Huzur meri to sari bahar aapse hai Lyrics
Huzur meri to sari bahar aapse hai
Mein bekarar tha mera karar aapse hai
Meri to hasti hi kya hai mere garib nawaz
Jo mil raha hai muje sara pyar aapse hai
Mein bekarar tha mera karar aapse hai
Huzur meri to sari bahar aapse hai
Kahan ye arze madina kahan meri hasti
Ye hazari ka sabab bar bar aapse hai
Gunahgar hun aaqa badi nadamat hai
Kasam khuda ki ye mera waqar aapse hai
Mohabbaton ka sila kaun aise deta hai
Sunehri jaliyon mein yaare ghar aapse hai
Mein bekarar tha mera karar aapse hai
Meri to hasti hi kya hai mere garib nawaz
Jo mil raha hai muje sara pyar aapse hai
Mein bekarar tha mera karar aapse hai
Huzur meri to sari bahar aapse hai
Kahan ye arze madina kahan meri hasti
Ye hazari ka sabab bar bar aapse hai
Gunahgar hun aaqa badi nadamat hai
Kasam khuda ki ye mera waqar aapse hai
Mohabbaton ka sila kaun aise deta hai
Sunehri jaliyon mein yaare ghar aapse hai
Nice ЁЯЩВ
ReplyDelete