Marhaba Aye Jaane Jaana'n Lyrics || Owais Raza Qadri
Marhaba... Marhaba... Marhaba... Marhaba... Ya Nabi Shamsodduha Ya Nabi Badrudduja Ya Nabi Khairul Wara Ya Nabi... Nabi... Marhaba Aye Jaane Jaana'n , Jaane Imaa'n Ya Nabi Marhaba Mehboobe Yazda'n , Shahe Khooban Ya Nabi Aap Aaye Roshni Faili Andhera Chhat gaya Marhaba Sad Marhaba Aye Mehre Tabaa'n Ya Nabi Marhaba... Marhaba... Marhaba... Marhaba... Marhaba Aye Jaane Jaana'n , Jaane Imaa'n Ya Nabi Awwalo Aakhir Sab Kuchh Jaane Dekhe Baeedo Kareeb Ghaib ki Khabrein dene Wala , Allah ka Wo Habeeb Pyari Surat Hasta Chehra Munh se Jadhte Phool Husn Sarapa Noor ka Paykar Haq ka Pyara Rasool Ya Nabi Shamsodduha Ya Nabi Badrudduja Ya Nabi Khairul Wara Ya Nabi... Nabi... Ya Nabi...Ya Nabi...Ya Nabi...Ya Nabi... Behro Bar, Shamso Kamar, Hooro Malak, Jinno Bashar, Do Jaha'n hein Aap hi ke Zere Ahesa'n Ya Nabi Marhaba Aye Jaane Jaana'n , Jaane Imaa'n Ya Nabi Aapki Aamad ka Sadka Donon Aalam pa gaye Ham Gadaon ka bh