Nabi ke Naukar hein Ham Naukar hein Lyrics
Karte hein ham Azam Deene Nabi ka Alam
Thame rahenge sabhi Sine mein jab tak hai dam
Haq ke tarafdar hein Aur wafadar hein
Dushmane Islam se qalb se bedar hein
Jab talak saana mein hai saans wafadari rahegi
Dil wafadar rahega Haan wafadar rahega
Aur Rehmate qonain se ulfat na hogi kam
Nabi ke Naukar hein Ham Naukar hein
Nabi ke Deen ki khatir sabhi lutaeinge ham
Khabis Dushmane Islam ko mitayenge ham
Gali Gali mein Nabi ka sabaq sikhayenge ham
Bazare jurm ho chuke jitne yahan garam
Aao chalo sabhi chalo thanda karenge ham
Nabi ke Naukar hein Ham Naukar hein
Nabi ki Rif'aton Azmat ka khub charcha hai
Unhi ke zikre Mohabbat ka khub danka hai
Har ek unpe fida hai unhi pe marta hai
Maalo Malal jaano jigar war denge ham
Namuse Risalat ki hifazat karnge ham
Nabi ke Naukar hein Ham Naukar hein
Nabi ke ishq mein khatron ka dar hame to nahin
Juluse Shah mein hamlon ka dar hame to nahin
Sitam ki tez hawaon ka dar hame to nahin
Jalse Julus ko na kabhi kar sake khatam
Kiski hai ye majal hai kisme bhala ye dam
Nabi ke Naukar hein Ham Naukar hein
Kadam kadam pe ye Naate Nabi sunayenge ham
Habibe Rab ki mohabbat ko yun badayenge ham
Durude Paak ka guldan bhi sajayenge ham
Namuse Risalat ki hifazat ke waste
Gustakh Dushmanon ke saron ko karein kalam
Nabi ke Naukar hein Ham Naukar hein
Zikre Sarkare Nabi Aur Milade Nabi
Ta-qayamat keringe ham
Ya Nabi Adrikni Ya Nabi Adrikni
Ta-qayamat kahenge ham
Hota hai jis gulam pe Sarkar ka karam
Duniya mein Surkh rui hai ukba mein hai iram
Nabi ke Naukar hein Ham Naukar hein
Nafratein door karo Duriyan door karo
Aur sab mil kar raho
Dilko Tum saaf karo Sabko Tum maaf karo
Aman ko aam karo
Bakhtuno Muhajir ho ya sindhi baloch Tum
Aapas mein bhai bhai ho jagde karo khatam
Nabi ke Naukar hein Ham Naukar hein
Hoti rahi hai sajishein min-janibe Adoo
Shamshire Muslimin se behta raha lahoo
Behurdagi uryani fahashi hui hai aam
Khoya hai Muslimin mein ta'zeem ka makam
Aapas ke intishar ko kamzor kar diya
Ulfat ke raste se bahot door kar diya
Khwabe galflat se utho Aur dushman se bacho
Bandhlo sar pe kafan aur medan mein bado
Comments
Post a Comment