Shaafe'a Itni nisbat Mujhe kya kam hai Tu samjaa kya hai Ba-basi ho jo Muje pursishe Aamal ke waqt Doston ! Kya kahun us waqt tamannaa kya hai Kash fariyad Meri sun ke ye farmaein Huzur Haan koi dekho ye kya shor hai gauga kya hai Kaun aafat-zada hai kis pe bala tooti hai Kis musibat mein giraftar hai sadmaa kya hai Kis se kehta hai ke Lillah khabar lijiye Mer

JoBano Par Hai Bahar-e-Chaman Aarai-e-Dost

JoBano Par Hai Bahar-e-Chaman Aarai-e-Dost Khuld Ka Naam Na Le Bul Bul-e-Shedai-e-Dost Thak ke Bethe To Dard-e-Dil Pe Tamannai-e-Dost Kaun Se Ghar Ka Ujala Nahi Zaibai-e-Dost Unko Yakta Kiya Aur Khalk Banai Yaani Anjuman Karke Tamasha Kare Tanhai-e-Dost Sharm Se Jukti Hai Mehraab Ke Saajid Hai Huzur Sajda Karvaati Hai Kaaba Se Jabee Saai-e-Dost Toor Par Koi , Charkh Pe Ye Arsh Se Paar Saare Baalaon Pe Baala Rahi Baalai-e-Dost Ant Fee Him Ne Adoo Ko Bhi Liya Daman Mai Aish-e-Jaaved Mubarak Tuje Shaidai-e-Dost Ranj-e-Aada Ka RAZA Chaara Hi Kya Hai Jab Unhe Aap Ghustakh rakhe Hilm-o-Shakebaai-e-Dost

Naat-e-Paak Unko Sunaun Sabz Gumbad dekh kar Lyrics || Hafiz Tahir Qadri

Image
Jab Gumbade Khazra pe Wo Pehli Nazar gayi Aankhon ke Raste Mere Dil mein utar gayi Hijre Nabi mein Aah ! kahan be-asar gayi Tadpe Jo Ham Yahan to Madine khabar gayi Naat-e-Paak Unko Sunaun Sabz Gumbad dekh kar Ishk mein Aansu bahaun Sabz Gumbad dekh kar Sadka-e-Zohra bulalein Ya Nabi ! Dar par Mujhe Pyas Mein Dil ki bujaun Sabz Gumbad dekh kar Naat-e-Paak Unko Sunaun Sabz Gumbad dekh kar Ishk mein Aansu bahaun Sabz Gumbad dekh kar Mangte hein Jis Jagah se aake Sare Taajdar Lab Waa hein Aankhein band hein fayli hein Jholiyan Kitne maze ki bhik Tere Paak Dar ki hai Mangenge Mange Jayenge Munh Mangi Payenge Sarkar mein Na Laa hai Na Hajat Agar ki hai Mangte hein Jis Jagah se aake Sare Taajdar Mein bhi Jholi ko bichhaun Sabz Gumbad dekh kar Naat-e-Paak Unko Sunaun Sabz Gumbad dekh kar Ishk mein Aansu bahaun Sabz Gumbad dekh kar Unke Dar par ho Muyassar Mustakil yun Hazari Zindagi Sari bitaun Sabz Gumbad dekh kar Naat-e-Paak Unko Sunaun Sabz Gumbad dekh kar

Hajiyon Mustafa se keh dena Lyrics || हाजियों मुस्तफा से कह देना || حاجیوں ! مصطفیٰ سے کہ دینا

Roman(Eng) : kamli wale ka naam le le kar be-sahaare salaam karte he.n hajiyo.n ! Mustafa se keh dena gham ke maare salaam karte he.n Allah ! Allah ! Huzoor ki baate.n marhaba ! rang-o-noor ki baate.n chaand jinki balaae.n leta hai aur sitaare salam karte he.n zaa.ir-e-taiba tu madine me.n mere aaqa se itna keh dena pyaare aaqa Rasool sun lijiye gham ke maare salam karte hein aye payaami ! meri qasam hai tuje 'arz karna rasool-e-akram se qalb-e-muztar ko hai huzoor tadap aur saare salam karte hein sabz-gumbad ka aankh mein manzar aur tasawwur me.n aapka mimbar saamne jaaliyaa.n he.n roze ki aur zahen se salam karte hein Allah ! Allah ! Huzoor ke gesoo bhini bhini mahekti wo khushbu jinse ma'moor hai fiza har soo wo nazaare salam karte he.n jalwa-gaah-e-shah-e-anaam hai unke roze ka aheteraam hai ummati joom joom kar tumko Rab ke pyaare salam karte hein jab Muhammad ka naam aata hai rahmato.n ka payam aata hai lab hamare durood padte he.n dil hamare salam karte he.n

Musallam hai Zamaane mein Wafaa Siddiqe Akbar ki - Manqabat Lyrics || Maulana Bilal Raza Qadri

Musallam hai Zamaane mein Wafaa Siddiqe Akbar ki Rizaa-e-Mustafa hi hai Rizaa Siddiqe Akbar ki Musallam hai Zamaane mein Wafaa Siddiqe Akbar ki Wohi Atqaa , Wohi Awfa , Wohi Aadal , Wohi Afzal Hai kaisi Munfarid Har Har adaa Siddiqe Akbar ki Musallam hai Zamaane mein Wafaa Siddiqe Akbar ki Lutaaya Jisne Maalo Jaan ko Raahe Nubuwwat mein Nabi pe Har Quraabat thi Fidaa Siddiqe Akbar ki Musallam hai Zamaane mein Wafaa Siddiqe Akbar ki Diya kis ko Musalla , Mustafa ne bhi Khuda ne bhi Nazar aayi Ye Azmat baarha Siddiqe Akbar ki Maqaame Afzale Ummat ko baaham tolne waalon Ali Maula se puchho Iqtidaa Siddiqe Akbar ki Musallam hai Zamaane mein Wafaa Siddiqe Akbar ki Wohi Chamkaa Zamaane mein Wilaayat ki bulandi par Padi Ik baar bhi Jispe Nigaah Siddiqe Akbar ki Musallam hai Zamaane mein Wafaa Siddiqe Akbar ki Aye Aasif ! Ye Nigaahe Mustafa ki hi Tajalli hai Mili Saadaat se Mujko ataa Siddiqe Akbar ki Musallam hai Zamaane mein Wafaa Siddiqe Akbar ki

Siddiq hai Pehla - Manqabat Lyrics || Hafiz Tahir Qadri

Siddiq hai Pehla  Siddiq hai Pehla  Siddiq hai Pehla  Siddiq hai Pehla  Afdalul Bashar Baad-az-Ambiya Ameerul Momineen Aba-Bakr Siddiq Aaqa ne Musalle pe khada karke bataya Siddiq hai Pehla Fir Saare Sahaba ne Yahi Naara lagaya Siddiq hai Pehla Wo Pehla Musalman , Khalifa Wohi Pehla, Haidar ka hai Pyara Usmaano Umar ne bhi hai Rehbar Jise maana Siddiq hai Pehla  Aaqa ne Musalle pe khada karke bataya Siddiq hai Pehla Fir Saare Sahaba ne Yahi Naara lagaya Siddiq hai Pehla Siddiq ke gustaakh zara hosh mein aao kuchh khauf to khaao Dhundhe se na mil paayega aesa Tumhe Aaqa Siddiq hai Pehla  Aaqa ne Musalle pe khada karke bataya Siddiq hai Pehla Fir Saare Sahaba ne Yahi Naara lagaya Siddiq hai Pehla Khud saanp se daswa liya Paaon na hataya, kya Ishq nibhaya Kya aur bhi Duniya mein wafaadar hai aesa Siddiq hai Pehla  Aaqa ne Musalle pe khada karke bataya Siddiq hai Pehla Fir Saare Sahaba ne Yahi Naara lagaya Siddiq hai Pehla Siddiq ki Azmat to gati hai na gategi, Ye badhti rahegi Siddiq ke h

Durud padte huye jab bhi Ibtida ki hai Lyrics || Hafiz Ahmed Raza

Allahumma Salli Ala Muhammadin Wa'ala Aalihi Wa Sahbihi Wa Sallim Durud padte huye jab bhi Ibtida ki hai Nawazishon ki Mere Rabb ne Intiha ki hai Durud padte huye jab bhi Ibtida ki hai Ye Aaftab , Ye Mahtab , Kehkasha , Anjum Jo Roshni hai Jahan mein Wo Mustafa ki hai Durud padte huye jab bhi Ibtida ki hai Mein Ummati hum Muhammad ka fakhr hai Mujko Khuda ne Aesi Sa'adat Muje ata ki hai Durud padte huye jab bhi Ibtida ki hai Bana ke Uswa-e-Hasna ko behtarin misal Nabi ke Chehre ki Tosif Wadduha ki hai Durud padte huye jab bhi Ibtida ki hai Huzur ab to Karam ki Nigah ho jaye Jo Hazri ke liye Dil se Iltija ki hai Durud padte huye jab bhi Ibtida ki hai Mein Unki Zaate Girami pe Kyun na jaun Nisar Wo Jis ne Mere Har Ek Dard ki Dawa ki hai Durud padte huye jab bhi Ibtida ki hai Allahumma Salli Ala Muhammadin Wa'ala Aalihi Wa Sahbihi Wa Sallim

Ya Nabi Salam Alayk By Aqsa Abdul Haq Lyrics

Ya Nabi Salam Alayk Ya Rasool Salam Alayk Ya Habeeb Salam Alayk SalavaTullah Alayk Anta noorol lahy fajran Jeita baadal osry yosran Rabbona aalaka kadran Ya imam al anbiya’ee Teri aarazu mein jina Teri justaju mein marna Yehi Meri zindagi hai Yehi Meri bandagi hai Ya Habeebi Ya Muhammad.......... Tala'al Badru Alayna Min Sani Yatil wadaa WajabasShukru Alayna Mada'a Lillahi Daaee Teri yaad kamli wale Mere jeene ka sahara Acchha hun mein ya bura hun Aakhir hun to mein Tumhara Ya Habeebi Ya Muhammad.......... Ayyuhal mukhtaro feena Za'danal hubbu haneena Jiddana bel khayry deena Ya khetamal morsaleena Waqt ka chamke sitara Hazri ka ho ishara Dekh kar roza piyara Fir pade khadim Tumhara Ya Habeebi Ya Muhammad.......... Ya Nabi Salam Alayk Ya Rasool Salam Alayk Ya Habeeb Salam Alayk SalavaTullah Alayk

Mujh Khatakar sa Insan Madine mein rahe Lyrics || Farhan Qadri

Madina Madina Madina Madina Madina Madina Madina Madina Badi Door Madina Tora Yahan Jiya na lage Mora Betha hun Mein aas lagaye Mori Kis Din hogi Hazari Mora Jiwan bita jaye Mujh Khatakar sa Insan Madine mein rahe Banke Sarkar ka Mehman Madine mein rahe Yaad aati hai Muje Ahle Madina ki Wo Baat Zinda rehna ho to Insan Madine mein rahe Badi Door Madina Tora Yahan Jiya na lage Mora Yun ada karte hein Usshak Mahobbat ki Namaz Sajda Kaabe mein ho aur dhyan Madine mein rahe Mujh Khatakar sa Insan Madine mein rahe Unki Shafkat Ghame Konain bhula deti hai Jitne Din Aapka Mehman Madine mein rahe Badi Door Madina Tora Yahan Jiya na lage Mora Door reh kar bhi uthata hun Huzuri ke maze Mein yahan aur Meri Jaan Madine mein rahe Mujh Khatakar sa Insan Madine mein rahe Chhod aaya hun Dilo Jaan Ye kehkar Aazam Aa raha hun Mera Saman Madine mein rahe Badi Door Madina Tora Yahan Jiya na lage Mora Betha hun Mein aas lagaye Mori Kis Din hogi Hazari Mora Jiwan bita jaye

Hai Fakat Tujse hi Sari Iltija Lyrics || Farhan Ali Qadri

Maula Maula Mere Maula Maula Mere Maula Maula Maula Mere Maula Maula Mere Maula Hai Fakat Tujse hi Sari Iltija Sun le Aye Maula Hamari Iltija Hai Fakat Tujse hi Sari Iltija Kar rahi hein Meri AAnkhein Mere Lab Bar Zabane Aaho Zari Iltija Hai Fakat Tujse hi Sari Iltija Ab agar so jayein Ham to Khwab mein Mustakil rehti hai Jaari Iltija Hai Fakat Tujse hi Sari Iltija Bakhsh de Meri Khata Karti hai Arz Meri Tauba Sharmsari Iltija Hai Fakat Tujse hi Sari Iltija Tere hi Darbar mein bande Tere Karte hein sab bari bari Iltija Hai Fakat Tujse hi Sari Iltija Aur kahan jayein so karte hein Nadeem Ham Khuda ke Dar pe Sari Iltija Hai Fakat Tujse hi Sari Iltija

Chanda mange hai chandaniya Tayba mai Lyrics

Chham Chham naache hai Pawaniya Tayba mein Chanda mange hai Chandaniya Tayba mein Ishqe Khuda aur Ishqe Nabi mein Aesi haalat badli Saath baras ki Umar mein aese dode jaise bijli Wapas aagai na jawaniya Tayba mein Chanda mange hai Chandaniya Tayba mein Mere Nabi ke charon jaanib noor ka Dariya dole Tayba jakar aane wala Haji Mujse bole Rahmat barse jaise paniya Tayba mein Chanda mange hai Chandaniya Tayba mein Sub'h savere suraj pahele aqa ke dar jaye Vaha pe kirne bhik mile to akar jag chamkaye Chanda mama ki dukaniya Tayba mai Chanda mange hai chandaniya Tayba mai Kankar pathar jane vale ful kali ban bethe Aag ki fitrat rakhne vale mom ki tarha pigle Kismat banti hai dulhaniya Tayba mai Chanda mange hai chandaniya Tayba mai Tune kitna kaam kiya hai is duniya mai reh kar Sari tankhvah mil jaye gi aaye ga jab mehshar Jakar lele tu uthaniya Tayba mai Chanda mange hai chandaniya Tayba mai Sari umar mai kamse kam ek din to esa aye Wahid ansari bhi apne aqa

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu

Allah humma Sallay Ala Sayyidina Maulana Muhammad Lyrics in English Hindi Urdu

Wo Mera Nabi hai - Wo Jiske liye Mehfil e Konain saji hai - Lyrics - English Hindi Urdu

Aakhri Roze hein Dil gham-nak muztar Jaan hai Lyrics || Roman (Eng) & हिंदी (Hindi)

Madine ke Aaqa Salamun Alaik Lyrics || मदीने के आक़ा , सलामुन अलैक || مدینے کے آقا سَلاَمٌ عَلَيْكَ

Alwada Alwada Mahe Ramzan Lyrics by Owais Raza Qadri in English ~ Hindi

Hajiyon Mustafa se keh dena Lyrics || हाजियों मुस्तफा से कह देना || حاجیوں ! مصطفیٰ سے کہ دینا

Maslak ka Tu Imaam hai Ilyas Qadri Lyrics || मसलक का तु इमाम है , इल्यास क़ादरी || مسلک کا تو امام ہے ، الیاس قادری || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Aye Shahenshah e Madina As-salat-o-Was-salam Lyrics in English Hindi Urdu

Madina yaad aata hai Lyrics ~ dare aqdas pe haal e dil Lyrics ~ in English ~ HINDI ~ URDU