Posts

Showing posts from October, 2021

Naame Muhammad kitna Meetha Meetha lagta hai Lyrics Roman(Eng) & Hindi || Faizan Raza & Ammar Raza Attari

Roman: Naame Muhammad kitna Meetha Meetha lagta hai Naame Muhammad kitna Meetha Meetha lagta hai Sallalallahu Alayhi Wa Sallam Sallalallahu Alayhi Wa Sallam Lab par Nagme Salle Ala ke Hathon mein Kashkol Dekho to Sarkar ka Mangtaa kaisa lagta hai Itna diya Sarkar ne Mujko Utni Meri Auqaat nahin Ye to Karam hai Unka Warna Mujmein to Aesi baat nahin Ishqe Shahe Bathaa se pehle Mufleeso khasta haal tha Mein Naame Muhammad ke Mein Qurbaan Ab Wo Mere haalat nahin Naame Muhammad kitna Meetha Meetha lagta hai Sallalallahu Alayhi Wa Sallam Sallalallahu Alayhi Wa Sallam Yaade Nabi mein rone wala Ham Diwaanon ko Lakh Paraaya ho Wo Fir bhi Apna Lagta hai Naame Muhammad kitna Meetha Meetha lagta hai Sallalallahu Alayhi Wa Sallam Sallalallahu Alayhi Wa Sallam Aw Adnaan ki Sej saji hai Arshe Bari par Aaj Haq ka Dulaara bandh ke Sehraa kaisa lagta hai Naame Muhammad kitna Meetha Meetha lagta hai Sallalallahu Alayhi Wa Sallam Sallalallahu Alayhi Wa Sallam Gauso Qutub Abdaal Qalandar sab Unke Mohtaaj M

Mere Nabi Mere Nabi aa gaye aa gaye || Jashn e Sarkar || Syed Hassan Ullah Hussaini

Aaqa aa gaye Aaqa aa gaye  Mere Nabi aa gaye Marhaba Ya Mustafa Lajpaal Nabi aa gaye Marhaba Ya Mustafa Sardaar Nabi aa gaye Marhaba Ya Mustafa Mukhtaar Nabi aa gaye Marhaba Ya Mustafa Pyaare Nabi aa gaye Marhaba Ya Mustafa Jashne Wilaadat Mein bhi manaaun Jashne Wilaadat Tum bhi manaao Aaqa ki Aamad ke Jande lagaao Mein bhi lagaaun Tum bhi lagaao Mere Nabi Mere Nabi aa gaye aa gaye Mere Nabi Mere Nabi aa gaye aa gaye Pal mein badlaa hai Zamaana aa gaye hein Mustafa Chaarsoo Aamad ka Charchaa aa gaye hein Mustafa Jashn hai Sarkaar ka milke manaao Mein bhi manaaun Tum bhi manaao Mere Nabi Mere Nabi aa gaye aa gaye Mere Nabi Mere Nabi aa gaye aa gaye Mere Nabi aa gaye Marhaba Ya Mustafa Lajpaal Nabi aa gaye Marhaba Ya Mustafa Sardaar Nabi aa gaye Marhaba Ya Mustafa Mukhtaar Nabi aa gaye Marhaba Ya Mustafa Pyaare Nabi aa gaye Marhaba Ya Mustafa Chin Arab Asia Amrika o Bartaaniya Balke Duniya bhar mein gunjaa aa gaye hein Mustafa Jashn hai Sarkaar ka milke manaao Mein bhi manaaun Tum bhi m

Milaade Muhammad hai Har Saal manaaenge Lyrics || Muhammad Hassan Raza Qadri

Milaade Muhammad hai Har Saal manaaeinge Milaade Muhammad hai Har Saal manaaeinge Ashaabe Muhammad ne Is Din ko manaaya hai Aaqa ki Wilaadat pe Ghar Baar sajaaya hai Ham Unke Sahaaba ki Sunnat ko nibhaaeinge Milaade Muhammad hai Har Saal manaaenge Mere Aaqa Meri Jaan Marhaba Ya Mustafa Baadshaahe Do Jahaan Marhaba Ya Mustafa Wo Makeene La-Makaan Marhaba Ya Mustafa Mukhlison ke aasraa Marhaba Ya Mustafa Wo Habeebe Qibriyaa Marhaba Ya Mustafa Jaane Imaan Jaane Jaan Marhaba Ya Mustafa Dil ki Ye Dhadkan kahe Marhaba Ya Mustafa Baccha Baccha keh uthe Marhaba Ya Mustafa Har koi kehtaa rahe Marhaba Ya Mustafa Wird Ye hota rahe Marhaba Ya Mustafa Kehte hein Wohi Jinko Milaad se Ulfat hai Is Zaat ki Ulfat mein Kya Jaan ki kimat hai Ham Ishqe Muhammad mein Jaanon ko lutaaeinge Milaade Muhammad hai Har Saal manaaenge Sadaaein Duroodon ki aati rahengi Inhein Sun ke Dil Shaad hota rahega Khuda Ahle Sunnat ko Aabad rakhe Muhammad ka Milaad hota rahega Milaad ki Mehfil mein Ghar Baar Sajaaeinge Aur U

Har taraf hai khushi aa gaye hein Nabi Lyrics || Muhammad Jami Raza Qadri

  Nabi Nabi Nabi Nabi Marhaba Nabi Nabi Nabi Nabi Marhaba Milaade Mustafa Milaade Mustafa  Milaade Mustafa Milaade Mustafa  Har taraf hai khushi aa gaye hein Nabi Chaarsoo Roshni aa gaye hein Nabi Taajdaare Ambiyaa Marhaba Marhaba Khaatamul Ambiyaa Marhaba Marhaba Saiyyadul Ambiyaa Marhaba Marhaba Jalwaa-e-Noor hai Noor hi Noor hai Chha gayi hai Chandani aa gaye hein Nabi Har taraf hai khushi aa gaye hein Nabi Chaarsoo Roshni aa gaye hein Nabi Milaade Mustafa Milaade Mustafa  Milaade Mustafa Milaade Mustafa  Nabi Nabi Nabi Nabi Marhaba Nabi Nabi Nabi Nabi Marhaba Aasiyon ko milaa Aastaan Aapka Zindagi mil gayi aa gaye hein Nabi Har taraf hai khushi aa gaye hein Nabi Chaarsoo Roshni aa gaye hein Nabi Milaade Mustafa Milaade Mustafa  Milaade Mustafa Milaade Mustafa  PurNoor hai Zamaana Sub-he Shabe Wilaadat Pardaa uthaa hai Kiska Sub-he Shabe Wilaadat Aayi nayi Hukumat Sikka naya chalegaa Aalam ne Rang badlaa Sub-he Shabe Wilaadat Dil jagmagaa rahe hein Qismat chamak uthi hai Faila nayaa

Marhabaa Sad Marhabaa Fir Aamade Milaad hai Lyrics || Tauseef Raza

Jhoomo Jhoomo Milaad hai Jhoomo Jhoomo Milaad hai Marhabaa Sad Marhabaa  Marhabaa Sad Marhabaa Sarkaar ki Aamad Marhabaa Dildaar ki Aamad Marhabaa Maawa ki Aamad Marhabaa Maljaa ki Aamad Marhabaa Marhabaa Sad Marhabaa Fir Aamade Milaad hai Marhabaa Ya Mustafaa Marhabaa Ya Mustafaa Gali kuchon ko barki ki Kumkumon se Ham Sajaaeinge Rasoole Haashmi ke Aane ki Khushiyaan Manaaeinge Aamade Milaad hai Aamade Milaad hai  Aamade Milaad hai Aamade Milaad hai  Khudaa ke Shukr ki Khaatri Nabi ke Zikr ki Khaatir RabiunNur mein Ham Naat ki Mehfil sajaaeinge Marhabaa Sad Marhabaa Fir Aamade Milaad hai Sarkaar ki Aamad Marhabaa Dildaar ki Aamad Marhabaa Maawa ki Aamad Marhabaa Maljaa ki Aamad Marhabaa Samaa hai Noor ka Aashiq ka Chehraa Jagmagaata hai Sajaa ke Apna Ghar Usshaaq Taqdeerein Sawaareinge Marhabaa Sad Marhabaa Fir Aamade Milaad hai Marhabaa Sad Marhabaa Fir Aamade Milaad hai Khuda ke Noor the Jo Aamenaa ke Ghar mein aae the Usi Noore Khuda ki Aamad ki Dhoomein machaaeinge Marhabaa Sad Ma

Milaad tha Milaad hai Milaad rahega Lyrics || Hafiz Tahir Qadri

Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa Aamena ka Chand aaya Marhaba Aamena ka Chand aaya Marhaba Sar pe Sajaake Amaama Nalayne Paak lagaake Lab pe Durood sajaake Milaad karenge Milaad pe Har Saal Yahi Naara lagegaa Milaad tha Milaad hai Milaad rahega Galiyaan Bazaar saje Masjid Minaar saje Aashiqon ke Ghar hein saje Ghar bhi saje Dil bhi saje Ishq mein Milaadi kahegaa Aa gae Aa gae Aae Mere Mustafa Milaad tha Milaad hai Milaad rahega Duniyaa mein to Milaad manaate hi rahenge Zikre Rasoole Paak Sunaate hi rahenge Jashne Nabi ka Hashr mein bhi dankaa bajega Milaad tha Milaad hai Milaad rahega Gali Gali Marhabaa Shaher Shaher Marhabaa Milaad rahega Falak ke Nazaaron Zameen ki bahaaron Sab Eidein manaao Huzur aa gae hein Uttho Gham ke maaron Chalo besahaaron Khabar Ye Sunaao Huzur aa gae hein Anokha niraala Wo Zishaan aaya Wo saare Rasoolon ka Sultaan aaya Are Kajkulaao Are Baadshaaho Nigaahein Jhukaao Huzur aa gae hein Huaa Chaarsoo Rehmaton ka Baseraa Ujaal

Mein bhi Sunni Tu bhi Sunni mil kar Milaad manaaein Lyrics || Sajid Qadri

SalleAla Nabiyyina SalleAla Muhammadin SalleAla Nabiyyina SalleAla Muhammadin Wa Ala Aalihi Wa Sahbihi Wa Sallim Ye Jashne Muhammad to sadaa jaari rahega Milaad rahaa hai Milaad rahega Mein bhi Sunni Tu bhi Sunni mil kar Milaad manaaein Mein bhi Sunni Tu bhi Sunni mil kar Milaad manaaein Milaad rahaa hai Milaad rahega Milaad rahaa hai Milaad rahega Ye Ishqe Sahaaba hai Ise Zindaa rakheinge Sarkaar ka Milaad sadaa karte raheinge Ye Jashne Musarrat to sadaa jaari rahega Milaad rahaa hai sadaa Milaad rahega Milaad rahaa hai Milaad rahega Milaad rahaa hai Milaad rahega Mein bhi Sunni Tu bhi Sunni mil kar Milaad manaaein Mein bhi Sunni Tu bhi Sunni mil kar Milaad manaaein Marhabaa Ya Mustafa Marhabaa Ya Mustafa Islaam ka Payghaam sadaa Zindaa rahega Sarkaar Tera Naam sadaa Zindaa rahega Jab tak raheinge Duniyaa mein Usshaaq Salaamat Milaad ka Ye Kaam sadaa Zindaa rahega Milaad rahaa hai Milaad rahega Milaad rahaa hai Milaad rahega Mein bhi Sunni Tu bhi Sunni mil kar Milaad manaaein Mein bhi

Aao Milaad Manaaein Lyrics || Maulana Bilal Raza Qadri

Aamade Mustafa Marhaba Marhaba Ahmade Mujtabaa Marhaba Marhaba Sarkar ki Aamad Marhaba Aaqa ki Aamad Marhaba Makki ki Aamad Marhaba Madani ki Aamad Marhaba Arabi ki Aamad Marhaba Qureshi ki Aamad Marhaba Marhaba Ya Mustafa Aao Milaad Manaaein Aao Milaad Manaaein Aao Milaad Manaaein Aao Milaad Manaaein Jhoom uthaa hai zarra zarra Aa gaya hai Noor waala Saari Dharti ko Sajaaein Aao Milaad manaaein Aao Milaad manaaein Aao Milaad manaaein  Aao Milaad manaaein Aao Milaad manaaein Saari Khalkat se jhudaa hai Mazhare Zaate Khuda hai Wadduha Unka hi Chehraa Sar pe Baaha ka Imaama Baago Khurshid Jinke Zarre Lamakaan mein Jinke Talwe Wasf Unke Gungunaaein Aao Milaad manaaein Aao Milaad manaaein Aao Milaad manaaein Aao Milaad manaaein Aao Milaad manaaein Sarkar ki Aamad Marhaba Aaqa ki Aamad Marhaba Makki ki Aamad Marhaba Madani ki Aamad Marhaba Arabi ki Aamad Marhaba Qureshi ki Aamad Marhaba Marhaba Ya Mustafa Soye Baagon ko Jaga kar Ghar mein Parcham ko laga kar Battiyaan khub jhalaa kar Ghar M

Mubarak Mubarak Huzur aa rahe hein Lyrics || Abdul Habib Attari

Mubarak Mubarak Mubarak Mubarak  Mubarak Mubarak Mubarak Mubarak  Mubarak Mubarak Huzur aa rahe hein Mubarak Mubarak Huzur aa rahe hein Na Kyun Aaj Jhumein ke Sarkar aae Khuda ki Khudaee ke Mukhtaar aae Na Kyun Baarwih pe Hamein Pyaar aae Ke Aae Isi Roz Sarkaar aae Mubarak Mubarak Huzur aa rahe hein Mubarak Mubarak Huzur aa rahe hein Huzur ki Aamad... Marhaba Purnoor ki Aamad... Marhaba Sadiq ki Aamad... Marhaba Ameen ki Aamad... Marhaba Musarrat se Ham kyun na Dhoomein machaaein Hamare Shahenshaaho Sardaar aae Musalmaanon Sub-he Bahaaran Mubarak Wo Barsaate Anwaar Sarkar aae Mubarak Mubarak Huzur aa rahe hein Mubarak Mubarak Huzur aa rahe hein Mubarak Tuje Aamena ho Mubarak Tere Ghar Shahenshahe Abraar aae Mubarak Haleema Tuje bhi Mubarak Tere Ghar mein Nabiyon ke Sardaar aae Mubarak Mubarak Huzur aa rahe hein Mubarak Mubarak Huzur aa rahe hein Adad Hamko Baarah ka Kyun ho na Pyaara Ke Baarah ko Duniya mein Sarkar aae Duroodon ke Gajre lie ab bado Tum Wo Aae Rasoolon ke Saalar aae Mub

Sun le Saari Duniya Ham Milaad waale Lyrics || Muhammad Khubaib Qadri

Sun le Saari Duniya Ham Milaad waale Naara Lagane waale Jashn manaane waale Sarkaar ki Aamad... Marhaba Aaqa ki Aamad... Marhaba Dildaar ki Aamad.... Marhaba Ghamkhwaar ki Aamad... Marhaba Sun le Saari Duniya Ham Milaad waale Naara Lagane waale Jashn manaane waale Sarkar ki Aamad pe hein Mehfilein Sajaana Jhande bhi lagaana Galiyaan bhi Sajaana Dhoom Jashne Aaqa ki Ham machaane waale Sun le Saari Duniya Ham Milaad waale Naara Lagane waale Jashn manaane waale Noor ka Samaa hai Rehmat baras rahi hai Milaad ki Barkat se Har Khushi mili hai Dhoom Jashne Aaqa ki Ham machaane waale Sun le Saari Duniya Ham Milaad waale Naara Lagane waale Jashn manaane waale Hurmate Aaqa par Qurbaan hone waale Apne Nabi ki Khateer Ham Jaan lutaane waale Dhoom Jashne Aaqa ki Ham machaane waale Sun le Saari Duniya Ham Milaad waale Naara Lagane waale Jashn manaane waale Har Taraf Charaagan Jashn ka Samaa hai Saraa Aalam Jhoom Jhoom Jhoom raha hai Dhoom Jashne Aaqa ki Ham machaane waale Sun le Saari Duniya Ham Mil

Samaa hai Noor ka Niklaa Chand hai Lyrics || Owais Raza Qadri

Niklaa Chand hai Niklaa Chand hai Niklaa Chand hai  Samaa hai Noor ka Niklaa Chand hai Samaa hai Noor ka Niklaa Chand hai Niklaa Chand hai Niklaa Chand hai Niklaa Chand hai Niklaa Chand hai Samaa hai Noor ka Niklaa Chand hai Aasmaan par Har Nazar hai Kaisa Niklaa Chand hai Eide Milaade Muhammad Mustafa ka Chand hai Niklaa Chand hai Niklaa Chand hai Niklaa Chand hai Niklaa Chand hai Sarkar ki Aamad... Marhaba Dildaar ki Aamad... Marhaba Manthaar ki Aamad... Marhaba Huzoor ki Aamad... Marhaba Purnoor ki Aamad...Marhaba Zara Jhoom ke Bolo...; Marhaba Lab Chum ke Bolo... Marhaba Parcham Lehrakar Bolo... Marhaba Samaa hai Noor ka Niklaa Chand hai Zulmate Kufro Zalaalat ka hai Seena Chaak Chaak Teeragi e Daar mein Niklaa Khuda ka Chand hai Samaa hai Noor ka Niklaa Chand hai Niklaa Chand hai Niklaa Chand hai Niklaa Chand hai Niklaa Chand hai Samaa hai Noor ka Niklaa Chand hai Kehdo Daman ko Sametein Kufr ki Taarikiyaan Aamena Bibi ke Ghar niklaa Khuda ka Chand hai Samaa hai Noor ka Niklaa Cha

Abbas Tere Dar sa Duniya mein Dar kahan Lyrics

Gaazi Abbaas Gaazi Abbaas Gaazi Abbaas Gaazi Abbaas Abbas Tere Dar sa Duniya mein Dar kahan Jukte hein jahan Shah bhi Tera Wo Aastaan Abbas Tere Dar sa Duniya mein Dar kahan Tu Kamre bani Hashim Zohra ki Dua hai Sayaa Tere Alam ka Do Jag pe ba Khuda hai Tere Aalam ko chumne jukta hai Aasmaan Abbas Tere Dar sa Duniya mein Dar kahan Shere Khuda hein Baaba Shere Karbala Tu Tere Dar pe Jo bhi aaye mushkil kare kusha Tu Tere diye jalaata hai Is liye jahan Abbas Tere Dar sa Duniya mein Dar kahan Tu Shahenshah hai Aaqa Do jag mein Teri Shaahi Panjtan hai Tuj pe nazaan Aesi wafaa nibhaee Shahid Tere Alam par Panjtan ka Ye nishasn Abbas Tere Dar sa Duniya mein Dar kahan

Allaho Gani dekhi kya Shaan Madine mein Lyrics || Hafiz Tahir Qadri

Allaho Gani dekhi kya Shaan Madine mein Anwaar ki baarish hai har aan Madine mein Jaane bhi to Kya Jaane Samje bhi to kya Samje Hai aql ye bechari hairaan Madine mein Allaho Gani dekhi kya Shaan Madine mein Anwaar ki baarish hai har aan Madine mein Kya baat hai Tayba ki Sarkar ke Deewaane Sau Jaan se hote hein Qurbaan Madine mein Allaho Gani dekhi kya Shaan Madine mein Anwaar ki baarish hai har aan Madine mein Taybaa ke huzuri Mein Deedar bhi ho jaae Aye kaash Ye pura ho Armaan Madine mein Allaho Gani dekhi kya Shaan Madine mein Anwaar ki baarish hai har aan Madine mein Din ho to Mein kho jaaun galiyon mein Madine ki Aur Shab mein sunaun Mein Quraan Madine mein Allaho Gani dekhi kya Shaan Madine mein Anwaar ki baarish hai har aan Madine mein Lagta hai ke sab Duniya Mehmaan Unhi ki hai Iftar ke lagte hein jab khaan Madine mein Allaho Gani dekhi kya Shaan Madine mein Anwaar ki baarish hai har aan Madine mein Aye Qadri Dulha ye Sab Aap ka sadqaa hai Hai Aap ka Saalam bhi M

Ham Sunni to Aala Hazrat wale hein Lyrics in Roman(Eng) & हिंदी

Roman :  Sunniyon ke Peshwaa Aye Imaam Ahmed Raza Sunniyon ke Peshwaa... Shukre Khuda ke Razwi Rangat wale hein Ham Sunni to Aala Hazrat wale hein Hubbe Nabi aur Hubbe Sahaaba mein chal kar Ishqe Ali bhi Dil mein chalte hein rakh kar Ahle Bayt ke Dil se Chaahat waale hein Ham Sunni to Aala Hazrat wale hein Shukre Khuda ke Razwi Rangat wale hein Ham Sunni to Aala Hazrat wale hein Jinko naa Quraan mein dikhe Aaqa ki Shaan Jinko naa aata hai Samaj Kanzul Imaan Wo Najdi to Qaume Ghalazat waale hein  Ham Sunni to Aala Hazrat wale hein Shukre Khuda ke Razwi Rangat wale hein Ham Sunni to Aala Hazrat wale hein Basti Basti Kariya Kariya Kaanara Is Naare se Ghunj uthaa Aalam Saara Sun lo Ham to Taaje Shariyat wale hein Ham Sunni to Aala Hazrat wale hein Shukre Khuda ke Razwi Rangat wale hein Ham Sunni to Aala Hazrat wale hein Jisne Pilaaya Ishqe Raza ka Jaam Hamein Aur Sikhaya Pyare Raza ka Naam Hamein Us Murshid ki Dil se Ulfat waale hein Ham Sunni to Aala Hazrat wale hein Shukre Khuda ke Razwi

Faisale gumbade khazra ke makee karte hai Lyrics

Wo karam Chaahein Jahan par bhi Wahi karte hein Faisale Gumbade Khazraa ke Makeen karte hein Jinpe karte hein Inaamaat ki baarish Aaqa Unki Qismat Madine ki Zameen karte hein Faisale Gumbade Khazraa ke Makeen karte hein Wo karam Chaahein Aao Bimaron Madine se Shifaaein lelo Dard ko door Shahe Duniya o Deen karte hein Faisale Gumbade Khazraa ke Makeen karte hein Wo karam Chaahein Yusufe Misr bhi Taleeb hein Usi Jalwe ke Chaakri Unki Haseenon ke Haseen karte hein Faisale Gumbade Khazraa ke Makeen karte hein Wo karam Chaahein Dekha jab Jalwa-e-Jaanaan to pukari Duniya Dekh kar Unko Khuda ka bhi yaqeen karte hein Faisale Gumbade Khazraa ke Makeen karte hein Wo karam Chaahein Baabe Jibreel pe pahuncha to Ye jaana Ajmal Aake Darbani yahan Sidra Nasheen karte hein Faisale Gumbade Khazraa ke Makeen karte hein Wo karam Chaahein

Muskura do to aalam badal jaayega Lyrics

Ya Rasulallah  Ya Habiballah Muskura do to aalam badal jaayega Muskura do to aalam badal jaayega Saaki-e-Hauze Kausar Habeebe Khuda Munise bekasaan Hashr ke aasra Aye chataee-nasheen Aye Shahe Do Saraa Sarware Ambiya Ahmade Mujtaba Gaysuon waale Aye Mere Pyare Shahaa Muskura do to aalam badal jaayega Muskura do to aalam badal jaayega Lut raha hai Chaman jhumti hai Khizaan Deeno Millat ke lutne lage Kaarwaan Har Taraf Kufro Zulmat ka chhaya dhuaan Har taraf teeragi Har kadam aandhiyan Aaftabe Azal ki ho paheli kiran Muskura do to aalam badal jaayega Muskura do to aalam badal jaayega Kis Tarha koi pahunche Madina Nagar Gher rakkha hai thagharon ne har dagar Kam-Nazar ban rahe hein badhe deedawar Raat ko Ye kahein jaa rahe hein Sahar Bhes Mera  Muskura do to aalam badal jaayega Muskura do to aalam badal jaayega Jhum kar Naat-e-Sarkar padhta hua Jab Madine ki Janib chala Kafila Gungunati hui Zikre Salle alaa Chumne Unki Chokhat chali Jab Saba Badh gaya aur bekal ka Deewanapan Muskura do t

Aesa Tujhe Khaliq ne Tarahdaar banaya Lyrics

Aesa Tujhe Khaliq ne Tarahdaar banaya Yusuf ko Tera Taalibe Deedar banaya Konayn banaye gaye Sarkar ki Khateer Konayn ki Khateer Tumhe Sarkar banaya Aesa Tujhe Khaliq ne Tarahdaar banaya Yusuf ko Tera Taalibe Deedar banaya Kunji Tumhe di Apne Khazaanon ki Khuda ne Mehboob kiya Maaliko Mukhtaar banaya Aesa Tujhe Khaliq ne Tarahdaar banaya Yusuf ko Tera Taalibe Deedar banaya Aye Nazme Risalat ke chamakte hue Maqtaa Tune hi Use Matlaa-e-Anwaar banaya Aesa Tujhe Khaliq ne Tarahdaar banaya Yusuf ko Tera Taalibe Deedar banaya Har baat bad-aamaliyon se Meine bighaadi Tumne Meri bighdi ko Har Waqt banaya Aalam ke Salateen bhikaari hein bhikaari Sarkaar banaya Tumhe Sarkaar banaya

Mein Madine Chalaa by Owais Raza Qadri Lyrics

Mein Madine Chalaa Mein Madine Chalaa Fir Karam ho gaya Mein Madine Chalaa Kaif sa Chha gaya Mein Madine Chalaa Jumta Jumta Mein Madine Chalaa Mein Madine Chalaa Mein Madine Chalaa Mein Madine Chalaa Mein Madine Chalaa Ashk thamte nahin Paao jamte nahin Ladkhadata hua Mein Madine chalaa Mein Madine Chalaa Mein Madine Chalaa Mein Madine Chalaa Mein Madine Chalaa Mere Aaqa ka Dar hoga peshe nazar Chahiye aur kya Mein Madine Chalaa Aye Shajar Aye Hajar Tum bhi Shamsho Qamar Dekho Dekho zaraa Mein Madine Chalaa Dekh Taare Muje Ye nazaare Muje Tum bhi dekho zara Mein Madine Chalaa Mein Madine Chalaa Mein Madine Chalaa Mein Madine Chalaa Mein Madine Chalaa Ruhe Muztar thehar Tu nikalna udhar Itni jaldi bhi kya Mein Madine Chalaa Haath uthte rahe Mujko dete rahe Wo talab se seewa Mein Madine Chalaa Mein Madine Chalaa Mein Madine Chalaa Mein Madine Chalaa Mein Madine Chalaa Noore Haq ke Huzur Apne saare kusoor Bakhshwaane chala Mein Madine Chalaa Mere Siddiq Umar

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu

Wo Mera Nabi hai - Wo Jiske liye Mehfil e Konain saji hai - Lyrics - English Hindi Urdu

Allah humma Sallay Ala Sayyidina Maulana Muhammad Lyrics in English Hindi Urdu

kya bataun ki kya madina hai naat lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu

Madina yaad aata hai Lyrics ~ dare aqdas pe haal e dil Lyrics ~ in English ~ HINDI ~ URDU

al madad peerane peer , gaus-e-aazam dastageer naat lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu

Maula Ya Salli wa Sallim || Salam Lyrics || मौला या सल्ली व सल्लिम || مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ دَائِمًا أَبَدًا || Danish & Dawar || Roman(ENG) & हिंदी(HINDI) & (URDU) اردو

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana || Madani Sehra Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu

Ye Chamak Ye Damak Ye Faban ye Mahek Lyrics || ये चमक ये दमक , ये फबन ये महक