Aaj Abdullah ke angan mai rut aai bahar ki
Aaj Abdullah ke angan mai rut aai bahar ki Jashn e eid e miladunnabi hai amad hai sarkar ki Bara rabiul avval ka din sub'h ke saye Dayee halima ki godi mai pyare Muhammad aaye Hui Viladat Peer ke din Rabb ke dildar ki Havva Mariyam dekh ke boli Pyare nabi ka mukhda Amena tera bacha hai ya koi chand ka tukda Badi hai ronak dekho dekho amena ke ghar bar ki Jagmag jagmag chamke dekho makka aur madina Salle ala ki gunj se dekho Roshan ho gaya sina Talib e har she hone lagi hai Rabb ke dildar ki Aasiyo aao aage bado sab rabb ke dilbar aaye Noor hua hai har su har she saiyyed e anvar aaye Diye jalao savari aayee shahe abraar ki